Kitaab Shayari is a genre of poetry that celebrates the beauty and power of books. This type of poetry explores the role that books play in our lives, from providing knowledge and inspiration to offering an escape from the everyday world. Kitaab Shayari is often used to express feelings of gratitude towards books and reading, and can be a powerful way to connect with others who share a love of literature. Whether you are a bookworm or simply appreciate the role that books play in our lives, Kitaab Shayari is a genre that is sure to resonate with you.
Ab ke hum bichhde to shayad kabhi khwabon mein mile
اب کہ ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملے
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملے۔
Ab ke hum bichhde to shayad kabhi khwabon mein mile
Jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile
Now that we have parted, perhaps we will meet only in dreams,
Like withered flowers that one finds in old books
अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिले,
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिले।
Bikheri Kitabein, Bheegay Auraaq Aur Yeh Tanhai
Bikheri Kitabein, Bheegay Auraaq Aur Yeh Tanhai,
Kahun Kaise Ke Mila Mohabbat Mein Kuch Bhi Nahi
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain
Kitaabein Bhi Bilkul Meri Zaat Jaisi Hain,
Alfaaz Se Bharpur Magar Khamosh
Achi Kitaabein Aur Sachey Dil, Har Kisi Ki Samajh
Achi Kitaabein Aur Sachey Dil,
Har Kisi Ki Samajh Mein Nahi Aate
Dil Ki Kitaab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam
Dil Ki Kitaab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam,
Yeh Zindagi Yeh Chahat Sab Ke Sab Tere Naam
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum
Kitaabein Ishq Ki Parh Kar Na Samjho Khud Ko Aashiq Tum,
Yeh Dil Ka Kaam Dil Walon Ko Karne Doh Toh Acha Hai
Lambi Baatein, Wazahatein Nahi Ab
Lambi Baatein, Wazahatein Nahi Ab Mukhtasir Si Karta Hun,
Kitaab e Zindagi Duniya Ke Aagey Ab Kholne Se Darta Hun
لمبی باتیں، وضاحتیں نہیں اب مختصر سی کرتا ہوں
کتابِ زندگی دنیا کہ آگے اب کھولنے سے ڈرتا ہوں
Aik Hee Shaks Pe Luta Dete Hain Jo
Aik Hee Shaks Pe Luta Dete Hain Jo Zindagi Apni,
Aese Log Ab Kitaabon Mein Mila Karte Hain
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabon mein milen
Ab ke ham bichhde to shayad kabhi khvabon mein milen
Jis tarah sukhe hue phuul kitabon mein milen
اب کے ہم بچھڑے تو شاید کبھی خوابوں میں ملیں
جس طرح سوکھے ہوئے پھول کتابوں میں ملیں
अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें
जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitab Likhna
Munafiqat Ka Nisab Parh Kar Mohabbaton Ki Kitaab Likhna,
Bara Kathin Hai Khizan Ke Mathe Pe Dastaan e Gulab Likhna
Tum Mat Kholna Meri Maazi Ki Kitaabon Ko
Tum Mat Kholna Meri Maazi Ki Kitaabon Ko,
Jo Tha Woh Raha Nahi Jo Hun Kisi Ko Pata Nahi
Apni Toh Mohabbat Ki Bus Itni Kahani Hai
Apni Toh Mohabbat Ki Bus Itni Kahani Hai
Tuti Huyi Kashti Hai Thehra Hua Pani Hai,
Aik Phool Kitabon Mein Dum Tor Chuka Hai
Kuch Yaad Nahi Aata Yeh Kiski Nishani Hai
Likhte Ruqa Likhe Gaye Daftar
Likhte Ruqa Likhe Gaye Daftar
Shauq Ne Baat Kya Barhai Hai
لکھتے رقعہ لکھے گئے دفتر
شوق نے بات کیا بڑھائی ہے
लिखते रुक़आ लिखे गए दफ़्तर
शौक़ ने बात क्या बढ़ाई है
Har shakhs hai ishtihar apna
har shakhs hai ishtihar apna
har chehra kitab ho gaya hai
ہر شخص ہے اشتہار اپنا
ہر چہرہ کتاب ہو گیا ہ
हर शख़्स है इश्तिहार अपना
हर चेहरा किताब हो गया है
Ek Lafz Mohabbat Ka Adnaa Sa Fasaana Hai
Ek Lafz Mohabbat Ka Adnaa Sa Fasaana Hai
Simttay Toh Dil e Aashiq, Phailay Toh Zamana Hai