Majboor Shayari is a type of poetry that deals with the theme of helplessness or being forced into a situation. The word "majboor" means "helpless" or "compelled" in Urdu, and this type of poetry often expresses the pain and frustration of being in a difficult situation that one cannot escape. Majboor Shayari can be both poignant and powerful, and it is a popular form of expression for those who feel trapped or oppressed.
Is qadar musalsal thin shiddaten judai ki
اس قدر مسلسل تھیں شدتیں جدائی کی
آج پہلی بار اس سے میں نے بے وفائی کی
ورنہ اب تلک یوں تھا خواہشوں کی بارش میں
یا تو ٹوٹ کر رویا یا غزل سرائی کی
تج دیا تھا کل جن کو ہم نے تیری چاہت میں
آج ان سے مجبوراً تازہ آشنائی کی
is qadar musalsal thin shiddaten judai ki
aaj pahli bar us se main ne bewafai ki
warna ab talak yun tha KHwahishon ki barish mein
ya to TuT kar roya ya ghazal-sarai ki
taj diya tha kal jin ko hum ne teri chahat mein
aaj un
इस क़दर मुसलसल थीं शिद्दतें जुदाई की
आज पहली बार उस से मैं ने बेवफ़ाई की
वर्ना अब तलक यूँ था ख़्वाहिशों की बारिश में
या तो टूट कर रोया या ग़ज़ल-सराई की
तज दिया था कल जिन को हम ने तेरी चाहत में
आज उन से मजबूरन ताज़ा आश्नाई
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab
Chahat Majboor Kar Deti Hai Sahab,
Yaad Karne Se Sawab Thori Milta Hai
Chahat Mein Kya Duniya Daari Ishq Mein Kaisi Majboori
Chahat Mein Kya Duniya Daari Ishq Mein Kaisi Majboori,
Maine Dil Ki Baat Rakhi Aur Tu Ne Duniya Walon Ki
Kisi Ko Chaho Na Itna Ke Chahat Tumhari
Kisi Ko Chaho Na Itna Ke Chahat Tumhari Majburi Ban Jaye,
Kisi Ko Chaho Itna Ke Tumhari Chahat Uske Liye Zaruri Ban Jaye
Zindagi Kitni Khoobsurat Hoti Agar Teri Chahat
Zindagi Kitni Khoobsurat Hoti
Agar Teri Chahat Adhoori Na Hoti,
Kuch Uljhane Kuch Majbooriyan Hoti Beshak
Magar Pyar Mein Itni Dooriyan Na Hoti
Mohabbat Kya Hai , Dil Ka Dard Se Mahmoor
Mohabbat Kya Hai , Dil Ka Dard Se Mahmoor Ho Jaana
Mata e Jaa’n Kisi Ko Sonp Kar Majboor Ho Jaana
محبت کیا ہے ، دل کا درد سے معمور ہو جانا
متاع جاں کسی کو سونپ کر مجبور ہو جانا
Mujhe tauba ka puura ajr milta hai usi saath
Mujhe tauba ka puura ajr milta hai usi saath
Koi zohra-jabīn piine pe jab majbur karta hai
مجھے توبہ کا پورا اجر ملتا ہے اسی ساعت
کوئی زہرہ جبیں پینے پہ جب مجبور کرتا ہے
मुझे तौबा का पूरा अज्र मिलता है उसी साअत
कोई ज़ोहरा-जबीं पीने पे जब मजबूर करता है
Yun Toh Koi Bhi Tanha Nahi Hota, Chah Kar
Yun Toh Koi Bhi Tanha Nahi Hota
Chah Kar Kisi Se Juda Nahi Hota
Mohabbat Ko Majbooriyan Le Doobti Hain
Warna Khushi Se Koi Bewafa Nahi Hota
Masla Jab Bhi Charaghon Ka Utha
Masla Jab Bhi Charaghon Ka Utha
Faisla Sirf Hawa Karti Hai
مسئلہ جب بھی چراغوں کا اٹھا
فیصلہ صرف ہوا کرتی ہے
मसअला जब भी चराग़ों का उठा
फ़ैसला सिर्फ़ हवा करती है
Chahat Toh Aaj Bhi Thi Unki Liye, Per Kismat
Chahat Toh Aaj Bhi Thi Unki Liye
Per Kismat Ke Hathon Majboor Ho Gaye
Dekhi Jo Un Mein Apne Liye Berukhi
Hum Unki Khushi Ke Liye Unse Dur Ho Gaye
De K Dil Hum Jo Ho Gaye Majboor
De K Dil Hum Jo Ho Gaye Majboor
Is Mai Kya Ikhtiyar Hai Apna
دے کے دل ہم جو ہو گئے مجبور
اس میں کیا اختیار ہے اپنا
दे के दिल हम जो हो गए मजबूर
इस में क्या इख़्तियार है अपना
Ilaaj Yeh Hai Ke Majboor Kar Diya Jaaun
ilaaj Yeh Hai Ke Majboor Kar Diya Jaaun
Warna Yun Toh Kisi Ki Nahi Suni Maine.
इलाज ये है कि मजबूर कर दिया जाऊँ,
वगरना यूँ तो किसी की नहीं सुनी मैंने।
علاج یہ ہے کہ مجبور کر دیا جاؤں
ورنہ یوں تو کسی کی نہیں سُنی میں نے
Nahi Hota Kisi Tabib Se Is Marz Ka Ilaaj
Nahi Hota Kisi Tabib Se Is Marz Ka Ilaaj Wasi
Ishq Laa Ilaaj Hai, Bas Parheez Kijiye
نہیں ھوتا کسی طبیب سے اس مرض کا علاج وصی
عـــشـــق لا عــلاج ھـــــے ، بس پــــرہــیــز کیجیے
Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se
Laaya Hai Mera Shauq Muje Parde Se Bahar
Mai Warna Wahi Khalwati-e-Raz-e-Nihan Hun
لایا ہے مرا شوق مجھے پردے سے باہر
میں ورنہ وہی خلوتیٔ راز نہاں ہوں
लाया है मिरा शौक़ मुझे पर्दे से बाहर
मैं वर्ना वही ख़ल्वती-ए-राज़-ए-निहाँ हूँ
Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat
Nahaq Humn Majburon Per Ye Tohmat Hai Mukhtari Ki
Chahte Hain So Aap Karen Hain Ko Abas Badnam Kiya
ناحق ہم مجبوروں پر یہ تہمت ہے مختاری کی
چاہتے ہیں سو آپ کریں ہیں ہم کو عبث بدنام کیا
नाहक़ हम मजबूरों पर ये तोहमत है मुख़्तारी की
चाहते हैं सो आप करें हैं हम को अबस बदनाम किया