Gulab Shayari and poetry is a genre of Urdu poetry that focuses on the beauty, fragrance, and symbolism of roses. The word "gulab" means rose in Urdu, and the poetry reflects the charm, elegance, and grace of this flower. Gulab Shayari and poetry often feature metaphors and imagery related to roses, such as petals, thorns, and fragrance, to convey a range of emotions and ideas. This poetic form has been popular in South Asian cultures for centuries, and continues to be celebrated today for its ability to capture the essence of human emotions and experiences through the lens of natural beauty. Whether you are a flower enthusiast or simply appreciate the intricacies of language, Gulab Shayari and poetry offer a delightful and enchanting way to connect with the world around you.
Lagi Hai Bad’Dua Gulabo Ki, Jin Ko Tora Tha
Lagi Hai Bad’Dua Gulabo Ki,
Jin Ko Tora Tha Tere Liye
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum,
Chaman Mein Phool Bahut Hain Magar Gulab Ho Tum
Gulab Saare Madham Dekhayi Dete Hain
Gulab Saare Madham Dekhayi Dete Hain,
Nazar Jab Bhi Tere Chehre Ka Tawaaf Karti Hai
Rang Tera, Gulab Jaisa Hai, Pyar Tera
Rang Tera, Gulab jaisa Hai
Pyar Tera Toh Khawab Jaisa Hai
رنگ تیرا ، گلاب جیسا ہے
پیارتیرا تو خواب جیسا ہے
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitab Likhna
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitaab Likhna,
Bara Kathin Hai Khizan Ke Mathe Pe Dastaan e Gulab Likhna
Jitne Bhi Lafz Hain Woh Mehekte Gulab Hain
Jitne Bhi Lafz Hain Woh Mehekte Gulab Hain,
Lehje K Farq Se Inhein Talwar Mat Bana
Chaman Mai Gul Ne Jo Kal Dava-e-Jamal
Chaman Mai Gul Ne Jo Kal Dava-e-Jamal Kiya
Jamal-e-Yar Ne Munh Us Ka Khub Laal Kiya
چمن میں گل نے جو کل دعوی جمال کیا
جمال یار نے منہ اس کا خوب لال کیا
चमन में गुल ने जो कल दावा-ए-जमाल किया
जमाल-ए-यार ने मुँह उस का ख़ूब लाल किया
Bari Khamsohi Se Bheja Tha Gulab Usko, Per Khusboo
Bari Khamsohi Se Bheja Tha Gulab Usko, Per Khusboo
Nazuki Us K Lab K Kya Kahiye
Nazuki Us K Lab K Kya Kahiye
Pankhuri Ik Gulab Ki Si Hai
نازکی اس کے لب کی کیا کہئے
پنکھڑی اک گلاب کی سی ہے
नाज़ुकी उस के लब की क्या कहिए
पंखुड़ी इक गुलाब की सी है
Kahan Milegi Misal Meri Sitamgari Ki
Kahan Milegi Misal Meri Sitamgari Ki
K Mai Gulabon Ke Zakham Kanton Se Si Raha Hoon
کہاں ملے گی مثال میری ستم گری کی
کہ میں گلابوں کے زخم کانٹوں سے سی رہا ہوں
कहाँ मिलेगी मिसाल मेरी सितमगरी की
कि मैं गुलाबों के ज़ख़्म काँटों से सी रहा हूँ
Usi ka iman badal gaya hai
Usi ka iman badal gaya hai
Kabhi jo mera khuda raha tha
سی کا ایماں بدل گیا ہے
کبھی جو میرا خدا رہا تھا
उसी का ईमाँ बदल गया है
कभी जो मेरा ख़ुदा रहा था
Teri Zaat Ne Bana Dee, Meri Zindagi
Teri Zaat Ne Bana Dee,
Meri Zindagi Fasana
تیری ذات نے بنا دی
میری زندگی فسانہ
Pyar Ke Patto Se Bhari Kitaab Ho Tum
Pyar Ke Patto Se Bhari Kitaab Ho Tum
Rishton Ke Phoolon Mein Gulab Ho Tum
Kuch Log Kehte Hain Pyar Sacha Nahi Hota
Un Logon Ke Har Sawal Ka Jawab Ho Tum
Patta Patta Butta Butta Haal Humara
Patta Patta Butta Butta Haal Humara Jaane Hai
Jaane Na Jaane Gul Hi Na Jaane Baagh To Saara Jaane Hai
پتا پتا بوٹا بوٹا حال ہمارا جانے ہے
جانے نہ جانے گل ہی نہ جانے باغ تو سارا جانے ہے
पत्ता पत्ता बूटा बूटा हाल हमारा जाने है
जाने न जाने गुल ही न जाने बाग़ तो सारा जाने है
Farkaton mein azaab jesi hai
Farkaton mein azaab jesi hai
Asaishy gulab jesi bhi
فرقتوں میں عزاب جیسی ہیں
آسائشیں گلاب جیسیں بھی