Dua Shayari and Poetry are a beautiful and captivating form of Urdu literature that expresses the power of prayer and supplication. Dua Shayari is a type of poetic expression that explores the deep emotions of seeking blessings, forgiveness, and guidance from the Almighty. These poetic verses are known for their lyrical beauty and emotional depth, which resonate with readers on a spiritual level. From the poignant expressions of gratitude to the heartfelt pleas for mercy, Dua Shayari and Poetry offer a unique window into the complex relationship between human beings and their Creator. If you are a lover of poetry and wish to experience the beauty of Dua Shayari, there is no shortage of masterful poets and verses to discover.
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Mai Nahi Janta Dua Kya Hai
جان تم پر نثار کرتا ہوں
میں نہیں جانتا دعا کیا ہے
जान तुम पर निसार करता हूँ
मैं नहीं जानता दुआ क्या है
Ibn-e-Maryam Hua Kare Koi
Ibn-e-Maryam Hua Kare Koi
Mere Dukh Ki Dawa Kare Koi
ابن مریم ہوا کرے کوئی
میرے دکھ کی دوا کرے کوئی
इब्न-ए-मरियम हुआ करे कोई
मेरे दुख की दवा करे कोई
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha
Na Jaane Kaun C Manzil Pe Ishq Aa Poncha,
Dua Bhi Kaam Na Aaye Koi Dawa Na Lage
Jazbon Ki Sadaqat Ka Behram Toot Na Jaye
Jazbon Ki Sadaqat Ka Behram Toot Na Jaye,
Main tujhse Bahut Dur Hoon , Milne Ki Dua Kar
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik,
Jissey Tujhse Mohabbat Hai
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai,
Nafrat Karne Walo Apni Dua’on Mein Aser Laao
Ussey Kehna Apne Liye Dua’ay Khair Karaya Karo
Ussey Kehna Apne Liye Dua’ay Khair Karaya Karo,
Meri Siskiyan Tumhein Barbaad Kardein Gi
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda,
Bahut Si Baatein Hai Jo Tujhse Akele Mein Karunga
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se,
Aik Hum Hee Tere Khayal Se Aagey Na Gaye
JisKo Milna Hai Woh Ab Apne Tawast Se Mile
JisKo Milna Hai Woh Ab Apne Tawast Se Mile,
Main Kisi Ko Bhi Dua’on Mein Nahi Maangu Gi