Best, Largest and Original collection of Mirza shayari and poetry in urdu, english and hindi.

Mirza Shayari & Poetry

mirza ghalib shayari, heart touching mirza ghalib shayari in hindi, mirza ghalib poetry, mirza ghalib shayari in hindi, mirza ghalib shayari in urdu, mirza ghalib ki shayari, mirza ghalib love shayari, mirza ghalib poetry in urdu, mirza ghalib best shayari, mirza ghalib sad poetry, mirza ghalib sad shayari, mirza ghalib best poetry, mirza ghalib shayari on life, mirza galib ki shayari, mirza ghalib shayari in english, mirza ghalib poetry in urdu 2 lines, dard mirza ghalib shayari, mirza galib shayari, mirza ghalib love poetry, mirza ghalib poetry in hindi

Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’

Haif Is Chaar Giraah Kapre Ki Kismat ‘Ghalib’
Jis Ki Kismat Mai Ho Ashiq Ka Gireban Hona

حیف اس چار گرہ کپڑے کی قسمت غالبؔ
جس کی قسمت میں ہو عاشق کا گریباں ہونا

हैफ़ उस चार गिरह कपड़े की क़िस्मत ‘ग़ालिब’
जिस की क़िस्मत में हो आशिक़ का गरेबाँ होना

English Urdu Hindi
176 Views

Dil Hi To Hai Siyasat-e-Darban Se Dar

Dil Hi To Hai Siyasat-e-Darban Se Dar Gaya
Mai Aur Jaaun Dar Se Tere Bin Sada Kiye

دل ہی تو ہے سیاست درباں سے ڈر گیا
میں اور جاؤں در سے ترے بن صدا کیے

दिल ही तो है सियासत-ए-दरबाँ से डर गया
मैं और जाऊँ दर से तिरे बिन सदा किए

English Urdu Hindi
409 Views

Yusuf Us Ko Kaho Aur Kuch Na Kahe

Yusuf Us Ko Kaho Aur Kuch Na Kahe Khair Hui
Gar Bigar Baithe To Main Laiq-e-Tazir Bhi Tha

یوسف اس کو کہو اور کچھ نہ کہے خیر ہوئی
گر بگڑ بیٹھے تو میں لائق تعزیر بھی تھا

यूसुफ़ उस को कहो और कुछ न कहे ख़ैर हुई
गर बिगड़ बैठे तो मैं लाइक़-ए-ताज़ीर भी था

English Urdu Hindi
281 Views

Hum Ne Maana Ki Taghaful Na Karoge

Hum Ne Maana Ki Taghaful Na Karoge Lekin
Khaak Ho Jayenge Hum Tum Ko Khabar Hote Tak

ہم نے مانا کہ تغافل نہ کرو گے لیکن
خاک ہو جائیں گے ہم تم کو خبر ہوتے تک

हम ने माना कि तग़ाफ़ुल न करोगे लेकिन
ख़ाक हो जाएँगे हम तुम को ख़बर होते तक

English Urdu Hindi
918 Views
 ghalib poetry  intezar poetry  jalna poetry  kismat poetry  mirza poetry   ghalib shayari  intezar shayari  jalna shayari  kismat shayari  mirza shayari    Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Dekhna Qismat K Aap Apne Per Rashk

Dekhna Qismat K Aap Apne Per Rashk Aa Jaaye Hai
Mai Use Dekhun Bhala Kab Mujh Se Dekha Jaaye Hai

دیکھنا قسمت کہ آپ اپنے پہ رشک آ جائے ہے
میں اسے دیکھوں بھلا کب مجھ سے دیکھا جائے ہے

देखना क़िस्मत कि आप अपने पे रश्क आ जाए है
मैं उसे देखूँ भला कब मुझ से देखा जाए है

English Urdu Hindi
517 Views

Dekhiye Laati Hai Us Shok Ki Nakhwat

Dekhiye Laati Hai Us Shok Ki Nakhwat Kya Rang
Us Ki Har Baat Per Hum Naam-e-Khuda Khate Hain

دیکھیے لاتی ہے اس شوخ کی نخوت کیا رنگ
اس کی ہر بات پہ ہم نام خدا کہتے ہیں

देखिए लाती है उस शोख़ की नख़वत क्या रंग
उस की हर बात पे हम नाम-ए-ख़ुदा कहते हैं

English Urdu Hindi
214 Views

Jaan Tum Par Nisar Karta Hun

Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Mai Nahi Janta Dua Kya Hai

جان تم پر نثار کرتا ہوں
میں نہیں جانتا دعا کیا ہے

जान तुम पर निसार करता हूँ
मैं नहीं जानता दुआ क्या है

English Urdu Hindi
293 Views

Aaj Hum Apni Pareshani-e-Khatir Un Se

Aaj Hum Apni Pareshani-e-Khatir Un Se
Kahne Jaate To Hain Par Dekhiye Kya Kahte Hain

آج ہم اپنی پریشانیٔ خاطر ان سے
کہنے جاتے تو ہیں پر دیکھیے کیا کہتے ہیں

आज हम अपनी परेशानी-ए-ख़ातिर उन से
कहने जाते तो हैं पर देखिए क्या कहते हैं

English Urdu Hindi
310 Views

‘Ghalib’ Apne Ye Aqida Hai Ba-Qaul

‘Ghalib’ Apne Ye Aqida Hai Ba-Qaul-e-‘Nasikh’
Aap Be-Bahra Hai Jo Motaqid-e-‘Meer’ Nahi

غالبؔ اپنا یہ عقیدہ ہے بقول ناسخؔ
آپ بے بہرہ ہے جو معتقد میرؔ نہیں

‘ग़ालिब’ अपना ये अक़ीदा है ब-क़ौल-ए-‘नासिख़’
आप बे-बहरा है जो मो’तक़िद-ए-‘मीर’ नहीं

English Urdu Hindi
233 Views

Atish-e-Dozakh Mai Ye Garmi Kahan

Atish-e-Dozakh Mai Ye Garmi Kahan
Soz-e-Gham-Ha-e-Nihani Aur Hai

آتش دوزخ میں یہ گرمی کہاں
سوز غم ہائے نہانی اور ہے

आतिश-ए-दोज़ख़ में ये गर्मी कहाँ
सोज़-ए-ग़म-हा-ए-निहानी और है

English Urdu Hindi
275 Views