Log shayari and poetry, also known as shayari on people, is a genre of Urdu poetry that focuses on human emotions, relationships, and experiences. The term "log" means people, and log shayari often explores the complexities of human relationships and the nuances of our interactions with each other. This type of poetry is known for its relatable and emotional content, as well as its use of vivid imagery and poetic language. Whether you're looking for a way to express your own feelings or you're simply interested in exploring the rich tradition of Urdu poetry, log shayari and poetry offers a window into the depths of the human experience.
Maathey Pe Shikan Na Ho Toh Kya
ماتھے پہ شکن نہ ہو تو کیا ہو
عجیب لوگ ہیں، عجیب نظروں سے دیکھتے ہیں
Maathey Pe Shikan Na Ho Toh Kya Ho
Ajeeb Log Hain Ajeeb Nazaron Se Dekhte Hain
What difference does it make if there's no crease on the forehead?
Strange are the people who look with strange eyes.
माथे पे शिकन न हो तो क्या हो
अजीब लोग हैं, अजीब नज़रों से देखते हैं
Lehjon Se Zaahir Ho Hee Jaata Hai
Lehjon Se Zaahir Ho Hee Jaata Hai,
Raabton Se Bezaar Hain Log
Yun Toh Kehne Ko Bahut Log Hain Shanasaa Mere
Yun Toh Kehne Ko Bahut Log Hain Shanasaa Mere,
Kahan Le Jaoon Ae Dil Tanha Mere
Teri Surat Ko Jab Se Dekha Hai, Meri Aankhon Pe
Teri Surat Ko Jab Se Dekha Hai,
Meri Aankhon Pe Log Marte Hain
تیری صورت کو جب سے دیکھا ہے
میری آنکھوں پہ لوگ مرتے ہیں
Dil Jo Tute Tera Toh Mere Paas Chale
Dil Jo Tute Tera Toh Mere Paas Chale Aana,
Mujhe Mere Jaise Logon Se Mohabbat Hai
Uss Qabeelay Mein koi Ishq Se Wakif
Uss Qabeelay Mein koi Ishq Se Wakif Hee Nahi,
Log Hanste Hain Meri Chaak Girebaan Per
Mujhe Acha Sa Lagta Hai Apni Zaat Mein Rehna
Mujhe Acha Sa Lagta Hai Apni Zaat Mein Rehna,
Mujhe Bhaata Nahi Logon Se Shanasaai Karna
Bahut Khush Kismet Hain Woh Log Yaqeen
Bahut Khush Kismet Hain Woh Log Yaqeen Jaano,
Jo Maangte Bhi Nahi Rote Bhi Nahi Aur Mohabbat Paa Lete Hain
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti
Taluq Kam Karne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti,
Log Toh Unhey Bhi Yaad Karte Hain Jo Duniya Chor Jaate Hain
Kya Bura Hai Ke Main Mohabbat Karlun
Kya Bura Hai Ke Main Mohabbat Karlun,
Log Wese Bhi Toh Kehte Hain Gunahgar Hun Main
Log Deewar Dekhte Honge, Teri Aankhen Bana Kar
Log Deewar Dekhte Honge,
Teri Aankhen Bana Kar Aaya hun
لوگ دیوار دیکھتے ہونگے
تیری آنکھیں بنا کر آیا ہوں
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe,
Nafrat Kuch Nahi Kehti Mohabbat Maar Deti Hai
Ab Nahi Rakhte Hum Kisi Se Bhi Shauq e Mohabbat
Ab Nahi Rakhte Hum Kisi Se Bhi Shauq e Mohabbat,
Be’Dard Se Log Hain Jaane Kab Dil Tor Dein
Phir nae saal ki sarhad pe khade hain ham log
Phir nae saal ki sarhad pe khade hain ham log
Raakh ho jaega ye saal bhi hairat kaisi
پھر نئے سال کی سرحد پہ کھڑے ہیں ہم لوگ
راکھ ہو جائے گا یہ سال بھی حیرت کیسی
फिर नए साल की सरहद पे खड़े हैं हम लोग
राख हो जाएगा ये साल भी हैरत कैसी
Ae Dil Tu Kyun Khush Hota Hai, Sirf Saal Badla
Ae Dil Tu Kyun Khush Hota Hai,
Sirf Saal Badla Hai Log Nahi