Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Dard Ho Dil Mein Toh Dawa Kijiye, Dil
Dard Ho Dil Mein Toh Dawa Kijiye,
Dil Hee Jab Dard Ho Toh Kya Kijiye
Kuch Khas Dilo’n Ko Ishq Ke Ilham Hote Hain
Kuch Khas Dilo’n Ko Ishq Ke Ilham Hote Hain,
Mohabbat Mojza Hai, Aur Mojzay Kab Aam Hote Hain
کچھ خاص دلوں کو عشق کے الہام ہوتے ہیں
محبت معجزہ ہے، اور معجزے کب عام ہوتے ہیں
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe,
Nafrat Kuch Nahi Kehti Mohabbat Maar Deti Hai
Mehsoos Kar Raha Hoon Main Jeene Ki Talkhiyan
Mehsoos Kar Raha Hoon Main Jeene Ki Talkhiyan,
Shayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Rahi
محسوس کر رہا ہوں میں جینے کی تلخیاں
شاید مجھے کسی سے محبت نہیں رہی
Hum Moqa Dete Rahe, Woh Dhoka Dete
Hum Moqa Dete Rahe,
Woh Dhoka Dete Rahe
ہم موقح دیتے رہے
وہ دھوکا دیتے رہے
Ab Iss Ke Baad Laga Dil Toh Dil Lagi Hogi
Ab Iss Ke Baad Laga Dil Toh Dil Lagi Hogi,
Hum Tum Pe Apni Mohabbat Tamam Kar Bethey
اب اس کے بعد لگا دل تو دل لگی ہوگی
ہم تم پہ اپنی محبت تمام کر بیٹھے
Zaroori Toh Nahi Jo Khushi Dey Ussi Se Mohabbat Ho
Zaroori Toh Nahi Jo Khushi Dey Ussi Se Mohabbat Ho,
Pyar Toh Akser Dil Torne Walon Se Bhi Ho Jaata Hai
ضروری تو نہیں جو خوشی دے اسی سے محبت ہو
پیار تو اکثر دل توڑنے والوں سے بھی ہو جاتا ہے
Haseen Aankhon Ko Parhne Ka Abhi Tak Shauq Hai Mujhe
Haseen Aankhon Ko Parhne Ka Abhi Tak Shauq Hai Mujhe,
Mohabbat Mein Ujar Kar Bhi Meri Aadat Nahi Badli
حسین آنکھوں کو پڑھنے کا ابھی تک شوق ہے مجھے
محبت میں اجڑ کر بھی میری عادت نہیں بدلی
Wo Hame Bhul Gaye Shayari in Hindi
Wo Hame Bhul Gaye Shayari in Hindi
Read and share the images of wo hame bhul gaye shayari in hindi, bhul jana shayari, woh hame bhul gaye shayari in urdu, woh hame bhul gaye shayari in english. The best collection of woh hame bhul gaye shayari, bhul jana shayari, tum mujhe bhul jao shayari, dost bhul gaye shayari.
wo-hume-bhul-gaye-shayari-hindi
Bhool Ne Ki Koshish Karta Hun Jitna Tujhe
Teri Yaad Satati Hai Utna Mujhe
Bhool Se Bhi Hume Na Bhulana
Bhoolna Sirf Bhool Ko
Warna Hum Apne Aap Ko Bhool Jayenge
Shayad Unhe Kisi Aur Se Mohabbat Ho Gayi
Kehti Thi Sath Janam Tak Sath Raheinge
Phir kyun Ek Pal Mein Hee Humein Bhul Gayi
Aap Bhool Gaye Hume, Lekin Hum Nahi Bhoole
Yaad Karte Hai Har, Beete Hue Zindagi Ke Kuch Pal
Apne Kaam Mein Itna Masroof Ho Gaye
Jab Hum Ne Kuch Pal Na Dekha, Hume Hee Bhool Gaye
Kisi Ko Bhoola Dena Agar Aasan Hota Toh
Hum Toh Pehle Apne Dil Ke Dard Ko Hee Bhula Dete
Sath Nebhane Ka Wada Kiya Tha Aur Apna Hath Diya tha Mujhko
Phir Kyun Peeche Mur Kar Nahi Dekha Hame, Ab Kyun Bhul Gaye Ham Ko
Wada Torna Tumhara Kaam Hai, Mera Nahi
Pyar Karke Bhool Jaana Aap Ka Kaam Hai, Mera Nahi
