Izhaar Shayari and poetry is a popular genre of Urdu literature that revolves around the theme of confession and expression of feelings. This form of poetry often highlights the importance of expressing one's emotions clearly and unreservedly. Izhaar Shayari is known for its use of emotive and expressive language that conveys a sense of vulnerability and openness. The authenticity and vulnerability of this form of poetry make it highly appealing to those who value emotional expression and connection.
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
کتنی عجیب تھی داستانِ محبّت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی۔
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
How strange was the story of love
One eye was the ocean and the other was thirsty
कितनी अजीब थी दास्तान-ए-मोहब्बत,
कि एक आंख समंदर और दूसरी प्यासी थी।
Namaish Karne Se Chahat Barh Nahi Jati
Namaish Karne Se Chahat Barh Nahi Jati,
Mohabbat Woh Bhi Karte Hain Jo Izhaar Nahi Karte
Zaruri Toh Nahi Zuban Se Kahein Dil Ki Baat
Zaruri Toh Nahi Zuban Se Kahein Dil Ki Baat,
Zuban Aik Aur Bhi Hoti Hai Izhaar e Mohabbat Ki
Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka
Acha Karte Hain Woh Log Jo Mohabbat Ka Izhaar Nahi Karte,
Khamoshi Mein Mar Jaate Hain Magar Kisi Ko Barbad Toh Nahi Karte
Ek iqraar jo inkar ke parde mein raha
Ek iqraar jo inkar ke parde mein raha
Ek mohabat ke jo izhaar na hone pai
اک اقرار جو انکار کے پردے میں رہا
اک محبت کہ جو اظہار نہ ہونے پائی
Kam Nahi Jalwagari Mai Tere Kuche Se
Kam Nahi Jalwagari Mai Tere Kuche Se Bahisht
Yahi Naqsha Hai Wale Is Qadar Abad Nahi
کم نہیں جلوہ گری میں ترے کوچے سے بہشت
یہی نقشہ ہے ولے اس قدر آباد نہیں
कम नहीं जल्वागरी में तिरे कूचे से बहिश्त
यही नक़्शा है वले इस क़दर आबाद नहीं
Apne Ehsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar
Apne Ehsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do
Me K Sadiyon Se Adhoora Hun Mukamal Kar Do
اپنے احساس سے چھو کر مجھے صندل کر دو
میں کہ صدیوں سے ادھورا ہوں مکمل کر دو
Mai Ise Chahta Tou Hun
Mai Ise Chahta Tou Hun
Magar Ehtram-e-Izhaar Nahi Kar Sakta
Mai Tere Is Badan Ko
Mohabbat Ka Naam De Kar Aludah Nahi Kar Sakta
Jitna Bhi Kamiyab Ho Jaye
Ab Murshid Ka Mukabla Tou Nahi Kar Sakta
Ali Ko Janne K Lie Bhi Ali Chahiye
Ab Har Shaks Bhi Tou Ali Ali Nahi Kar Sakta
Mai Yazeed Ka Sath De Kar
Aal-Muhammad Se Daga Nahi Kar Sakta
میں اسے چاہتا تو ہوں
مگر احترام اظہار نہیں کر سکتا
میں تیرے اس بدن کو
محبت کا نام دے کر آلودہ نہیں کر سکتا
مرید جتنا بھی کامیاب ہو جاۓ
اب مرشد کا مقابلہ تو نہیں کر سکتا
علی کو جاننے کیلۓ بھی علی چاہیۓ
اب ہر شخص بھی تو علی علی نہیں کر سکتا
میں یزید کا ساتھ دے کر
آل محمد سے دغا نہیں کر سکتا
Najaane Kya Chupa Tha Uski Nigah e Ulfat
Najaane Kya Chupa Tha Uski Nigah e Ulfat Mein
Na Chahte Huye Bhi Ussey Izhaar e Dillagi Kar Bethey
Patta Patta Butta Butta Haal Humara
Patta Patta Butta Butta Haal Humara Jaane Hai
Jaane Na Jaane Gul Hi Na Jaane Baagh To Saara Jaane Hai
پتا پتا بوٹا بوٹا حال ہمارا جانے ہے
جانے نہ جانے گل ہی نہ جانے باغ تو سارا جانے ہے
पत्ता पत्ता बूटा बूटा हाल हमारा जाने है
जाने न जाने गुल ही न जाने बाग़ तो सारा जाने है