Ehsas Shayari and Poetry is a genre of Urdu poetry that is all about expressing one's feelings and emotions. The word "Ehsas" means emotions or feelings, and that's precisely what this form of poetry captures. Ehsas Shayari is a beautiful way of expressing the complexities of human emotions, be it love, sadness, happiness, or any other sentiment. The verses are often filled with vivid imagery and metaphors, making it an incredibly powerful and moving form of poetry. If you're someone who values emotions and understands the beauty of human feelings, then Ehsas Shayari is the perfect genre of poetry for you.
Koi Toh Baat Hai Dil Mein Aur Itni Gehri
کوئی تو بات ہے دل میں اور اتنی گہری ہے
تیری ہنسی تیری آنکھوں تک نہیں پہنچی
Koi Toh Baat Hai Dil Mein Aur Itni Gehri Hai
Teri Hansi Teri Aankhon Tak Nahi Ponchi
There is something in my heart that's so deep
Your laughter and your eyes couldn't reach
कोई तो बात है दिल में और इतनी गहरी है
तेरी हंसी तेरी आँखों तक नहीं पहुंची
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir,
Ehsas Badla Insaan Badla Kyun Na Badla Apna Haal Aakhir
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar
Jab Laga Tha Teer Tab Itna Dard Na Hua Umar,
Zakham Ka Ehsas Tab Hua Jab Kamaan Dekhi Apno Ke Hathon Mein
Apne Chehre Pe Koi Dard Na Tehreer Karo
Apne Chehre Pe Koi Dard Na Tehreer Karo,
Waqt Ke Paas Na Aankhen Hain, Na Ehsas, Na Dil
Suna Tha Dard Ka Ehsaas Toh Apno Ko Hota Hai
Suna Tha Dard Ka Ehsaas Toh Apno Ko Hota Hai,
Jab Dard Hee Apne Dein Toh Ehsaas Kaun Kare
Tere Ishq Ka Yeh Kitna Haseen Ehsas Hai
Tere Ishq Ka Yeh Kitna Haseen Ehsas Hai,
Lagta Hai Jaise Tu Har Pal Mere Paas Hai
Jab Bikhare Ga Tere Ruksaar Pe Teri Aankh Ka Pani
Jab Bikhare Ga Tere Ruksaar Pe Teri Aankh Ka Pani,
Tujhe Ehsas Tab Hoga Mohabbat Kissay Kehte Hain
Ehsas e Murawat Se Naa Aashna Log
Ehsas e Murawat Se Naa Aashna Log,
Zehar Lagte Hain Jab Mohabbat Ki Baat Karte Hain
Tujhko Ehsas Kyun Nahi Hota Chahatein
Tujhko Ehsas Kyun Nahi Hota
Chahatein Kis Qadar Zaruri Hain,
Aao Do Chaar Mil Ke Poori Karein
Khwahishein Sankron Adhuri Hain
Sirf Ehsas Badal Jaate Hain Duniya Mein
Sirf Ehsas Badal Jaate Hain Duniya Mein Warna
Mohabbat Aur Nafrat Aik Hee Dil Se Hoti Hai
Taklif miT gaīi magar ehsas rah gaya
Taklif miT gaīi magar ehsas rah gaya
khush hun ki kuchh na kuchh to mire paas rah gaya
تکلیف مٹ گئی مگر احساس رہ گیا
خوش ہوں کہ کچھ نہ کچھ تو مرے پاس رہ گیا
तकलीफ़ मिट गई मगर एहसास रह गया
ख़ुश हूँ कि कुछ न कुछ तो मिरे पास रह गया
Apne Ehsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar
Apne Ehsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do
Me K Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kar Do
اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو
میں کہ صدیوں سے ادھورا ہوں مکمل کر دو
Din kuchh aise guzarta hai koi
Din kuchh aise guzarta hai koi
Jaise ehsan utarta hai koi
دن کچھ ایسے گزارتا ہے کوئی
جیسے احساں اتارتا ہے کوئی
दिन कुछ ऐसे गुज़ारता है कोई
जैसे एहसाँ उतारता है कोई
Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta
Yuun bhi ik baar to hota ki samundar bahta
Koi ehsas to dariya ki ana ka hota
وں بھی اک بار تو ہوتا کہ سمندر بہتا
کوئی احساس تو دریا کی انا کا ہوتا
यूँ भी इक बार तो होता कि समुंदर बहता
कोई एहसास तो दरिया की अना का होता
Behissi Shart Hai Jeene Ke Liye, Aur Hum
Behissi Shart Hai Jeene Ke Liye
Aur Hum Ko Ehsas Ki Bimari Hai
بے حسی شرط ہے جینے کے لیے
اور ہم کو احساس کی بیماری ہے