Ehsaan Shayari and poetry are a popular genre of Urdu literature that revolves around the theme of gratitude and thankfulness. This form of poetry is often used to express gratitude towards friends, family, and loved ones. Ehsaan Shayari is well-known for its ability to convey deep emotions through simple yet impactful words. The use of metaphorical language and rhythmic patterns makes this form of poetry highly appealing to poetry enthusiasts.
Tujhse mil kar to ye lagta hai ki ai ajnabi dost
تجھ سے مل کر تو یہ لگتا ہے کہ اے اجنبی دوست
تو مری پہلی محبت تھی مری آخری دوست
لوگ ہر بات کا افسانہ بنا دیتے ہیں
یہ تو دنیا ہے مری جاں کئی دشمن کئی دوست
تیرے قامت سے بھی لپٹی ہے امر بیل کوئی
میری چاہت کو بھی دنیا کی نظر کھ
tujh se mil kar to ye lagta hai ki ai ajnabi dost
tu meri pahli mohabbat thi meri aaKHiri dost
log har baat ka afsana bana dete hain
ye to duniya hai meri jaan kai dushman kai dost
tere qamat se bhi lipTi hai amar-bel koi
तुझ से मिल कर तो ये लगता है कि ऐ अजनबी दोस्त
तू मिरी पहली मोहब्बत थी मिरी आख़िरी दोस्त
लोग हर बात का अफ़्साना बना देते हैं
ये तो दुनिया है मिरी जाँ कई दुश्मन कई दोस्त
तेरे क़ामत से भी लिपटी है अमर-बेल कोई
मेरी चाहत को भी द
Logon ka ehsan hai mujh par aur tira main shukr-guzar
Logon ka ehsan hai mujh par aur tira main shukr-guzar
Tir-e-nazar se tum ne maara laash uThai logon ne
لوگوں کا احسان ہے مجھ پر اور ترا میں شکر گزار
تیر نظر سے تم نے مارا لاش اٹھائی لوگوں نے
लोगों का एहसान है मुझ पर और तिरा मैं शुक्र-गुज़ार
तीर-ए-नज़र से तुम ने मारा लाश उठाई लोगों ने
Chalo Uss Ka Nahi Allah Ka Ehsaan Lete Hain
Chalo Uss Ka Nahi Allah Ka Ehsaan Lete Hain,
Woh Minat Se Nahi Maana Toh Mante Maan Lete Hain
Aik Saal Aur Beet Gaya Ussey Dhundte Ussey Khojte
Aik Saal Aur Beet Gaya Ussey Dhundte Ussey Khojte,
Ae Zindagi Aik Ehsaan Kar, Mere Humsafar Ka Pata Bata
Ehsaan Yeh Raha Tohmat Lagane Walon Ka
Ehsaan Yeh Raha Tohmat Lagane Walon Ka Mujh Par
UthhTi Ungliyon Ne Mujhe MashHoor Kar Diya.
احسان یہ رہا تہمت لگانے والوں کا مجھ پر
اُٹھتی اُنگلیوں نے مجھے مشہور کردیا
एहसान ये रहा तोहमत लगाने वालों का मुझ पर,
उठती उँगलियों ने मुझे मशहूर कर दिया।
Ehsaan Kia Hai Aap Ne Mujh Badnaseeb Per
Ehsaan Kia Hai Aap Ne Mujh Badnaseeb Per
Dil Jo Dard Ke Qabil Bana Diya