Hawa Shayari and Poetry are about the wind, its power, and its symbolism. This genre of Urdu poetry is known for its metaphorical and philosophical themes that capture the essence of the wind's influence on human life and its role in the natural world. The word "Hawa" means wind, and the poetry of this genre revolves around the theme of the wind, change, and the passage of time.
Hawa Ne Gard Main Tehleel Kardia Warna
ہوا نے گرد میں تحلیل کر دیا ورنہ
غرورِ نغمہ تھے، نکلے تھے جب رباب سے ہم
Hawa Ne Gard Main Tehleel Kardia Warna
Garoor-e-Nagma Thay, Nikle Thay Jab Rubaba Se Hum
हवा ने गर्द में तहलील कर दिया वर्ना
गुरूर-ए-नगमा थे, निकले थे जब रुबाब से हम
Hawa Ne Gard Mein Tehleel Kardia Warna
Hawa Ne Gard Mein Tehleel Kardia Warna,
Garoor e Nagma Thay, Nikle Thay Jab Rubab Se Hum
Hawa Ke Rukh Pe Chalta Hai Chirag e Arzoo Ab Tak
Hawa Ke Rukh Pe Chalta Hai Chirag e Arzoo Ab Tak,
Dil e Barbaad Mein Ab Bhi Kisi Ki Yaad Baaqi Hai
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar Nahi Shayari
Na Thi Jisko Mere Pyar Ki Kadar,
Ittefaq Se Ussi Ko Chah Rahe Thay Hum
Ussi Diye Ne Jalaya Mere Hathon Ko,
Jisko Hawa Se Bacha Rahe Thay Hum
نہ تھی جس کو میرے پیار کی قدر
اتفاق سے اس ہی کو چاہ رہے تھے ہم
اس ہی دیے نے جلایا میرے ہاتھوں کو
جس کو ہوا سے بچا رہے تھے ہم
ना थी जिसको मेरे प्यार की कदर,
इत्तेफ़ाक़ से उसको ही चाह रहे थे हम !
उसी दिए ने जलाया मेरे हाथों को,
जिसको हवा से बचा रहे थे हम
Bahut Hee Saada Hai Tu Aur Zamana Ayaar
Bahut Hee Saada Hai Tu Aur Zamana Ayaar,
Khuda Kare Tujhe Zamane Ki Hawa Na Lage
Dawa Kiya Tha Gul Ne Tere Rukh Se
Dawa Kiya Tha Gul Ne Tere Rukh Se Baagh Mai
Saali Lagi Sabaki To Munj Laal Ho Gaya
دعویٰ کیا تھا گل نے ترے رخ سے باغ میں
سیلی لگی صبا کی تو منہ لال ہو گیا
दावा किया था गुल ने तिरे रुख़ से बाग़ में
सैली लगी सबा की तो मुँह लाल हो गया
Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko
Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko Dekhte Hain
Kabhi Saba Ko Kabhi Nama-Bar Ko Dekhte Hain
یہ ہم جو ہجر میں دیوار و در کو دیکھتے ہیں
کبھی صبا کو کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں
ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को कभी नामा-बर को देखते हैं
Kuch To Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha
Kuch To Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tera Khayal Bhi
Dil Ko Khushi Ke Sath Sath Hota Raha Malal Bhi
کچھ تو ہوا بھی سرد تھی کچھ تھا ترا خیال بھی
دل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی
कुछ तो हवा भी सर्द थी कुछ था तिरा ख़याल भी
दिल को ख़ुशी के साथ साथ होता रहा मलाल भी
Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
اک نام کیا لکھا ترا ساحل کی ریت پر
پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی
इक नाम क्या लिखा तिरा साहिल की रेत पर
फिर उम्र भर हवा से मेरी दुश्मनी रही
Thandi Thandi Hawa Chal Pari Hamare
Thandi Thandi Hawa Chal Pari Hamare Weerane Mein
Andaz Bara Zalim Hai December Tere Aane Ka
Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Sukhe Patte
Waqt Hai Jhonka Hawa Ka Aur Hum Sukhe Patte
Kaun Jaane Agle December Tum Kahan Aur Hum Kahan
Masla Jab Bhi Charaghon Ka Utha
Masla Jab Bhi Charaghon Ka Utha
Faisla Sirf Hawa Karti Hai
مسئلہ جب بھی چراغوں کا اٹھا
فیصلہ صرف ہوا کرتی ہے
मसअला जब भी चराग़ों का उठा
फ़ैसला सिर्फ़ हवा करती है
Rishton Ka Aitbaar, Wafaon Ka Intezar
Rishton Ka Aitbaar, Wafaon Ka Intezar
Hum Bhi Chiraag Le Ke, Hawaon Mein Aayein Hain
Avargan-e-Ishq Ka Pucha Jo Mai Nishan
Avargan-e-Ishq Ka Pucha Jo Mai Nishan
Musht-e-Ghubar Le K Saba Ne Ura Diya
آورگان عشق کا پوچھا جو میں نشاں
مشت غبار لے کے صبا نے اڑا دیا
आवरगान-ए-इश्क़ का पूछा जो मैं निशाँ
मुश्त-ए-ग़ुबार ले के सबा ने उड़ा दिया
Na Jaane Kaun Sa Aaseb Dil Mai Basta
Na Jaane Kaun Sa Aaseb Dil Mai Basta Hai
Ki Jo Bhi Thahra Wo Akhir Makaan Chor Gaya
نہ جانے کون سا آسیب دل میں بستا ہے
کہ جو بھی ٹھہرا وہ آخر مکان چھوڑ گیا
न जाने कौन सा आसेब दिल में बस्ता है
कि जो भी ठहरा वो आख़िर मकान छोड़ गया