Fitrat Shayari is a genre of Urdu poetry that explores the nature of human behavior, exposing the contradictions, complexities, and paradoxes of our personality. This style of poetry is known for its critical tone, introspective language, and its ability to provoke self-reflection. Fitrat Shayari is the perfect way to explore the intricacies of the human psyche, understand your own behavior, and gain insights into the behavior of others. Whether you are seeking to deepen your self-awareness or simply looking for some thought-provoking words, Fitrat Shayari is sure to challenge your assumptions and inspire you to grow.
Hui hai sham to aankhon mein bas gaya phir tu
ہوئی ہے شام تو آنکھوں میں بس گیا پھر تو
کہاں گیا ہے مرے شہر کے مسافر تو
مری مثال کہ اک نخل خشک صحرا ہوں
ترا خیال کہ شاخ چمن کا طائر تو
میں جانتا ہوں کہ دنیا تجھے بدل دے گی
میں مانتا ہوں کہ ایسا نہیں بظاہر تو
ہنسی
hui hai sham to aankhon mein bas gaya phir tu
kahan gaya hai mere shahr ke musafir tu
meri misal ki ek naKHl-e-KHushk-e-sahra hun
tera KHayal ki shaKH-e-chaman ka tair tu
main jaanta hun ki duniya tujhe badal degi
main man
हुई है शाम तो आँखों में बस गया फिर तू
कहाँ गया है मिरे शहर के मुसाफ़िर तू
मिरी मिसाल कि इक नख़्ल-ए-ख़ुश्क-ए-सहरा हूँ
तिरा ख़याल कि शाख़-ए-चमन का ताइर तू
मैं जानता हूँ कि दुनिया तुझे बदल देगी
मैं मानता हूँ कि ऐसा नहीं ब-ज़ा
Fitrat Hai Insan Ki Zid Pe Arr Jaana
Fitrat Hai Insan Ki Zid Pe Arr Jaana,
Jo Araam Se Na Mile Woh Ishq Ban Jaata
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi
Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi Jahanum Bhi
Yeh Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai
عمل سے زندگی بنتی ہے جنت بھی جہنم بھی
یہ خاکی اپنی فطرت میں نہ نوری ہے نہ ناری ہے
अमल से ज़िंदगी बनती है जन्नत भी जहन्नम भी
ये ख़ाकी अपनी फ़ितरत में न नूरी है न नारी है
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai
Meri Sadgi Se Log Jale Toh Mera Kya Kasoor
Har Kisi Se Mohabbat Hamari Fitrat Mein
Har Kisi Se Mohabbat Hamari Fitrat Mein Nahi Hai
Per Jab Kisi Ko Chahte Hain Zindagi Waar Dete Hain
Tum Ko Chahne Ki Wajah Kuch Bhi Nahi
Tum Ko Chahne Ki Wajah Kuch Bhi Nahi
Ishq Ki Fitrat Hai Bewajah Ho Jaana
Ruthha Hua Hai Mujhse Iss Baat Par Zamana
Ruthha Hua Hai Mujhse Iss Baat Par Zamana
Shamil Nahin Hai Meri Fitrat Mein Sar Jhukana
روٹھا ہوا ہے مجھ سے اِس بات پر زمانہ
شامل نہیں ہے میری فطرت میں سر جھکانا
रूठा हुआ है मुझसे इस बात पर ज़माना
शामिल नहीं है मेरी फ़ितरत में सर झुकाना।
Zamin Par Rah Kar Aasmaan Chhune
Zameen Par Rah Kar Aasman
Chhune Ki Fitrat Hai Meri
Par Gira Kar Kisi Ko
Upar Uthane Ka Shauk Nahi Mujhe
زمین پر رہ کر آسمان
چُھونے کی فطرت ہے میری
پر گِرا کر کسی کو
اُوپر اُٹھنے کا شوق نہیں مجھے
ज़मीं पर रह कर आसमां
छूने की फितरत है मेरी,
पर गिरा कर किसी को,
ऊपर उठने का शौक़ नहीं मुझे।
Bhulkar Humein Agar Tum Rehte Ho Salamat
Bhulkar Hamein Agar Tum Rehte Ho Salamat
Toh BhulKe Tumko Sambhlna Humein Bhi Aata Hai
Meri Fitrat Mein Yeh Aadat Nahi Hai Varna
Teri Tarah Badal Jana Humein Bhi Aata Hai
بھول کر ہمیں اگر تم رہتے ہو سلامت
تو بھول کہ تم کو سمبھلنا ہمیں بھی آتا ہے
میری فطرت میں یہ عادت نہیں ہے ورنہ
تیری طرح بدل جانا ہمیں بھی آتا ہے
भूलकर हमें अगर तुम रहते हो सलामत
तो भूलके तुमको संभलना हमें भी आता है
मेरी फ़ितरत में ये आदत नहीं है वरना
तेरी तरह बदल जाना हमें भी आता है।
Kuch Yun Hua Haal e Dillagi Mein Chot Kha Kar
Kuch Yun Hua Haal e Dillagi Mein Chot Kha Kar
Wafayein Fitrat Mein Reh Gayi Aur Mohabbat Se Waasta Na Raha
Kisi Ke Dheyan Mai Dooba Hua Dil
Kisi Ke Dheyan Mai Dooba Hua Dil
Bahane Se Mujhe Bhi Talta Hai
کسی کے دھیان میں ڈوبا ہوا دل
بہانے سے مجھے بھی ٹالتا ہے
किसी के ध्यान में डूबा हुआ दिल
बहाने से मुझे भी टालता है
Main Fana Ho Gaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz
Main Fana Ho Gaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz
Meri Chahat Se Bhi Sachi Thi Fitrat Uski