Bahar Shayari and Poetry is all about celebrating the beauty of nature and the joy that comes with the arrival of spring. These shayaris capture the essence of spring and its glorious colors, sweet fragrances, and refreshing breeze. Whether you are looking to express your love for nature or simply want to add a touch of freshness to your day, Bahar Shayari and Poetry is sure to do the trick.
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai
پھول کھلتے ہیں بہاروں کا سما ہوتا ہے
ایسے موسم میں ہی تو پیار جوان ہوتا ہے،
دل کی باتوں کو ہونٹوں سے نہیں کہتے،
یہ افسانہ تو نگاہوں سے بیان ہوتا ہے
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai,
Aise mausam mein hi to pyar jawan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh afsana to nigaahon se bayan hota hai.
When flowers bloom, it feels like spring,
It is in such seasons that love blossoms,
Heartfelt emotions are not expressed through words,
This story is narrated through one's gaze
फूल खिलते हैं बहारों का समा होता है,
ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है,
दिल की बातों को होंठों से नहीं कहते,
यह अफ़साना तो निगाहों से बयां होता है।
Bethey Hain Aese Zulf Mein Kaliyan Sanwar K
Bethey Hain Aese Zulf Mein Kaliyan Sanwar K,
Aayein Hon Jaise Unke Liye Din Bahar K
Teri Surat Se Hai Aalam Mein Baharon Ko Sabaat
Teri Surat Se Hai Aalam Mein Baharon Ko Sabaat,
Teri Aankhon Ke Siwa Duniya Mein Rakha Kya Hai
تیری صورت سے ہے عالم میں بہاروں کو ثبات
تیری آنکھوں کے سوا دنیا میں رکھا کیا ہے
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Ek Samundar Meri Aankhon Se Baha Karta Ha,
Jab Khizan Aayi Toh Laut Aaye Ga Woh Bhi Faraz
Woh Baharon Mein Zara Kam Mila Karta Hai
Bulbul ko baghban se na sayyad se gila
Bulbul ko baghban se na sayyad se gila
Qismat men qaid likhi thi fasl-e-bahar men
بلبل کو باغباں سے نہ صیاد سے گلہ
قسمت میں قید لکھی تھی فصل بہار میں
बुलबुल को बाग़बाँ से न सय्याद से गिला
क़िस्मत में क़ैद लिक्खी थी फ़स्ल-ए-बहार में
Gulon mein rang bhare bad-e-nau-bahar chale
Gulon mein rang bhare bad-e-nau-bahar chale
Chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale
گلوں میں رنگ بھرے باد نوبہار چلے
چلے بھی آؤ کہ گلشن کا کاروبار چلے
गुलों में रंग भरे बाद-ए-नौ-बहार चले
चले भी आओ कि गुलशन का कारोबार चले
Raat yun dil mein tiri khoi hui yaad aai
Raat yun dil mein tiri khoi hui yaad aai
Jaise vīrane min chupke se bahar aa jaye
رات یوں دل میں تری کھوئی ہوئی یاد آئی
جیسے ویرانے میں چپکے سے بہار آ جائے
रात यूँ दिल में तिरी खोई हुई याद आई
जैसे वीराने में चुपके से बहार आ जाए
Har dil-fareb chiiz nazar ka ghubar hai
Har dil-fareb chiiz nazar ka ghubar hai
Ankhen hasin hon to khizin bhi bahar hai
ہر دل فریب چیز نظر کا غبار ہے
آنکھیں حسین ہوں تو خزاں بھی بہار ہے
हर दिल-फ़रेब चीज़ नज़र का ग़ुबार है
आँखें हसीन हों तो ख़िज़ाँ भी बहार है
Kuch Karo Fikar Mujh Deewane Ki
Kuch Karo Fikar Mujh Deewane Ki
Dhum Hai Phir Bahar Aane Ki
کچھ کرو فکر مجھ دیوانے کی
دھوم ہے پھر بہار آنے کی
कुछ करो फ़िक्र मुझ दीवाने की
धूम है फिर बहार आने की
Na gul khile hain na un se mile na mai pi hai
Na gul khile hain na un se mile na mai pi hai
ajiib rang mein ab ke bahar guzri hai
نہ گل کھلے ہیں نہ ان سے ملے نہ مے پی ہے
عجیب رنگ میں اب کے بہار گزری ہے
न गुल खिले हैं न उन से मिले न मय पी है
अजीब रंग में अब के बहार गुज़री है
Ai dil-e-be-qarar chup ho ja
Ai dil-e-be-qarar chup ho ja
jā chuki hai bahar chup ho ja
اے دل بے قرار چپ ہو جا
جا چکی ہے بہار چپ ہو جا
ऐ दिल-ए-बे-क़रार चुप हो जा
जा चुकी है बहार चुप हो जा
Soo Baar Chaman Mehaka, Soo Baar
Soo Baar Chaman Mehaka, Soo Baar Bahar Aayi
Duniya Ki Wohi Ronaq, Dil Ki Wohi Tanhayi
سو بار چمن مہکا، سو بار بہار آئی
دنیا کی وہی رونق، دل کی وہی تنہائی
Sainkaron Dilkash Baharein Thien Hamari
Sainkaron Dilkash Baharein Thien Hamari Muntazir
Hum Teri Khwahish Mein Lekin Thokrain Khate Rahe
Bal-o-Par Bhi Gaye Bahar K Sath
Bal-o-Par Bhi Gaye Bahar K Sath
Ab Tavaqqoa Nahi Rehai ki
بال و پر بھی گئے بہار کے ساتھ
اب توقع نہیں رہائی کی
बाल-ओ-पर भी गए बहार के साथ
अब तवक़्क़ो नहीं रिहाई की