Dard Shayari and Poetry are a popular form of Urdu literature that explore the depths of emotional pain and suffering. Dard Shayari is a type of poetic expression that captures the complexities of human pain and grief. These poetic verses are known for their intense emotions and vivid imagery, which evoke a sense of empathy and understanding in readers. From the expressions of heartbreak and loss to the struggles of mental anguish and despair, Dard Shayari and Poetry offer a unique window into the experience of emotional suffering. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Dard Shayari and Poetry, you will discover a rich tradition of masterful poets and verses to enjoy.
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon
Seene Mein Jo Dard Hai Kaise Bayaan Karoon,
Kaise Tumhare Saamne Dil Ko Ayaan Karoon
Kabhi Sath Betho Toh Kaho Kya Dard Hai Mera
Kabhi Sath Betho Toh Kaho Kya Dard Hai Mera,
Ab Tum Dur Se Pocho Ge Toh Kheriyat Hee Kahunga Na
Gar Mohabbat Ki Hadh Nahi Koi, Dard Ka
Gar Mohabbat Ki Hadh Nahi Koi,
Dard Ka Bhi Hisaab Kyun Rakhun
Dard Ban Kar Hee Sahee, Mere Dil Mein
Dard Ban Kar Hee Sahee,
Mere Dil Mein Rehte Toh Ho
Kin Lafzon Mein Bayaan Karun Apne Dard Ko Main
Kin Lafzon Mein Bayaan Karun Apne Dard Ko Main,
Sun’ne Wale Toh Bahut Hain, Samajhne Wala Koi Nahi
Jab Kabhi Yeh Dil Laga , Dard Hai Humein
Jab Kabhi Yeh Dil Laga , Dard Hai Humein Mila
Dil Ki Har Lagi Ka Sun Lo , Dard Hee Hai Ek Sila
Saari Hadhein Dard Ki Paar Kar Dete Hain
Saari Hadhein Dard Ki Paar Kar Dete Hain,
Teri Yaad Aur Tanhai Jab Mil Beth’te Hain
Kisi Ke Dard ki Dawa Bano, Zakham Har
Kisi Ke Dard ki Dawa Bano,
Zakham Har Koi Deta Hai
Dard Toh Roz Ka Tamasha Hai, Aaj Lekin
Dard Toh Roz Ka Tamasha Hai,
Aaj Lekin Shadeed Hai Saain
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga
Ae Musawar Tujhe Ustad Main Maanu Ga,
Dard Bhi Kainch Meri Tasveer K Saath