Mulaqat Shayari and Poetry are a popular form of Urdu literature that explore the emotions and experiences of meeting someone special. Mulaqat Shayari is a type of poetic expression that captures the excitement, nervousness, and anticipation of a first encounter with someone new. These poetic verses are known for their lyrical beauty and evocative imagery, which transport readers to a world of new beginnings and possibilities. From the expressions of love and admiration to the complexities of relationships, Mulaqat Shayari and Poetry offer a unique window into the human experience of meeting and connecting with others. If you are a lover of poetry and wish to explore the world of Mulaqat Shayari and Poetry, you will discover a rich tradition of masterful poets and verses to enjoy.
Hum Se Milte Hain Toh Milte Hain Jhuka Kar
ہم سے ملتے ہیں تو ملتے ہیں جھکا کر آنکھیں
نہ جانے وہ پھر کیکے لئے رکھتے ہیں سجا کر آنکھیں
Hum Se Milte Hain Toh Milte Hain Jhuka Kar Aankhen
Na Jaane Woh Phir Kaike Liye Rakhte Hain Saja Ke Aankhen
When we meet, we meet with lowered eyes
Who knows why they adorn themselves for another time
हम से मिलते हैं तो मिलते हैं झुका कर आंखें
ना जाने वो फिर क्यों रखते हैं सजा कर आंखें
Phir Kisi Se Woh Baatein Woh Mulaqatein
Phir Kisi Se Woh Baatein Woh Mulaqatein Ab Nahi Hongi,
Raatein Toh Hongi Per Woh Raatein Ab Nahi Hongi
پھر کسی سے باتیں وہ ملاقاتیں اب نہیں ہونگی
راتیں تو ہونگی پر وہ راتیں اب نہیں ہونگی
Na Jee Barh Ke Dekha Na Kuch Baat Ki
Na Jee Barh Ke Dekha Na Kuch Baat Ki,
Bari Arzoo Thi Mulaqat Ki
Bu-e-Gul Nala-e-Dil Dud-e-Charagh
Bu-e-Gul Nala-e-Dil Dud-e-Charagh-e-Mahfil
Jo Teri Bazm Se Nikla So Pareshan Nikala
بوئے گل نالۂ دل دود چراغ محفل
جو تری بزم سے نکلا سو پریشاں نکلا
बू-ए-गुल नाला-ए-दिल दूद-ए-चराग़-ए-महफ़िल
जो तिरी बज़्म से निकला सो परेशाँ निकला
Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein
Jab Sunta Hee Nahi Woh Hum Baat Kya Karein
Bewajah Yahan Ussey Sawalat Kya Karein
Ussay Gila Hai Hum Ussay Yaad Nahi Karte
Bholty Hee Nahi Jo Unhe Yaad Kya karein
Jab Saans Ka Aana Hee Dushwaar Ho Gaya
Saqi Aese Mein Hum Ah o Pukar Kya Karein
Nazuk Dil Tha Apna Anjam-e-ishq Mein Toot Gaya
Kaise Howa Ye Hadsa Sar e Aam Iqrar Kya Karein
Sab Kuch Toh Lut Gaya Apna Ishq Wafa Mein
Ab Tumhe Batao Gaye Maal Ka Hisaab Kya Karein
Hum Ne Toh Tarap Mein Kaha Marr Gaye Touseef
Woh Yeh Keh Kar Palat Gaye Ab Mulaqat Kya Karen
Mujh Tak Kab Un Ki Bazm Mai Aata Tha
Mujh Tak Kab Un Ki Bazm Mai Aata Tha Daur-e-Jam
Saaqi Ne Kuch Mila Na Diya Ho Sharab Mai
مجھ تک کب ان کی بزم میں آتا تھا دور جام
ساقی نے کچھ ملا نہ دیا ہو شراب میں
मुझ तक कब उन की बज़्म में आता था दौर-ए-जाम
साक़ी ने कुछ मिला न दिया हो शराब में
Kaun Kehta Hai Mulaqat Meri Aaj Ki Hai
Kaun Kehta Hai Mulaqat Meri Aaj Ki Hai
Tu Meri Rooh k Andar Hai Kai Sadiyon Se
کون کہتا ہے ملاقات مری آج کی ہے
تو مری روح کے اندر ہے کئی صدیوں سے
कौन कहता है मुलाक़ात मिरी आज की है
तू मिरी रूह के अंदर है कई सदियों से
Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya
Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya Tha
Humari Sal-Girah Theek Ab Ke Maah Mai Hai
یہی وہ دن تھے جب اک دوسرے کو پایا تھا
ہماری سالگرہ ٹھیک اب کے ماہ میں ہے
यही वो दिन थे जब इक दूसरे को पाया था
हमारी साल-गिरह ठीक अब के माह में है
Ek Woh Hain Jinhein Yaad Nahi Qissa e Maazi
Ek Woh Hain Jinhein Yaad Nahi Qissa e Maazi,
Ek Hum Hain Abhi Bhi Pehli Mulaqat Nahi Bhule
Hum Ne Kab Unse Mulaqat Ka Wada Chaha
Hum Ne Kab Unse Mulaqat Ka Wada Chaha
Dur Reh Kar Toh Unhey Aur Bhi Zyaada Chaha,
Yaad Aaya Humein Aur Bhi Shiddat Se Woh
Bhool Jaane Ka Unhe Jab Bhi Irada Chaha