Fasle shayari and poetry are a beautiful expression of emotions that capture the essence of distance and separation. These heart-wrenching verses are often written to convey the pain of being apart from someone we love or miss dearly. With their deep meanings and poignant words, faasle shayaris have become a popular genre in Urdu and Hindi literature, capturing the attention of poetry enthusiasts worldwide. If you're looking to explore this powerful genre of poetry, be prepared to be moved by the raw emotions and evocative imagery that these verses evoke.
Awwal awwal ki dosti hai abhi
اول اول کی دوستی ہے ابھی
اک غزل ہے کہ ہو رہی ہے ابھی
میں بھی شہر وفا میں نو وارد
وہ بھی رک رک کے چل رہی ہے ابھی
میں بھی ایسا کہاں کا زود شناس
وہ بھی لگتا ہے سوچتی ہے ابھی
دل کی وارفتگی ہے اپنی جگہ
پھر بھی کچھ
awwal awwal ki dosti hai abhi
ek ghazal hai ki ho rahi hai abhi
main bhi shahr-e-wafa mein nau-warid
wo bhi ruk ruk ke chal rahi hai abhi
main bhi aisa kahan ka zud-shanas
wo bhi lagta hai sochti hai abhi
dil ki w
अव्वल अव्वल की दोस्ती है अभी
इक ग़ज़ल है कि हो रही है अभी
मैं भी शहर-ए-वफ़ा में नौ-वारिद
वो भी रुक रुक के चल रही है अभी
मैं भी ऐसा कहाँ का ज़ूद-शनास
वो भी लगता है सोचती है अभी
दिल की वारफ़्तगी है अपनी जगह
फिर
Woh Faaslon Mein Bhi Rakhta Hai Rang Qurbat Ke
Woh Faaslon Mein Bhi Rakhta Hai Rang Qurbat Ke,
Nazar Se Dur Sahee, Dil Ke Paas Rehta Hai
Paas Aate Aate, Woh Itna Kareeb Aayi Hamare
Paas Aate Aate, Woh Itna Kareeb Aayi Hamare,
Faasla Na Raha, Labon Ke Darmiyan Hamare
Kareeb Aao Toh Shayad Humein Samajh Lo Ge
Kareeb Aao Toh Shayad Humein Samajh Lo Ge,
Yeh Faasley Toh Ghalat Fehmiyan Barhaate Hain
Dil Ki Baatein Aap Se Kehne Ko Dil
Dil Ki Baatein Aap Se Kehne Ko Dil Karta Hai
Dard e Judai Ka Gham Sehne Ko Dil Karta Ha
Hamari Kismat Mein Faasle Bahut Hain
Warna Toh Aap Ke Dil Mein Rehne Ko Dil Karta Hai
Talkhiyan Mohabbaton Mein Palti Hain
Talkhiyan Mohabbaton Mein Palti Hain
Kuch Mohabbat Mein Faasla Rakhna
Faasle Ghata Dete Hain Dilo’n Mein Nafraton Ko
Faasle Ghata Dete Hain Dilo’n Mein Nafraton Ko,
Woh Jo Dur Huye Toh Kuch Mohabbat Si Hone Lagi
فاصلے گھٹا دیتے ہیں دلوں میں نفرتوں کو
وہ جو دور ہوئے تو کچھ محبت سی ہونے لگی
Is Nazakat Ka Bura Ho Wo Bhale Hain To
Is Nazakat Ka Bura Ho Wo Bhale Hain To Kya
Hath Aawen To Unhen Haath Laagaye Na Bane
اس نزاکت کا برا ہو وہ بھلے ہیں تو کیا
ہاتھ آویں تو انہیں ہاتھ لگائے نہ بنے
उस नज़ाकत का बुरा हो वो भले हैं तो क्या
हाथ आवें तो उन्हें हाथ लगाए न बने
Har Kadam Duri-e-Manzil Hai Numayan
Har Kadam Duri-e-Manzil Hai Numayan Mujh Se
Meri Raftar Se Bhage Hai Bayaban Mujh Se
ہر قدم دورئ منزل ہے نمایاں مجھ سے
میری رفتار سے بھاگے ہے بیاباں مجھ سے
हर क़दम दूरी-ए-मंज़िल है नुमायाँ मुझ से
मेरी रफ़्तार से भागे है बयाबाँ मुझ से
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein
Hum Phansa Ke Yahan Faaslon Ke Chakaron Mein
Zameen Zarur Kahin Aasman Se Milti Hai
ہمیں پھنسا کے یہاں فاصلوں کے چکروں میں
زمین ضرور کہیں آسمان سے ملتی ہے
Dur Baitha Ghubar-e-‘Mir’ Us Se
Dur Baitha Ghubar-e-‘Mir’ Us Se
Ishq Bin Ye Adab Nahi Aata
دور بیٹھا غبار میرؔ اس سے
عشق بن یہ ادب نہیں آتا
दूर बैठा ग़ुबार-ए-‘मीर’ उस से
इश्क़ बिन ये अदब नहीं आता
Yuun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha
Yuun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha Us Se Magar
Jaate Jaate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna
یوں بچھڑنا بھی بہت آساں نہ تھا اس سے مگر
جاتے جاتے اس کا وہ مڑ کر دوبارہ دیکھنا
यूँ बिछड़ना भी बहुत आसाँ न था उस से मगर
जाते जाते उस का वो मुड़ कर दोबारा देखना
Shikwa-e-Abla Abhi Se ‘Mir’
Shikwa-e-Abla Abhi Se ‘Mir’
Hai Piyare Hanuz Dilli Duur
شکوۂ آبلہ ابھی سے میرؔ
ہے پیارے ہنوز دلی دور
शिकवा-ए-आबला अभी से ‘मीर’
है पियारे हनूज़ दिल्ली दूर