Khuda Shayari and Poetry are a beautiful and spiritual form of Urdu literature that explores the relationship between man and the Divine. Khuda Shayari is a type of poetic expression that reflects on the mysteries of creation, the majesty of the Creator, and the role of spirituality in human life. These poetic verses are known for their profound meanings and powerful imagery, which evoke a sense of wonder and awe. From the expressions of gratitude and devotion to the struggles of faith and doubt, Khuda Shayari and Poetry offer a unique window into the complexities of human spirituality. If you are a lover of poetry and wish to experience the beauty of Khuda Shayari, there are many masterful poets and verses to discover.
Mohabbat Bande Ko Khuda Tak Le Jaati Hai
Mohabbat Bande Ko Khuda Tak Le Jaati Hai,
Mil Jaye Tab Bhi Aur Na Mile Tab Bhi
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai,
Maangi Khuda Se Tu Woh Mannat Hai
Dekhiye Laati Hai Us Shok Ki Nakhwat
Dekhiye Laati Hai Us Shok Ki Nakhwat Kya Rang
Us Ki Har Baat Per Hum Naam-e-Khuda Khate Hain
دیکھیے لاتی ہے اس شوخ کی نخوت کیا رنگ
اس کی ہر بات پہ ہم نام خدا کہتے ہیں
देखिए लाती है उस शोख़ की नख़वत क्या रंग
उस की हर बात पे हम नाम-ए-ख़ुदा कहते हैं
Zaruri Hai Toh Bahut Zindagi Mein Ishq Magar
Zaruri Hai Toh Bahut Zindagi Mein Ishq Magar,
Yeh Jaan Leva Zarurat Khuda Kisi Ko Na De
Duniya Bhi Mili Hai , Gham e Duniya Bhi
Duniya Bhi Mili Hai , Gham e Duniya Bhi Mila Hai
Woh Kyun Nahi Milta Jissey Maanga Tha Khuda Se
Husn Sab Ko Khuda Nahi Deta, Har Kisi Ki Nazar
Husn Sab Ko Khuda Nahi Deta,
Har Kisi Ki Nazar Nahi Hoti
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik
Mujhe Uss Ki Mohabbat Dey Maalik,
Jissey Tujhse Mohabbat Hai
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda
Bahut Se Dard Hain Jo Seh Raha Hoon Mere Khuda,
Bahut Si Baatein Hai Jo Tujhse Akele Mein Karunga
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se
Logon Ne Roz Hee Naya Kuch Manga Khuda Se,
Aik Hum Hee Tere Khayal Se Aagey Na Gaye
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe,
Khuda Kare Yeh Naya Saal Tujhe Raas Rahe