Khawab Shayari and poetry is a captivating genre of Urdu poetry that focuses on the theme of dreams. The word "khawab" means dream in Urdu, and the poetry revolves around the beauty, mystery, and symbolism of the world of dreams. Khawab Shayari and poetry often feature metaphors and imagery related to dreams, such as visions, illusions, and aspirations, to convey a range of emotions and ideas. This poetic form has been popular in South Asian cultures for centuries, and continues to be celebrated today for its ability to capture the essence of human imagination and creativity. Whether you are looking for a way to express your own dreams or seeking to explore the vast possibilities of the human mind, Khawab Shayari and poetry offer a unique and enchanting way to delve into the mysteries of the dream world.
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza
جس کی تعبیر ہے پہلے ہی سے ریزہ ریزہ
ایسے اک خواب کو آنکھوں سے لگا رکھا ہے
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza reza
Aesy ek khuwab ko ankhon se laga rakha hai
The interpretation of which has been shattered already
A dream like that has been held in the eyes
जिस की ताबीर है पहले ही से रेज़ा रेज़ा
ऐसे एक ख्वाब को आँखों से लगा रखा है।
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya
Tere Liye Toh Khawab Tha, Aaya Guzar Gaya,
Aa Dekh Meri Zaat Kaise Bikher Gayyi
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine,
Apni Aankhon Ko Tere Khawab Ka Lalach De Kar
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza reza
Jis ki tabeer hai pahle hi se reza reza
Aesy ek khuwab ko ankhon se laga rakha hai
جس کی تعبیر ہے پہلے ہی سے ریزہ ریزہ
ایسے اک خواب کو آنکھوں سے لگا رکھا ہے
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye
Kya Kya Hamare Khawab Thay Jaane Kahan Pe Khoo Gaye,
Tum Bhi Kisi Ke Sath Ho, Hum Bhi Kisi Ke Ho Gaye
Hazaron Khawab Aankhon Mein Saja Kar
Hazaron Khawab Aankhon Mein,
Saja Kar Kuch Nahi Milta
ہزاروں خواب آنکھوں میں
سجا کر کچھ نہیں ملتا
Aik Hee Shaks Se Mohabbat Ki, Aik Hee Khawab
Aik Hee Shaks Se Mohabbat Ki,
Aik Hee Khawab Umar Bhar Dekha
Qayamat Khaiz Hain Tumhari Aankhen, Tum Aakhir Khawab
Qayamat Khaiz Hain Tumhari Aankhen,
Tum Aakhir Khawab Kiske Dekhte Ho
Neend Aayi Na Raat Bhar Mujhko, Khawab Bethey
Neend Aayi Na Raat Bhar Mujhko,
Khawab Bethey Rahe Qataron Mein
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen,
Tere Khawabon Ke Ta’aqub Mein Nikal Jaati Hain
Umar Bhar Ki Chahaton Ka Khawab Aankhon Mein Liye
Umar Bhar Ki Chahaton Ka Khawab Aankhon Mein Liye,
Kya Tum Bhi Bichar Jaoge Ek Din Auron Ki Tarah
عُمر بھر کی چاہتوں کا خواب آنکھوں میں لئے
کیا تم بھی بچھڑ جاؤ گے اک دن اوروں کی طرح
Uski Yaadon Ki Aik Chadar Ho, Uske Khawabon
Uski Yaadon Ki Aik Chadar Ho,
Uske Khawabon Ka Aik Takiya Ho
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum,
Bichare Hu’on Ke Sath Bari Deir Tak Rahe
خواب و خیال کی سلطنت میں ہم
بچھڑے ہو’وں کے ساتھ بڑی دیر تک رہے
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein,
Na Neend Aayi, Na Tum Aaye, Guzar Gayyi Raat Yaadon Mein
Toot Kar Chub Raha Hai Aankhon Mein
Toot Kar Chub Raha Hai Aankhon Mein,
Aaina Toh Nahi Tha Khawab Mera
ٹوٹ کر چُھب رہا ہے آنکھوں میں
آئینہ تو نہیں تھا خواب میرا