Chahat Shayari and Poetry are a popular form of literary expression that captures the intense emotions of love and desire. Chahat Shayari is a type of Urdu poetry that explores the longing and passion of the human heart. These poetic verses are known for their rich and profound meanings, which are often expressed through metaphors and allegories. From the romantic expressions of love to the struggles of unrequited affection, Chahat Shayari and Poetry offer a window into the depths of the human experience. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Chahat Shayari, you are in for a treat.
Tujhko Dekha Toh Sehre Chasm Huye
Tujhko Dekha, Toh Sehre Chasm Huye,
Tujhko Chaha, Toh Aur Chah Na Ki
Agar Woh Chah Sakta Hai, Toh Nibha
Agar Woh Chah Sakta Hai,
Toh Nibha Bhi Sakta Hai
Mujh se mayunsiyan meri le ly
Mujh se mayunsiyan meri le ly
Aur mujhe aas moujza de dy
مجھ سے ما یو سیاں مری لے لے
اور مجھے آ س معجزہ دے دے
Jahan Se Tera Jee Chahey Meri Kutab e Zindagi Parh Le
Jahan Se Tera Jee Chahey Meri Kutab e Zindagi Parh Le,
Safaa Chahey Koi Bhi Khulay, Naam Tera Hee Likha Hoga
Main Is Chahat Mein Mar Jaunga, Main Phir
Main Is Chahat Mein Mar Jaunga,
Main Phir Bhi Tum Ko Chahunga
Kuch Aesi Mohabbat Uske Dil Mein Bhar De Ya Rab
Kuch Aesi Mohabbat Uske Dil Mein Bhar De Ya Rab,
Ke Woh Jisko Bhi Chahey, Woh Main Ban Jaun
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka,
Muskura Kar Tumne Dekha Dil Tumhara Ho Gaya
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab,
Yaad Karne Se Sawab Thori Milta Hai
Jitna Tujhe Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga
Jitna Tujhe Kisi Ne Chaha Bhi Na Hoga,
Utna Toh Maine Sirf Tujhe Yaad Kia Hai
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey,
Aik Main Hee Kaafi Hun Umar Bhar Chahne K Liyye