Duniya Shayari is a form of poetry that explores the complexities of the world around us. This form of poetry often incorporates social commentary and political critique, and it can be used to express the frustrations and challenges of living in a rapidly changing world. Duniya Shayari can also be used to explore the beauty of the natural world and the wonders of the cosmos. This form of poetry is a powerful tool for social change, as it can inspire readers to think critically about the world they live in and the role they play in shaping its future.
Duniya Ne Yunhee Mujhe Ghazal’gr Samajh Liya
دنیا نے یونہی مجھے غزل گر سمجھ لیا،
میں تو کسی کے حسن کی تعریف لکھتا ہوں
Duniya Ne Yunhee Mujhe Ghazal’gr Samajh Liya,
Main Toh Kisi Ke Husn Ki Tareef Likhta Hun
The world has misunderstood me as a poet of ghazals
I am just someone who writes praises of someone's beauty
दुनिया ने यूंही मुझे ग़ज़लगर समझ लिया
मैं तो किसी के हुस्न की तारीफ़ लिखता हूँ
Saari duniya se duur ho jaaye
Saari duniya se duur ho jaaye
Jo zara tere paas ho baiThe
ساری دنیا سے دور ہو جائے
جو ذرا تیرے پاس ہو بیٹھے
सारी दुनिया से दूर हो जाए
जो ज़रा तेरे पास हो बैठे
Duniya Bhi Mili Hai , Gham e Duniya Bhi
Duniya Bhi Mili Hai , Gham e Duniya Bhi Mila Hai
Woh Kyun Nahi Milta Jissey Maanga Tha Khuda Se
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti,
Log Toh Unhey Bhi Yaad Karte Hain Jo Duniya Chor Jaate Hain
Kitni Mehdood Si Hai Duniya Meri, Ek Main
Kitni Mehdood Si Hai Duniya Meri,
Ek Main Hun Ek Mohabbat Teri
Khud Se Jeetne Ki Zid Hai Mujhe Khud Ko Hee Harana Hai
Jeena Toh Parega Faqt Duniya Ko Dekhane Ke Liye
Jeena Toh Parega Faqt Duniya Ko Dekhane Ke Liye,
Warna Hum Ne Kab Chahi thi Uske Bina Zindagi
Duniya Meri Wafaon Ka Sila De Chuki
Duniya Meri Wafaon Ka Sila De Chuki Mujhe,
Laa Tu Bhi Mera Khaloos Mere Munh Pe Maar Dey
Kaise Jahaan Mein Abaad Hain Hum
Kaise Jahaan Mein Abaad Hain Hum,
Lahoo Behta Dekh Kar Bhi Shaad Hain Hum
Uss Aik Shaks Se Guftugu Ho Faqt
Uss Aik Shaks Se Guftugu Ho Faqt,
Duniya Ki Chahatein Matloob Nahi Hain
Azal Se Mohabbat Ki Dushman Hai Duniya
Azal Se Mohabbat Ki Dushman Hai Duniya,
Kabhi Do Dilon Ko Milne Na De Gi
Jab Bhi Jee Chahe Nayi Duniya Basa Lete Hain
Jab Bhi Jee Chahe Nayi Duniya Basa Lete Hain,
Aik Chehre Pe Dusra Chehra Laga Lete Hain
Kya Khaak Tarakki Ki Aaj Ki Duniya Ne
Kya Khaak Tarakki Ki Aaj Ki Duniya Ne,
Mareez e Ishq Toh Aaj Bhi La Ilaaj Bethe Hain
Barbad Ho Gayi Meri Duniya e Justaju
Barbad Ho Gayi Meri Duniya e Justaju,
Duniya e Justaju, Meri Duniya Chali Gayi
برباد ہو گئی میری دنیائے جستجو
دنیائے جستجو ، میری دنیا چلی گئی
Teri Surat Se Hai Aalam Mein Baharon Ko Sabaat
Teri Surat Se Hai Aalam Mein Baharon Ko Sabaat,
Teri Aankhon Ke Siwa Duniya Mein Rakha Kya Hai
تیری صورت سے ہے عالم میں بہاروں کو ثبات
تیری آنکھوں کے سوا دنیا میں رکھا کیا ہے