Bewafa Shayari is a type of poetry that explores the theme of betrayal and unfaithfulness in love relationships. The word "Bewafa" means "unfaithful" or "treacherous" in Hindi, and this type of poetry often uses imagery of broken hearts and shattered dreams to convey feelings of hurt, disappointment, and anger. Bewafa Shayari can be emotional, intense, or even cathartic, and it has a unique ability to capture the pain of a broken heart.
Woh Tu Khush Boo Hai Hawaoon Ma
Woh Tu Khush Boo Hai Hawaoon Ma Bikhar Jaye Ga
Masla Tu Phool Ka Phool Kidar Jaye Ga
وہ تو خوش بو ہے ہواوں میں بکھر جائے گا
مسئلہ تو پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya,
Aa Dekh Meri Zaat Kaise Bikher Gayyi
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain
Bahut Sadgi Se Ghoom Ho Rahe Hain,
Tumhare Raabte, Raste Aur Tum
Hum Ne Maana Ki Taghaful Na Karoge
Hum Ne Maana Ki Taghaful Na Karoge Lekin
Khaak Ho Jayenge Hum Tum Ko Khabar Hote Tak
ہم نے مانا کہ تغافل نہ کرو گے لیکن
خاک ہو جائیں گے ہم تم کو خبر ہوتے تک
हम ने माना कि तग़ाफ़ुल न करोगे लेकिन
ख़ाक हो जाएँगे हम तुम को ख़बर होते तक
Hum Ko Un Se Wafa Ki Hai Umeed
Hum Ko Un Se Wafa Ki Hai Umeed
Jo Nahi Jaante Wafa Kya Hai
ہم کو ان سے وفا کی ہے امید
جو نہیں جانتے وفا کیا ہے
हम को उन से वफ़ा की है उम्मीद
जो नहीं जानते वफ़ा क्या है
Ab Jafa Se Bhi Hain Mahrum Hum Allah
Ab Jafa Se Bhi Hain Mahrum Hum Allah Allah
Is Qadar Dushman-e-Arbab-e-Vafa Ho Jaana
اب جفا سے بھی ہیں محروم ہم اللہ اللہ
اس قدر دشمن ارباب وفا ہو جانا
अब जफ़ा से भी हैं महरूम हम अल्लाह अल्लाह
इस क़दर दुश्मन-ए-अरबाब-ए-वफ़ा हो जाना
Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam
Lena Parega Ishq Mein Tark e Wafa Se Kaam,
Parhez Iss Marz Mein Hai Behtar Ilaaj Se
Badal Jaate Hain Log Tanhaiyon Mein Akser
Badal Jaate Hain Log Tanhaiyon Mein Akser,
Mohabbat Karke Bhi Kisi Se Jab Wafa Nahi Milti
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar Nahi Shayari
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
نہ تھی جس کو میرے پیار کی قدر
اتفاق سے اس ہی کو چاہ رہے تھے ہم
اس ہی دیے نے جلایا میرے ہاتھوں کو
جس کو ہوا سے بچا رہے تھے ہم
ना थी जिसको मेरे प्यार की कदर,
इत्तेफ़ाक़ से उसको ही चाह रहे थे हम !
उसी दिए ने जलाया मेरे हाथों को,
जिसको हवा से बचा रहे थे हम
Kabhi Moqa Mila Toh Hum Kismat Se Zarur Shikayat Kareinge
Kabhi Moqa Mila Toh Hum Kismat Se Zarur Shikayat Kareinge,
Kyun Chor Jaate Hain Woh Log Jinko Hum Toot Kar Chahte Hain
Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai
Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai,
Kis Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaan Jaana
Dard Ki Inteha Na Batao K Dard Toh Be Inteha Bhi Hote Hain
Dard Ki Inteha Na Batao K Dard Toh Be Inteha Bhi Hote Hain,
Khud Ko Shaamil Karo Na Logon Mein Log Toh Bewafa Bhi Hote Hain
Bharosa Kis Pe Karte Iss Jahaan Mein Hum
Bharosa Kis Pe Karte Iss Jahaan Mein Hum,
Hum Ne Logon Ko Rang Badalte Dekha Hai
Suno Main Bhi Talash Mein Hoon Kisi Apne Ki
Suno Main Bhi Talash Mein Hoon Kisi Apne Ki,
Koi Tumsa Ho Lekin Kisi Aur Ka Na Ho
Aap K Baad Har Gari Hum Ne Aap K Saath
Aap K Baad Har Gari Hum Ne,
Aap K Sath Hee Guzari Hai