Inspirational Shayari is a type of poetry that encourages and motivates the reader. This type of poetry is meant to inspire the reader to take positive action in their life, to believe in themselves, and to pursue their dreams. Inspirational Shayari can be empowering, uplifting, or even reflective, and it has a unique ability to inspire and motivate the reader to be their best self.
Lab Pe Aati Hai Dua Ban Ke
Lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri
Zindagi shamma ki surat ho khudaya meri
My heart's desire becomes a prayer on my lips
May my life be like a shining flame, Oh Lord
Aik Dhaage Ki Laaj Rakhne Ko, Mom Ka
Aik Dhaage Ki Laaj Rakhne Ko,
Mom Ka Rom Rom Jalta Hai
Mar Gaya Krishna, Mar Gaya Rama, Mar Gayi Seeta Bai
Mar Gaya Krishna, Mar Gaya Rama, Mar Gayi Seeta Bai,
Arey Poojan Uski Kariye Jisko Maut Na Aayi
مر گیا کررشنا، مر گیا راما، مر گئی سیتا بائی
ارے پوجن اس کی کرئیے جس کو موت نہ آئی
Waqt Woh bhi Guzar Gaya
Waqt Woh bhi Guzar Gaya,
Waqt Yeh Bhi Guzar Jayega
Kisi Ne Dhool Kya Aankhon Mein Jhonki
Kisi Ne Dhool Kya Aankhon Mein Jhonki,
Main Ab Pehle Se Behtar Dekhta Hun
کسی نے دُھول کیا آنکھوں میں جھونکی
میں اب پہلے سے بہتر دیکھتا ہوں
Mere Baare Mein Raaye Mat Dena Ghalib
Mere Baare Mein Raaye Mat Dena Ghalib,
Mera Waqt Bhi Badlega Aur Teri Raaye Bhi
Badal Jaate Hain Woh Log Waqt Ki Tarah
Badal Jaate Hain Woh Log Waqt Ki Tarah,
Jinhein Hadh Se Zyaada Waqt Diya Jaata Hai
بدل جاتے ہیں وہ لوگ وقت کی طرح
جنہیں حد سے زیادہ وقت دیا جاتا ہے
Mohabbat Bande Ko Khuda Tak Le Jaati Hai
Mohabbat Bande Ko Khuda Tak Le Jaati Hai,
Mil Jaye Tab Bhi Aur Na Mile Tab Bhi
Ab Mujhe Tehrna Kya Seekhao Ge, Ab Toh
Ab Mujhe Tehrna Kya Seekhao Ge,
Ab Toh Sar Se Guzar Gaya Pani
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir,
Ehsas Badla Insaan Badla Kyun Na Badla Apna Haal Aakhir
Fitrat Hai Insan Ki Zid Pe Arr Jaana
Fitrat Hai Insan Ki Zid Pe Arr Jaana,
Jo Araam Se Na Mile Woh Ishq Ban Jaata
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti,
Log Toh Unhey Bhi Yaad Karte Hain Jo Duniya Chor Jaate Hain
Mohabbat Na Kisi Ke Kehne Se Hoti Hai
Mohabbat Na Kisi Ke Kehne Se Hoti Hai,
Na Kisi Ke Kehne Se Khatam Hoti Hai
Dushmano Se Mohabbat Hone Lagi Mujhe
Dushmano Se Mohabbat Hone Lagi Mujhe,
Jaise Jaise Apno Ko Azmaate Chale Gaye
Ae Dil Tu Kyun Khush Hota Hai, Sirf Saal Badla
Ae Dil Tu Kyun Khush Hota Hai,
Sirf Saal Badla Hai Log Nahi