eid milad un nabi shayari, eid milad un nabi shayari in english, 12 rabi ul awal poetry, milad un nabi shayari in roman english, 12 rabi ul awal shayari, rabi ul awal poetry in urdu, rabi ul awal poetry, eid milad un nabi poetry in urdu, milad e mustafa shayari, milad un nabi shayari, 12 rabi ul awal poetry in urdu, eid milad un nabi shayari in urdu, eid milad un nabi poetry, poetry eid milad un nabi, milad un nabi poetry, poetry for eid milad un nabi, poetry on eid milad un nabi in urdu in written, poetry about rabi ul awal in urdu, 12 rabi ul awal poetry pic, 12 rabi ul awal poetry sms, 12 rabi ul awal par shayari, rabi ul awal shayari in urdu, milad un nabi mubarak shayari, jashne eid milad un nabi shayari, eid milad un nabi mubarak shayari, jashne eid milad un nabi shayari, ed a milad 2022, eid ul adha mubarak pic
Khayaal e Mustafa aate hee har manzar
Khayaal e Mustafa aate hee har manzar mehkta hai
Gulon ki kya haqiqat hai har ek pathher mehkta hai
Kasam ALLHA ki, jab jab nabi ka jikr karta hoon
Bahare phool barsaati hain, or mera gher mehkta hai
Madine main aesi fiza lag rahi hai
Madine main aesi fiza lag rahi hai,
Ke jannat ki jesse hawaa lag rahi hai,
Madine pohanch kar zameen ko jo dekha,
Yeh jannat ka jese pata lag rahi hai
Na kyun araishain karta khuda dunya
Na kyun araishain karta khuda dunya ke samaan mein
Tumhe dulha bana kar bhejna tha bazm e imkaan mein
نا کیوں ارایشاین کرتا خدا دنیا كے سامان میں
تمہیں دلہا بنا کر بھیجنا تھا بزم امکان میں
Jis Suhani Ghari Chanka Taiba Ka
Jis Suhani Ghari Chanka Taiba Ka Chand
Us Dil Afroz Saet Pe Lakhon Salam
Shah Konain SAWW jalwa namaa Ho
Shah Konain SAWW jalwa namaa Ho Gaya
Rang Aalam Ka Baatil Naya Ho Gaya
شاہ کونین صلی اللہ علیہ وسلم جلوہ نعماء ہو گیا
رنگ عالم کا باطل نیا ہو گیا
Duniya Ki Har Fiza Me Ujala Rasool Ka
Duniya Ki Har Fiza Me Ujala Rasool Ka
Ye Sari Kainat Hay Sadqa Rasool Ka
Khushboo Ghulab Hay Pasina Rasool Ka
Ap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina Rasool Ka
Kaho Parwano Se Shama-E-Hidayat Ab
Kaho Parwano Se Shama-E-Hidayat Ab Chamki Ha
Khabr Do Bulbul Ko Wo Gul Tar Ane Wala Ha
Muhammad (S.A.W.W) Abad Rakhta Ha Mujhe
Main Jo Ik Barbad Hoon, Abad Rakhta Hy Mujhe
Der Tak Ism-E-Muhammad (S.A.W) Shad Rakhta Hy Mujhe
Ay Zamane Tujhe Kya Khabr Hum Faqeeron
Ay Zamane Tujhe Kya Khabr Hum Faqeeron Ko Kya Mil Gya
Dohlat-E-Do Jahan Mil Gai Daman-E-Mustafa Mil Gya
Nabi SAWW ka jo ghulaam hai
Nabi SAWW ka jo ghulaam hai
Zindagi usi ka naam hai
نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا جو غلام ہے
زندگی اسی کا نام ہے