Dariya Shayari and Poetry are about the sea, its majesty, and its power. This genre of Urdu poetry is known for its metaphorical and philosophical themes that capture the essence of the sea's vastness and its significance in human life. The word "Dariya" means sea, and the poetry of this genre revolves around the theme of the sea, infinity, and the mysteries of life.
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
کتنی عجیب تھی داستانِ محبّت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی۔
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
How strange was the story of love
One eye was the ocean and the other was thirsty
कितनी अजीब थी दास्तान-ए-मोहब्बत,
कि एक आंख समंदर और दूसरी प्यासी थी।
Aankh Kambakht Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka
Aankh Kambakht Se Is Bazam Mein Aansu Na Ruka,
Aik Katrey Ne Daboya Mujhe Dariya Ho Kar
آنکھ کمبخت سے اس بزم میں آنسو نہ رُکا
ایک قطرے نے ڈبویا مجھے دریا ہوکر
Hum Rone Pe Aa Jayein Toh Dariya Hee Baha Dein
Hum Rone Pe Aa Jayein Toh Dariya Hee Baha Dein,
Shabnam Ki Tarah Se Humein Rona Nahi Aata
ہم رونے پے آجائیں تو دریا ہی بہا دیں
شبنم کی طرح سے ہمیں رونا نہیں آتا
Tujhse Ishq Karlia Ab Khasara Kaisa
Tujhse Ishq Karlia Ab Khasara Kaisa
Dariya Mohabbat Mein Jo Utar Gaya Ab kinara Kaisa,
Ek Baar Tere Ho Gaye Bus Ho Gaye
Roz Roz Karna Naya Istikhara Kaisa
Tum Meri Aankhon Ke Baarey Mein Bahut Poochte Ho
Tum Meri Aankhon Ke Baarey Mein Bahut Poochte Ho,
Yeh Woh khirki Hai Jo Dariya Ki Taraf Khulti Hai
تم میری آنکھوں کے بارے میں بہت پوچھتے ہو
یہ وہ کھڑکی ہے جو دریا کی طرف کھلتی ہے
Yaad Ki Kashtiyan Banayi Thi, Apni Aankhon Mein
Yaad Ki Kashtiyan Banayi Thi,
Apni Aankhon Mein Bhar Gaya Dariya
یاد کی کشتیاں بنائی تھی
اپنی آنکھوں میں بھر گیا دریا
Yeh Ishq Ki Manzil Hai Kadam Soch Ke Rakhna
Yeh Ishq Ki Manzil Hai Kadam Soch Ke Rakhna,
Dariya e Mohabbat Ke Kinare Nahi Hote
Halaat Ke Kadmon Mein Qalandar Nahi Girta
Halaat Ke Kadmon Mein Qalandar Nahi Girta
Tute Bhi Jo Taara Toh Zamee’n Per Nahi Girta,
Girte Hain Samundar Mein Bare Shauk Se Dariya
Lekin Kisi Dariya Mein Samundar Nahi Girta
حالات کے قدموں میں قلندر نہیں گرتا
ٹوٹے بھی جو تارا تو زمیں پر نہیں گرتا
گرتے ہیں سمندر میں بڑے شوق سے دریا
لیکن کسی دریا میں سمندر نہیں گرتا
Pehle Sab Khawab Kaghaz Per Likh Kar Sajaye
Pehle Sab Khawab Kaghaz Per Likh Kar Sajaye Maine,
Phir Jala Kar Kaghaz Dariya Mein Bahana Acha Laga
پہلے سب خواب کاغذ پر لکھ کر سجائے میں نے
پھر جلا کر کاغذ دریا میں بہانا اچھا لگا
Apni masti mei behta dariya hoon
Apni masti mei behta dariya hoon
Mein kinara bhi hoon bhanvar bhi hoon
اپنی مستی میں بہتا دریا ہوں
میں کنارہ بھی ہوں بھنور بھی ہوں
Ishrat-e-Qatra Hai Dariya Mai Fana Ho
Ishrat-e-Qatra Hai Dariya Mai Fana Ho Jaana
Dard Ka Had Se Guzarna Hai Dawa Ho Jaana
عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا
درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا
इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना
दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना
Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta
Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta
Koi ehsas to dariya ki ana ka hota
وں بھی اک بار تو ہوتا کہ سمندر بہتا
کوئی احساس تو دریا کی انا کا ہوتا
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Tum kia janoo us dariya pe kia guzri
Tum kia janoo us dariya pe kia guzri
Tum ne tu bas paani bharna chor diya
تم کیا جانو اُس دریا پہ کیا گزری
تم نے تو بس پانی بھرنا چھوڑ دیا
Dariya Ke Dehleez Pe Thahri Soch Rahi Hain Yeh Aankhen
Dariya Ke Dehleez Pe Thahri Soch Rahi Hain Yeh Aankhen
Kitna Waqt Lage Ga Aakhir Saare Khawab Bahaane Mein
دریا کی دہلیز پہ ٹھہری سوچ رہی ہیں یہ آنکھیں
کتنا وقت لگے گا آخر سارے خواب بہانے میں
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya
Katra Apna Bhi Haqeeqat Mai Hai Dariya Lekin
Hum Ko Taqlid-e-Tunuk-Zarfi-e-Mansur Nahi
قطرہ اپنا بھی حقیقت میں ہے دریا لیکن
ہم کو تقلید تنک ظرفی منصور نہیں
क़तरा अपना भी हक़ीक़त में है दरिया लेकिन
हम को तक़लीद-ए-तुनुक-ज़र्फ़ी-ए-मंसूर नहीं