Love poetry for wife is a beautiful and romantic way to express one's love for their wife. It is an excellent platform to express the deepest feelings of appreciation, admiration, and love towards one's partner. Love poetry for wife is known for its emotional and romantic nature, making it the perfect way to express the depth of one's love towards their significant other.
Jaante Ho Hum Kyun Naraz Hote Hain
Jaante Ho Hum Kyun Naraaz Hote Hain Tumse Baar Baar,
Iss Yaqeen Ke Sath Ke Tum Mana Lo Ge Har Baar
Dusri Baar Bhi Hoti Toh, Tumhi Se Hoti
Dusri Baar Bhi Hoti Toh, Tumhi Se Hoti
Main Jo BilFarz Mohabbat Ko, Dobara Karta
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein, Dil
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein,
Dil Jalane Ko Umar Saari Hai
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai
Bahon Mein Teri Ab Yaara Jannat Hai,
Maangi Khuda Se Tu Woh Mannat Hai
Pyar Mohabbat Aashiqui Yeh Bus Alfaaz
Pyar Mohabbat Aashiqui Yeh Bus Alfaaz Thay,
Magar Jab Tum Mile Tab In Alfaazon Ko Maaini Mile
Uski Aadat Hai Mere Baal Bigare Rakhna
Uski Aadat Hai Mere Baal Bigare Rakhna,
Uski Koshish Hai Kisi Aur Ko Acha Na Lagu Main
Jis Ghari Tumse Baat Hoti Hai, Wohi Ghari
Jis Ghari Tumse Baat Hoti Hai,
Wohi Ghari Meri Kainaat Hoti Hai
Itni Man’maaniya Achi Nahi Hoti, Tum
Itni Man’maaniya Achi Nahi Hoti,
Tum Sirf Apne Nahi Mere Bhi Ho
Tum Jo Choo Lo Toh dard Ghat Jaye, Aao
Tum Jo Choo Lo Toh dard Ghat Jaye,
Aao ! Mere Tabib Ho Jao !!
Mujh Ko Mujh Mein Jagah Nahi Milti
Mujh Ko Mujh Mein Jagah Nahi Milti,
Tu Hai Majood Iss Qadar Mujh Mein
Tujh Ko Nikaal Kar Dekha Hai, Mere
Tujh Ko Nikaal Kar Dekha Hai,
Mere Ander Kuch Nahi Bachta
Chand Ke Husn Per Har Shaks Ka Haq Hai
Chand Ke Husn Pe Har Shaks Ka Haq Hai Mansoor,
Main Ussey Kaise Kahun Raat Ko Nikla Na Kare
چاند کے حسن پہ ہر شخص کا حق ہے منصور
میں اسے کیسے کہوں رات کو نکلا نہ کرے
منصور آفاق
چاند کے حسن پہ ہر شخص کا حق ہے منصور
میں اسے کیسے کہوں رات کو نکلا نہ کرے
منصور آفاق
Jab Se Tumhe Chaha Hai, Kisi Aur Ko
Jab Se Tumhe Chaha Hai,
Kisi Aur Ko Dekhne Ka Mann Nahi Karta
Hath Pakra , Baat Ki , Phir Gale Laga Liya
Hath Pakra , Baat Ki , Phir Gale Laga Liya
Ek Sath Hee Theen Jhatke Aaye Haye
Tera Khayal Darust Hai Ke Woh Khoobsurat
Darust Hai Ke Woh Khoobsurat Hai
Magar Mujhe Husn e Yaar Se Nahi
Mujhe Apne Yaar Se Mohabbat Hai