Mausam Shayari and Poetry are a popular form of Urdu literature that captures the beauty and evanescence of nature's changing seasons. Mausam Shayari is a type of poetic expression that reflects on the different moods and emotions evoked by the seasons, from the joyful arrival of spring to the melancholic farewell of autumn. These poetic verses are known for their vivid descriptions and metaphors, which evoke the sights, sounds, and smells of each season. Mausam Shayari and Poetry offer a unique window into the relationship between human beings and the natural world, highlighting the deep connection and interdependence between the two. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Mausam Shayari and Poetry, you will discover a wealth of masterful poets and verses to enjoy.
Mohabbat Mein Har Ek Mausam Ka Har
Mohabbat Mein Har Ek Mausam Ka Har Ek Rang Shamil Hai,
Mohabbat Ka Koi Ek Rang Ya Mausam Nahi Hota
Ussey Labha Na Saka Mere Baad Ka Mausam
Ussey Labha Na Saka Mere Baad Ka Mausam,
Bahut Udhaas Laga, Khaal o Khad Sanwar Ke Bhi
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir
Din Badle Mausam Badla Aur Badla Yeh Saal Aakhir,
Ehsas Badla Insaan Badla Kyun Na Badla Apna Haal Aakhir
Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai
Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai,
Kis Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaan Jaana
Woh Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai
Woh Mujh Tak Aane Ki Raah Chahta Hai
Lekin Meri Mohabbat Ka Gawah Chahta Hai,
Khud Aate Jaate Mausamo Ki Tarah Hai
Aur Mujhse Mohabbat Ki Inteha Chahta Hai
Udas Raaton Mai Teez Kafi Ki Talkhi Mai
Udas Raaton Mai Teez Kafi Ki Talkhi Mai
Wo Kuch Zayada Hi Yaad Aata Hai Sardiyon Mai
اداس راتوں میں تیز کافی کی تلخیوں میں
وہ کچھ زیادہ ہی یاد آتا ہے سردیوں میں
Mausam e Khizan Ke Patton Ki Tarah
Mausam e Khizan Ke Patton Ki Tarah Jhar Gaya,
Mera Wajood Tere Tan Se Juda Ho Ke Bikher Gaya
موسمِ خزاں کے پتوں کی طرح جھڑ گیا
میرا وجود تیرے تن سے جُدا ہو کر بکھر گیا
Hamare dil ke biyanba pe kitni umaron se
Hamare dil ke biyanba pe kitni umaron se
Ruka hua hai tumhare khayal ka mausam
ہمارے دل کے بیاباں پہ کتنی عمروں سے
رکا ہوا ہے تمھارے خیال کا موسم
Aaj Youn Mausam Ne De Jashn-e-
Aaj Youn Mausam Ne De Jashn-e-Mohabbat Ki Khabar
Phot Kar Rone Lage Hain, Mai Mohabbat Aur Tum
آج یوں موسم نے دی جشن محبت کی خبر
پھوٹ کر رونے لگے ہیں ، میں محبت اور تم
Mausam-e-Zard Mai Ek Dil Ko Bachaun
Mausam-e-Zard Mai Ek Dil Ko Bachaun Kaise
Aisi Rut Mai To Ghane Peo Bhi Jhao Jaate Hain
موسم زرد میں ایک دل کو بچاؤں کیسے
ایسی رت میں تو گھنے پیڑ بھی جھڑ جاتے ہیں
मौसम-ए-ज़र्द में एक दिल को बचाऊँ कैसे
ऐसी रुत में तो घने पेड़ भी झड़ जाते हैं