Bichar Shayari is a genre of Urdu poetry that deals with the themes of separation, longing, and heartbreak. This style of poetry is known for its poignant tone, lyrical language, and its ability to convey the pain of separation and the agony of loss. Bichar Shayari is the perfect way to express your feelings of heartbreak, find solace in the shared experiences of others, and eventually move on from the pain. Whether you are seeking to express your sorrow or simply looking for some cathartic words, Bichar Shayari is sure to resonate with you and provide comfort during difficult times.
Ab ke hum bichhde to shayad kabhi khwabon mein mile
اب کہ ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملے
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملے۔
Ab ke hum bichhde to shayad kabhi khwabon mein mile
Jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile
Now that we have parted, perhaps we will meet only in dreams,
Like withered flowers that one finds in old books
अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिले,
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिले।
Muje Khabar Thi K Ab Laut Kar Na Aunga
مجھے خبر تھی کہ اب لوٹ کر نہ آؤں گا
سو تجھ کو یاد کیا دل پہ وار کرتے ہوئے
Muje Khabar Thi K Ab Laut Kar Na Aunga
So Tujh Ko Yaad Kiye Dil Pe Vaar Karte Hue
मुझे ख़बर थी कि अब लौट कर न आऊँगा
सो तुझ को याद किया दिल पे वार करते हुए
Bichar K Yaad Nahi Kitne Mah o Saal Huye
Bichar K Yaad Nahi Kitne Mah o Saal Huye,
Sayaa Le K Chale Thay, Safaid Baal Huye
Umar Bhar Ki Chahaton Ka Khawab Aankhon Mein Liye
Umar Bhar Ki Chahaton Ka Khawab Aankhon Mein Liye,
Kya Tum Bhi Bichar Jaoge Ek Din Auron Ki Tarah
عُمر بھر کی چاہتوں کا خواب آنکھوں میں لئے
کیا تم بھی بچھڑ جاؤ گے اک دن اوروں کی طرح
Mukhtasir Mohabbat, Mukhtasir Anjaam
Mukhtasir Mohabbat, Mukhtasir Anjaam
Tum Bichare Hum Bikhare
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum,
Bichare Hu’on Ke Sath Bari Deir Tak Rahe
خواب و خیال کی سلطنت میں ہم
بچھڑے ہو’وں کے ساتھ بڑی دیر تک رہے
Bana Ke Rakh Lo Qaidi Mujhe Apni Chahat Mein
Bana Ke Rakh Lo Qaidi Mujhe Apni Chahat Mein,
Bichar Kar Aap Se Mujhe Jeena Nahi Aata
Jab Se Mili Hain Tujh Se Yeh Aankhen Meri
Jab Se Mili Hain Tujh Se Yeh Aankhen Meri,
Tab Se Bichar Gayi Hain Mujh Se Yeh Palkein Meri
جب سے ملی ہیں تجھ سے یہ آنکھیں میری
تب سے بچھڑ گئیں ہیں مجھ سے یہ پلکیں میری
Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna
Agar Bicharne Ka Irada Ho Toh Mujhse Mashwara Karna,
Mohabbat Mein Koi Bhi Faisla Zaati Nahi Hota
Ghazab Ka Pyar Tha Uski Udaas Aankhon Mein
Ghazab Ka Pyar Tha Uski Udaas Aankhon Mein,
Ghumaan Tak Na Hua Ke Woh Bicharne Wala Hai
غضب کا پیار تھا اُس کی اداس آنکھوں میں
گُھمان تک نہ ہوا کے وہ بچھڑنے والا ہے
Sath Ho Toh Aesa Ho, Ke Kabhi Bicharne
Sath Ho Toh Aesa Ho
Ke Kabhi Bicharne Ki Baat Na Ho
Kisi ko saal nu ki kia mubarak baad di jaye
Kisi ko saal nu ki kia mubarak baad di jaye
qelandar ke badlne se muqadar kabb badlta hai
کسی کو سال نو کی کیا مبارک باد دی جائے
کلینڈر کے بدلنے سے مقدر کب بدلتا ہے
Na tujh se rabta rishta tha phir najany ku
Na tujh se rabta rishta tha phir najany ku
Bichar ke tujh se bohat der hum udaas rahe
نہ تجھ سے ربط نہ رشتہ تھا ، پھر نجانے کیوں
بچھڑ کے تجھ سے بہت دیر ہم اداس رہے
Bichra Kuch Iss AdaSe Ke Ruth Hee Badal Gayi
Bichra Kuch Iss AdaSe Ke Ruth Hee Badal Gayi
Ek Shaks Saare Sheher Ko Weeran Kar Gaya
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi
Sambhalne De Mujhe Ae Na-Umeedi Kya Qayamat Hai
K Daman-e-Khayal-e-Yaar Chuta Jaaye Hai Mujh Se
سنبھلنے دے مجھے اے نا امیدی کیا قیامت ہے
کہ دامان خیال یار چھوٹا جائے ہے مجھ سے
सँभलने दे मुझे ऐ ना-उम्मीदी क्या क़यामत है
कि दामान-ए-ख़याल-ए-यार छूटा जाए है मुझ से