Mubarak Shayari and poetry is a popular genre of Urdu literature that revolves around the theme of congratulations and well wishes. This form of poetry is often used to celebrate happy occasions such as weddings, birthdays, and other significant events. Mubarak Shayari is characterized by its use of joyful and uplifting language that conveys a sense of happiness and excitement. The rhythmic patterns and metaphors used in this form of poetry make it highly appealing to poetry enthusiasts.
Hr saal hi aata hai yeh ik Khushgawar din
ہر سال ہی آتا ہے یہ اِک خوشگوار دن
دعا ہے یہ ہم سب کی کہ آتا رہے سدا
Hr saal hi aata hai yeh ik Khushgawar din
dua hai yeh hum sab ki ke aata rahay sada
हर साल ही आता है यह एक खुशगवार दिन,
दुआ है यह हम सब की कि आता रहे सदा।
Apna Toh Kisi Tor Guzar Jayega Yeh Din
Apna Toh Kisi Tor Guzar Jayega Yeh Din,
Tum Jissey Milo Aaj Ussey, Eid Mubarak
Kisi ko sal-e-nau ki kya mubarakbad di jaaye
Kisi ko sal-e-nau ki kya mubarakbad di jaaye
Calender ke badalne se muqaddar kab badalta hai
کسی کو سال نو کی کیا مبارک باد دی جائے
کلینڈر کے بدلنے سے مقدر کب بدلتا ہے
किसी को साल-ए-नौ की क्या मुबारकबाद दी जाए
कैलन्डर के बदलने से मुक़द्दर कब बदलता है
Ae Jaate Baras Tujhko Sonpa Khuda Ko
Ae Jaate Baras Tujhko Sonpa Khuda Ko,
Mubarak Mubarak Naya Saal Sab Ko
Ik tarz-e-taghaful hai so vo un ko mubarak
Ik tarz-e-taghaful hai so vo un ko mubarak
Ik arz-e-tamanna hai so ham karte rahenge
اک طرز تغافل ہے سو وہ ان کو مبارک
اک عرض تمنا ہے سو ہم کرتے رہیں گے
इक तर्ज़-ए-तग़ाफ़ुल है सो वो उन को मुबारक
इक अर्ज़-ए-तमन्ना है सो हम करते रहेंगे
Mubarak ho doston naya saal aaya hai
Mubarak ho doston naya saal aaya hai
Kab tak jeeyo gy nafraton ke saye mein
مبارک ہو دوستوں نیا سال آیا ہے
کب تک جیوگے نفرتوں کے سائے میں
Ek pta shajar umar se lo aur gira
Ek pta shajar umar se lo aur gira
Log kehty hai mubarak ho naya saal tumhe
ایک پتا شجر عمر سے لو اور گرا
لوگ کہتے ہیں مبارک ہو نیا سال تمہیں
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se,
Nadaan Ne Keh Diya Naya Saal Mubarak
Falak Paao’n Tillay Aur Khekshao’n K Nagar Mein Hoon
Falak Paao’n Tillay Aur Khekshao’n K Nagar Mein Hoon,
Mubarak Doh Mujhe Main Mohabbat Ke Safar Mein Hoon
Mehngi Hogi Sabzi Aur Mehngi Hogi Daal
Mehngi Hogi Sabzi Aur Mehngi Hogi Daal,
Sab ko Mubarak Ho Naya saal
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi
Chor Gaye Purane Saal Ki Tarah Purane Yaar Bhi
Ussey Naya Saal Bhi Mubarak Naye Yaar Bhi Mubarak
Thore Nadan Thore Badmash Ho Tum
Thore Nadan Thore Badmash Ho Tum
Magar Jaise Bhi Ho Mere Liye Khaas Ho Tum
Mubarak ho sab ko khushho saal nu ki
Mubarak ho sab ko khushho saal nu ki
Tamna ho pori sab ki Aarzu ki
مبارک ھوسب کو خوشی سال نو کی
تمنا ھو پوری سبھی آرزو کی