Hayat Shayari is a form of poetry that explores the deep mysteries of life and existence. With a focus on the complexities of the human experience, hayat shayari is known for its use of profound language and philosophical imagery. Whether you're seeking to contemplate the deeper meanings of life or simply looking for inspiration to live your life to the fullest, hayat shayari is sure to leave you feeling inspired and enlightened.
Teri baaten hi sunane aae
تیری باتیں ہی سنانے آئے
دوست بھی دل ہی دکھانے آئے
پھول کھلتے ہیں تو ہم سوچتے ہیں
تیرے آنے کے زمانے آئے
ایسی کچھ چپ سی لگی ہے جیسے
ہم تجھے حال سنانے آئے
عشق تنہا ہے سر منزل غم
کون یہ بوجھ اٹھانے آئے
اج
teri baaten hi sunane aae
dost bhi dil hi dukhane aae
phul khilte hain to hum sochte hain
tere aane ke zamane aae
aisi kuchh chup si lagi hai jaise
hum tujhe haal sunane aae
ishq tanha hai sar-e-manzil-e-gham
तेरी बातें ही सुनाने आए
दोस्त भी दिल ही दुखाने आए
फूल खिलते हैं तो हम सोचते हैं
तेरे आने के ज़माने आए
ऐसी कुछ चुप सी लगी है जैसे
हम तुझे हाल सुनाने आए
इश्क़ तन्हा है सर-ए-मंज़िल-ए-ग़म
कौन ये बोझ उठाने आए
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se,
Nadaan Ne Keh Diya Naya Saal Mubarak
Hum Ne Aansu’on Se Likhi Daastan e Hayat
Hum Ne Aanso’on Se Likhi Daastan e Hayat,
Yaqeen Jaano Tum Samajh Hee Naa Paoge
Itni Be Kaif Na Hoti Yeh Guzar Gah’e Hayat
Itni Be Kaif Na Hoti Yeh Guzar Gah’e Hayat,
Tum Kisi Mor Pe Mil Jaate Toh Acha Hota
Log Akar Kar Aese Jeete Hain, Jaise Aab
Log Akar Kar Aese Jeete Hain,
Jaise Aab e Hayat Peete Hain
لوگ اکڑ کر ایسے جیتے ہیں
جیسے آبِ حیات پیتے ہیں
Is ne bichar ke khud ko bohat aam kar liya
Is ne bichar ke khud ko bohat aam kar liya
Wo ke jis ko sarmya hayat hona chahiye tha
اس نے بچھڑ کہ خود کو بہت عام کر لیا
وہ کے جس کو سرمایہ حیات ہونا چاہیے تھا