Itna Dard Hai Meri Zindagi Mein, Sath Reh Sakte Hum
Tum Mujhe Bhul Jao, Main Nahi Chahta Ke Tujhe Mile Gham
Tum Mujhe Bhul Jao Yeh Main Hone Nahi Dunga
Hum Tujhe Bhul Jaye Yeh Ho Nahi Sakta
Tum Mujhe Bhool Jao Kehna Aasan Hai
Lekin Bhoolna Utna Hee Mushkil
Larki Mili Dost Ko Bhul Gaya
Larki Ne Hath Chora Tera
Phir Se Tujhe Dost Yaad Aa Gaya
Dosti Ki Thi Tujh Se, Sath Mein Kuch Dushman Bhi Ban Gaye
Dushman Aaj Bhi Yaad Karte Hai Mujhe Lekin Dost Mujhe Gaye
Aisi Dosti Hee Kya Jisme Koi Bharosa Na Ho
Aise Dost Hee Kya Jo Kaam Parne Per Yaad Aate Ho
भूल ने की कोशिश करता हूं जितना तुझे
तेरी याद सताती हैं उतना मुझे
भूल से भी हमें न भूलना
भूलना सिर्फ भूल को
वरना हम अपने आप को भूल जायेंगे
शायद उन्हें किसी और से मोहब्बत हो गयी
कहती थी साथ जनम तक साथ रहेंगे
फिर क्यों एक पल में ही हमें भूल गयी
आप भूल गए हमें, लेकिन हम नहीं भूले
याद करते हैं हर पल, बीते हुए जिंदगी के कुछ पल
अपने काम में इतना मसरुफ हो गए
जब हम कुछ पल के न दिखे, हमें ही भूल गए
किसी को भूला देना अगर आसान होता तो
हम तो पहले अपने दिल के दर्द को ही भूला देता
साथ निभाने का वादा किया था और अपना हाथ दिया मुझको
फिर क्यों पीछे मोड़ कर क्यों नहीं देखा हमें, अब क्यों भूल गए हम को
वादा तोडना तुम्हारा काम हैं, मेरा नहीं
प्यार करके भूल जाना आप का काम हैं, मेरा नहीं
इतना दर्द हैं मेरी जिंदगी में, साथ नहीं रह सकते हम
तुम मुझे भूल जाओ, मैं नहीं चाहता के तुझे मिले गम
तुम मुझे भूल जाओ ये मैं होने नहीं दूँगा
हम तुझे भूल जाये ये हो नहीं सकता
तुम मुझे भूल जाओ कहना आसान हैं
लेकिन भूलना उतना ही मुश्किल हैं
लड़की मिली दोस्त को भूल गया
लड़की ने हाथ छोड़ा तेरा
फिर से तुझे दोस्त याद आ गया
दोस्ती की थी तुझ से, साथ में कुछ दुश्मन भी बन गए
दुश्मन आज भी याद करते हैं मुझे लेकिन दोस्त मुझे भूल गए
ऐसी दोस्ती ही क्या जिसमें कोई भरोसा न हो
ऐसे दोस्त ही क्या जो काम पड़ने पर याद आते ह
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai
Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai,
Warna Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi
سیف اندازِ بیاں رنگ بدل دیتا ہے
ورنہ دُنیا میں کوئی بات نئی بات نہیں
سیف الدین سیف
Kisi Din Betha Kar Poochein Ge Teri Aankhon Se
Kisi Din Betha Kar Poochein Ge Teri Aankhon Se,
Kis Ne Seekhaya Hai Inhe Har Dil Mein Utar Jaana
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali, Jissey
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khaali,
Jissey Zauq Hai Woh Maza Jaanta Hai
Ishq Mein Kaisa Firka Saain, Ishq Mein
Ishq Mein Kaisa Firka Saain,
Ishq Mein Bus Yaar Yaar Saain
Kisi Manoos Lamhey Mein Kisi Manoos Chehre Se
Kisi Manoos Lamhey Mein Kisi Manoos Chehre Se,
Mohabbat Ki Nahi Jaati Mohabbat Ho Hee Jaati Hai
کسی مانوس لمحے میں کسی مانوس چہرے سے
محبت کی نہیں جاتی محبت ہو ہی جاتی ہے