Halat Shayari and Poetry are about circumstances, their impact, and their symbolism. This genre of Urdu poetry is known for its emotive and reflective themes that capture the essence of human experiences and the impact of circumstances on human life. The word "Halat" means circumstances, and the poetry of this genre revolves around the theme of struggle, resilience, and the complexities of life.
Aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote
ایسا ہے کہ سب خواب مسلسل نہیں ہوتے
جو آج تو ہوتے ہیں مگر کل نہیں ہوتے
اندر کی فضاؤں کے کرشمے بھی عجب ہیں
مینہ ٹوٹ کے برسے بھی تو بادل نہیں ہوتے
کچھ مشکلیں ایسی ہیں کہ آساں نہیں ہوتیں
کچھ ایسے معمے ہیں کبھی حل نہیں ہوتے
aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote
jo aaj to hote hain magar kal nahin hote
andar ki fazaon ke karishme bhi ajab hain
meinh TuT ke barse bhi to baadal nahin hote
kuchh mushkilen aisi hain ki aasan nahin hotin
kuchh
ऐसा है कि सब ख़्वाब मुसलसल नहीं होते
जो आज तो होते हैं मगर कल नहीं होते
अंदर की फ़ज़ाओं के करिश्मे भी अजब हैं
मेंह टूट के बरसे भी तो बादल नहीं होते
कुछ मुश्किलें ऐसी हैं कि आसाँ नहीं होतीं
कुछ ऐसे मुअम्मे हैं कभी हल नहीं ह
Qurbaton mein bhi judai ke zamane mange
قربتوں میں بھی جدائی کے زمانے مانگے
دل وہ بے مہر کہ رونے کے بہانے مانگے
ہم نہ ہوتے تو کسی اور کے چرچے ہوتے
خلقت شہر تو کہنے کو فسانے مانگے
یہی دل تھا کہ ترستا تھا مراسم کے لیے
اب یہی ترک تعلق کے بہانے مانگے
اپنا ی
qurbaton mein bhi judai ke zamane mange
dil wo be-mehr ki rone ke bahane mange
hum na hote to kisi aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasane mange
yahi dil tha ki tarasta tha marasim ke liye
ab yahi tark-e-tal
क़ुर्बतों में भी जुदाई के ज़माने माँगे
दिल वो बे-मेहर कि रोने के बहाने माँगे
हम न होते तो किसी और के चर्चे होते
ख़िल्क़त-ए-शहर तो कहने को फ़साने माँगे
यही दिल था कि तरसता था मरासिम के लिए
अब यही तर्क-ए-तअल्लुक़ के बहाने मा
Mere Halaat Pe Muskurate Ho Sahab
Mere Halaat Pe Muskurate Ho Sahab,
Bad’dua Hai Tumhe Bhi Ishq Ho Jaye
Ae Naye Saal Bata Kaun Si Shae Badli Hai
Ae Naye Saal Bata Kaun Si Shae Badli Hai,
Ranj Ki Sham Wohi Dard Ke Halaat Wohi
Halaat Ke Kadmon Mein Qalandar Nahi Girta
Halaat Ke Kadmon Mein Qalandar Nahi Girta
Tute Bhi Jo Taara Toh Zamee’n Per Nahi Girta,
Girte Hain Samundar Mein Bare Shauk Se Dariya
Lekin Kisi Dariya Mein Samundar Nahi Girta
حالات کے قدموں میں قلندر نہیں گرتا
ٹوٹے بھی جو تارا تو زمیں پر نہیں گرتا
گرتے ہیں سمندر میں بڑے شوق سے دریا
لیکن کسی دریا میں سمندر نہیں گرتا
Waqt Halaat Aur Zindagi, Insan Ko Badal
Waqt Halaat Aur Zindagi
Insan Ko Badal Dete Hain
وقت ، حالات اور زندگی
انسان کو بدل دیتے ہیں
Kehte Hain Har Baat Zubaan Se Hum
Kehte Hain Har Baat Zuban Se Hum Ishara Nahi Karte
Aasman Par Chalne Wale Zameen Se Guzara Nahi Karte
Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein
Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara Nahi Karte
کہتے ہیں ہر بات زبان سے ہم اشارہ نہیں کرتے
آسمان پر چلنے والے زمین سے گزارا نہیں کرتے
ہر حالات کو بدلنے کی ہمت ہے ہم ہیں
وقت کا ہر فیصلہ ہم گنوارا نہیں کرتے
कहते है हर बात जुबां से हम इशारा नहीं करते,
आसमान पर चलने वाले जमीं से गुज़ारा नहीं करते,
हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।
Sabza o Gul Kahan Se Aaye Hain
Sabza o Gul Kahan Se Aaye Hain
Abr Kya Cheez Hai Hawa Kya Hai
سبزہ و گل کہاں سے آئے ہیں
ابر کیا چیز ہے ہوا کیا ہے
सब्ज़ा ओ गुल कहाँ से आए हैं
अब्र क्या चीज़ है हवा क्या है
Farq Bahut Hai Tumhari Aur Humari Taleem
Farq Bahut Hai Tumhari Aur Hamari Taleem Mein
Tumne Ustaadon Se Seekha Hai Aur Humne Halaton Se
فرق بہت ہے تمہاری اور ہماری تعلیم میں
تم نے اُستادوں سے سیکھا ہے اور ہم نے حالاتوں سے
फर्क बहुत है तुम्हारी और हमारी तालीम में,
तुमने उस्तादों से सीखा है और हमने हालातों से।
Zindagi Apni Jab Is Shakl Se Guzari
Zindagi Apni Jab Is Shakl Se Guzari ‘Ghalib’
Hum Bhi Kya Yaad Karenge K Khuda Rakhte The
زندگی اپنی جب اس شکل سے گزری غالبؔ
ہم بھی کیا یاد کریں گے کہ خدا رکھتے تھے
ज़िंदगी अपनी जब इस शक्ल से गुज़री ‘ग़ालिब’
हम भी क्या याद करेंगे कि ख़ुदा रखते थे