Best, Largest and Original collection of Deedar shayari and poetry in urdu, english and hindi.

Deedar Shayari & Poetry

Deedar Shayari and poetry is a genre of Urdu poetry that expresses the desire to behold or witness someone or something. The poems describe the yearning and longing that one feels to see their beloved. Deedar Shayari and poetry explores the themes of love, separation, and the quest for union. The language used in this genre of poetry is often romantic and passionate, evoking powerful emotions in the reader.

Abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain

ابھی کچھ اور کرشمے غزل کے دیکھتے ہیں
فرازؔ اب ذرا لہجہ بدل کے دیکھتے ہیں

جدائیاں تو مقدر ہیں پھر بھی جان سفر
کچھ اور دور ذرا ساتھ چل کے دیکھتے ہیں

رہ وفا میں حریف خرام کوئی تو ہو
سو اپنے آپ سے آگے نکل کے دیکھتے ہیں

<

abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain
'faraaz' ab zara lahja badal ke dekhte hain

judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar
kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain

rah-e-wafa mein harif-e-KHiram koi to ho

अभी कुछ और करिश्मे ग़ज़ल के देखते हैं
'फ़राज़' अब ज़रा लहजा बदल के देखते हैं

जुदाइयाँ तो मुक़द्दर हैं फिर भी जान-ए-सफ़र
कुछ और दूर ज़रा साथ चल के देखते हैं

रह-ए-वफ़ा में हरीफ़-ए-ख़िराम कोई तो हो
सो अपने आप से आगे निकल के द

Urdu English Hindi
92 Views
 deedar poetry  girlfriend poetry  hoor poetry  love poetry  tamanna poetry   deedar shayari  girlfriend shayari  hoor shayari  love shayari  tamanna shayari   Ishq poetry  Yaad poetry   Ishq shayari  Yaad shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Bari Be lagham Si Ho Gayi Hain Meri

بڑی بے لگام سی ہو گئی ہیں میری آنکھیں
تیری دید کے مسلسل بہانے ڈھونڈتی ہیں

Bari Be lagham Si Ho Gayi Hain Meri Aankhen
Teri Deed Ke Musalsal Bahane Dhundti Hain

My eyes have become restless
They search for continuous reasons to see you

मेरी आंखें बड़ी बेलगाम सी हो गई हैं
तेरी दीद के निरंतर कारण ढूंढती हैं।

Urdu English Hindi
322 Views

Hazrat-e-Naseh Gar Aawen Deeda O Dil

Hazrat-e-Naseh Gar Aawen Deeda O Dil Farsh-e-Rah
Koi Mujh Ko Ye To Samajha Do Ki Samajhawen gen Kya

حضرت ناصح گر آویں دیدہ و دل فرش راہ
کوئی مجھ کو یہ تو سمجھا دو کہ سمجھاویں گے کیا

हज़रत-ए-नासेह गर आवें दीदा ओ दिल फ़र्श-ए-राह
कोई मुझ को ये तो समझा दो कि समझावेंगे क्या

English Urdu Hindi
299 Views

Jalve Ka Tere Wo Aalam Hai K Gar Kijiye

Jalve Ka Tere Wo Aalam Hai K Gar Kiije Khayal
Dida-e-Dil Ko Ziyarat-Gah-e-Hairani Kare

جلوے کا تیرے وہ عالم ہے کہ گر کیجے خیال
دیدۂ دل کو زیارت گاہ حیرانی کرے

जल्वे का तेरे वो आलम है कि गर कीजे ख़याल
दीदा-ए-दिल को ज़ियारत-गाह-ए-हैरानी करे

English Urdu Hindi
159 Views
 deedar poetry  dil poetry  ghalib poetry  hasrat poetry  himmat poetry  mirza poetry   deedar shayari  dil shayari  ghalib shayari  hasrat shayari  himmat shayari  mirza shayari   Dil poetry   Dil shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Dil Ko Niyaz-e-Hasrat-e-Deedar Kar Chuke

Dil Ko Niyaz-e-Hasrat-e-Deedar Kar Chuke
Dekha To Hum Mai Taqat-e-Deedar Bhi Nahi

دل کو نیاز حسرت دیدار کر چکے
دیکھا تو ہم میں طاقت دیدار بھی نہیں

दिल को नियाज़-ए-हसरत-ए-दीदार कर चुके
देखा तो हम में ताक़त-ए-दीदार भी नहीं

English Urdu Hindi
460 Views
 Darwaza poetry  deedar poetry  dekhna poetry  intezar poetry  parveen shakir poetry  rasta poetry  shaks poetry  umeed poetry   Darwaza shayari  deedar shayari  dekhna shayari  intezar shayari  parveen shakir shayari  rasta shayari  shaks shayari  umeed shayari   Intezar poetry   Intezar shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Ab To Is Raah Se Wo Shaks Guzarta Bhi

Ab To Is Raah Se Wo Shaks Guzarta Bhi Nahi
Ab Kis Umeed Pe Darwaze Se Jhanke Koi

اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں
اب کس امید پہ دروازے سے جھانکے کوئی

अब तो इस राह से वो शख़्स गुज़रता भी नहीं
अब किस उम्मीद पे दरवाज़े से झाँके कोई

English Urdu Hindi
397 Views