Ishq Shayari and Poetry are a captivating and passionate form of Urdu literature that explore the intensity of love and desire. Ishq Shayari is a type of poetic expression that captures the joys and struggles of the heart. These verses are known for their emotional depth and evocative imagery, which transport readers to a world of intense emotions and feelings. From the fiery expressions of passion to the heart-wrenching agony of unrequited love, Ishq Shayari and Poetry offer a window into the complexity of human relationships. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Ishq Shayari and Poetry, you are in for a treat.
Baithe Rahe Ge Shaam Tak Tere
Baithe Rahe Ge Shaam Tak Tere Sheesha Gar
Yeah Jante Howe Keh Khasarah Dukan Ma Hai
بیٹھے رہے گے شام تلک تیرے شیشہ گر
یہ جانتے ہوئے کہ خسارہ دکاں میں ہے
Zidd Per Ishq Agar Aa Jaye, Pani Chirkay
Zidd Per Ishq Agar Aa Jaye,
Pani Chirkay Aag Lage
Tere Ishq Mein Huye Aese Matwaale
Tere Ishq Mein Huye Aese Matwaale,
Chor Dee Tasbeeh Tor Diye Pyaale
Utarta Nahi Maut Se Pehle, Ishq Aesa
Utarta Nahi Maut Se Pehle,
Ishq Aesa Bukhaar Hai Saain
Bus Itna Yaad Hai Ke Mujhe Ishq Hua Tha
Bus Itna Yaad Hai Ke Mujhe Ishq Hua Tha,
Phir Kya Hua Uski Mujhe Khabar Nahi
Laga Kar Ishq Ki Baazi Suna Hai Dil De Bethey Ho
Laga Kar Ishq Ki Baazi Suna Hai Dil De Bethey Ho,
Arey Pagal! Mohabbat Maar Daale Gi Abhi Tum Phool Jaise Ho
Nahi Hota Kisi Tabib Se Iss Marz Ka Ilaj
Nahi Hota Kisi Tabib Se Iss Marz Ka Ilaj,
Ishq La Ilaj Hai Bus Atiyat Kijiye
Ae Ishq Aa K Phir Se Koi Tajarba Karein
Ae Ishq Aa K Phir Se Koi Tajarba Karein,
Main Bholne Laga Hoon Purani Kahaniyan
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun
Aaghaz e Ishq Toh Khoob Tha Yaaro Kya Kahun,
Pehle Toh Thi Dil Lagi, Ab Dil Pe Jaa Lagi
Woh Aieen, Sheen, Qaaf Mera, Main
Woh Aieen, Sheen, Qaaf Mera,
Main”Yaad” Tak Na Uski
وہ ’ع‘ ، ’ ش‘ ، ’ ق‘ میرا
اور میں یاد تک نہ اُس کی