Jaan Shayari and Poetry are expressions of love, devotion, and commitment. Jaan, which means life or soul, represents the deep emotional attachment one has towards their loved ones. Jaan Shayari and Poetry offer a creative outlet for individuals to express their feelings of love and affection in a beautiful and artistic way. These poetic verses capture the essence of romantic love, from the ecstasy of being in love to the pain of separation. Jaan Shayari and Poetry are widely appreciated for their emotional depth, evocative imagery, and poetic beauty, making them a popular choice among those seeking to express their love for their significant other. Whether it's a heartfelt declaration of love or a simple expression of admiration, Jaan Shayari and Poetry offer a diverse range of emotions that resonate with people from all walks of life.
KaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
کٹھن ہے راہ گزر تھوڑی دور ساتھ چلو
بہت کڑا ہے سفر تھوڑی دور ساتھ چلو
تمام عمر کہاں کوئی ساتھ دیتا ہے
یہ جانتا ہوں مگر تھوڑی دور ساتھ چلو
نشے میں چور ہوں میں بھی تمہیں بھی ہوش نہیں
بڑا مزہ ہو اگر تھوڑی دور ساتھ چلو
kaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
bahut kaDa hai safar thoDi dur sath chalo
tamam umr kahan koi sath deta hai
ye jaanta hun magar thoDi dur sath chalo
nashe mein chur hun main bhi tumhein bhi hosh nahin
baDa maza ho
कठिन है राहगुज़र थोड़ी दूर साथ चलो
बहुत कड़ा है सफ़र थोड़ी दूर साथ चलो
तमाम उम्र कहाँ कोई साथ देता है
ये जानता हूँ मगर थोड़ी दूर साथ चलो
नशे में चूर हूँ मैं भी तुम्हें भी होश नहीं
बड़ा मज़ा हो अगर थोड़ी दूर साथ चलो
Ishq Hai Ke Israel Yeh, Jaan Lene Se
Ishq Hai Ke Israel Yeh,
Jaan Lene Se Thakta Hee Nahi
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Mai Nahi Janta Dua Kya Hai
جان تم پر نثار کرتا ہوں
میں نہیں جانتا دعا کیا ہے
जान तुम पर निसार करता हूँ
मैं नहीं जानता दुआ क्या है
Mohabbat Jeet Jayegi Agar Tum Maan Jao Toh
Mohabbat Jeet Jayegi Agar Tum Maan Jao Toh,
Mere Dil Mein Tum Hee Tum Ho Agar Tum Jaan Jao Toh
Kaun Phir Tumhe Sarhaye Ga Hamari Manand
Kaun Phir Tumhe Sarhaye Ga Hamari Manand,
Kaun Rakhta Hai Meri Jaan Hamari Aankhen
Zaruri Hai Toh Bahut Zindagi Mein Ishq Magar
Zaruri Hai Toh Bahut Zindagi Mein Ishq Magar,
Yeh Jaan Leva Zarurat Khuda Kisi Ko Na De
Suno Jaana Tujhse Juri Saansein
Suno Jaana,
Tujhse Juri Saansein
Tujhpe Hee Dum Torein Gi
Bus Itna Jaan Lo Ek Shaks Se Hum Ne Mohabbat Ki
Bus Itna Jaan Lo Ek Shaks Se Hum Ne Mohabbat Ki,
Hamare Tutne Ka Khel Pyare Tum Na Samjho Ge
بس اتنا جان لو اک شخص سے ہم نے محبت کی
ہمارے ٹوٹنے کا کھیل پیارے تم نہ سمجھوگے
Tum Mohabbat Ki Riwayat Se Na Bach Paoge
Tum Mohabbat Ki Riwayat Se Na Bach Paoge,
Jaan Le Le Ga Koi Jaan Se Pyaara Ban Kar
Dil Ka Kya Hai De Diya Soh De Diya, Jaan Bhi
Dil Ka Kya Hai De Diya Soh De Diya,
Jaan Bhi Maange Toh De Deinge Unhey
Tum Aik Shayar Ki Mohabbat Ho Jaana
Tum Aik Shayar Ki Mohabbat Ho Jaana,
Zinda Rahogi Hemesha Lafzon Mein
Wah Rey Ishq Tera Kya Kehna, Jo Tujhe Jaan Le
Wah Rey Ishq Tera Kya Kehna,
Jo Tujhe Jaan Le, Tu Ussi Ki Jaan Le
Silsila e Chahat Toh Dono Ka Ajab Tha Ae Dost
Silsila e Chahat Toh Dono Ka Ajab Tha Ae Dost,
Woh Meri Jaan Chahta Tha Aur Main Jaan Se Zyaada Ussey
Lauta Nahi Dil Kucha e Jaana Se Abhi Tak
Lauta Nahi Dil Kucha e Jaana Se Abhi Tak,
Kambhakt Kahin Raah Mein Maara Na Gaya Ho
Aaine Ki Nazar Lag Na Jaye Kahin, Jaane Jaa’n
Aaine Ki Nazar Lag Na jaye Kahin,
Jaane Jaa’n Apna Sadqa Utaara Karo