Dastaan Shayari is a form of poetry that tells stories through the power of words. With a focus on narrative storytelling and vivid imagery, dastaan shayari is known for its use of descriptive language and intricate storytelling. Whether you're seeking to lose yourself in the beauty of a captivating story or simply looking to appreciate the power of language and imagination, dastaan shayari is sure to leave you feeling mesmerized and inspired.
Tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
تجھے ہے مشق ستم کا ملال ویسے ہی
ہماری جان تھی جاں پر وبال ویسے ہی
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
ہم آ گئے ہیں تہ دام تو نصیب اپنا
وگرنہ اس نے تو پھینکا تھا جال ویسے ہی
میں روکنا ہ
tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
hamari jaan thi jaan par wabaal waise hi
chala tha zikr zamane ki bewafai ka
so aa gaya hai tumhaara KHayal waise hi
hum aa gae hain tah-e-dam to nasib apna
wagarna us ne to phenka
तुझे है मश्क़-ए-सितम का मलाल वैसे ही
हमारी जान थी जाँ पर वबाल वैसे ही
चला था ज़िक्र ज़माने की बेवफ़ाई का
सो आ गया है तुम्हारा ख़याल वैसे ही
हम आ गए हैं तह-ए-दाम तो नसीब अपना
वगरना उस ने तो फेंका था जाल वैसे ही
मैं
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Dastaan Khatam Hone Wali Hai, Tum Meri
Dastaan Khatam Hone Wali Hai,
Tum Meri Aakhri Mohabbat Ho
Abhi Se Kyun Nikal Aaye Teri Aankh Se Aansu
Abhi Se Kyun Nikal Aaye Teri Aankh Se Aansu,
Abhi Toh Dastaan e Zindagi Cheri Nahi Maine
ابھی سے کیوں نکل آئے تیری آنکھ سے آنسو
ابھی تو داستانِ زندگی چھیری نہیں میں نے
Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Shohrat
Mere Ishq Se Mili Hai Tere Husn Ko Shohrat,
Tumhara Zikr Hee Kahan Tha Mere Dastaan Se Pehle
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitab Likhna
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitaab Likhna,
Bara Kathin Hai Khizan Ke Mathe Pe Dastaan e Gulab Likhna
Mere Rone Ki Haqeeqat Jis Mai Thi
Mere Rone Ki Haqeeqat Jis Mai Thi
Ek Muddat Tak Wo Kaghaz Nam Raha
میرے رونے کی حقیقت جس میں تھی
ایک مدت تک وہ کاغذ نم رہا
मेरे रोने की हक़ीक़त जिस में थी
एक मुद्दत तक वो काग़ज़ नम रहा
Fursat Mai Ik Nafas K Kya Dard-e-Dil
Fursat Mai Ik Nafas K Kya Dard-e-Dil Sunoge
Aaye To Tum Wa-Lekin Waqt-e-Akhir Aaye
فرصت میں اک نفس کے کیا درد دل سنوگے
آئے تو تم ولیکن وقت اخیر آئے
फ़ुर्सत में इक नफ़स के क्या दर्द-ए-दिल सुनोगे
आए तो तुम व-लेकिन वक़्त-ए-अख़ीर आए
Be Zubaa’n Badalon Ko De Raha Apni Zubaa’n Koi
Be Zubaa’n Badalon Ko De Raha Apni Zubaa’n Koi,
Lagta Hai Aasmaa’n Ko Suna Raha Dard Ki Dastaan Koi
Na Kia Kar Apne Dard e Dil Ko Shayari Mein Bayaan
Na Kia Kar Apne Dard e Dil Ko Shayari Mein Bayaan,
Log Aur Toot Jaate Hain Har Lafz Ko Apni Dastaan Samajh Kar
Main Kaise Sunaun Tumhe Dil Ki Dastaan
Main Kaise Sunaun Tumhe Dil Ki Dastaan
Mere Paas Toh Tumhara Number Hee Nahi Hai
میں کیسے سناؤں تمہیں دل کی داستان
میرے پاس تو تمہارا نمبر ہی نہیں ہے
Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki
Har Ek Muflis K Mathe Par Alam Ki Dastaanain Hain
Koi Chehra Bhi Parhta Hun To Ankhen Bheeg Jaati Hain
ہر اک مفلس کے ماتھے پر الم کی داستانیں ہیں
کوئی چہرہ بھی پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
हर इक मुफ़्लिस के माथे पर अलम की दास्तानें हैं
कोई चेहरा भी पढ़ता हूँ तो आँखें भीग जाती हैं
Dastan hun main ik tavil magar
dastan hun main ik tavil magar
tu jo sun le to muḳhtasar bhi hun
داستاں ہوں میں اک طویل مگر
تو جو سن لے تو مختصر بھی ہوں
Kal ka har vaqia tumhara tha
Kal ka har vaqia tumhara tha
Aaj ki dastan hamari hai
کل کا ہر واقعہ تمہارا تھا
آج کی داستاں ہماری ہے
कल का हर वाक़िआ तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है
Kuch Khas Nahi Bus Itni Si Hai Dastaan e Mohabbat Meri
Kuch Khas Nahi Bus Itni Si Hai Dastaan e Mohabbat Meri
Har Raat Ka Aakhri Khayal, Har Subha Ki Pehli Soch Ho Tum