Muskurahat Shayari is a genre of Urdu poetry that celebrates the beauty of smiles, laughter, and joy. This style of poetry is known for its light-hearted tone, witty language, and its ability to evoke happiness and positivity. Muskurahat Shayari is the perfect way to spread joy, express your gratitude, and find the happiness within yourself. Whether you are seeking to brighten someone's day or simply looking for some uplifting words, Muskurahat Shayari is sure to bring a smile to your face and fill your heart with warmth.
Koi Toh Baat Hai Dil Mein Aur Itni Gehri
کوئی تو بات ہے دل میں اور اتنی گہری ہے
تیری ہنسی تیری آنکھوں تک نہیں پہنچی
Koi Toh Baat Hai Dil Mein Aur Itni Gehri Hai
Teri Hansi Teri Aankhon Tak Nahi Ponchi
There is something in my heart that's so deep
Your laughter and your eyes couldn't reach
कोई तो बात है दिल में और इतनी गहरी है
तेरी हंसी तेरी आँखों तक नहीं पहुंची
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag Jaye,
Har Aik Ki Aankh Mein Meri Tarah Mohabbat Nahi Hoti
Muskurate Zarur Hain lekin, Zehre Lab Aa
Muskurate Zarur Hain lekin,
Zehre Lab Aa Barhte Jaate Hain
Woh Muskura K Saare Dard Taal Deta Hai
Woh Muskura K Saare Dard Taal Deta Hai,
Rab Kisi Kisi Ko Yeh Kamal Deta Hai
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka
Hum Ne Seene Se Lagaya Dil Na Apna Ho Saka,
Muskura Kar Tumne Dekha Dil Tumhara Ho Gaya
Kya Khabar Thi Humein Mohabbat Ho Jayegi
Kya Khabar Thi Humein Mohabbat Ho Jayegi,
Humein Toh Bus Unka Muskurana Acha Lagta Tha
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi, Tum Ko
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi
Tum Ko Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi,
Yeh Meri Dosti Ki Inteha Thi Ya Meri Chahat
Ab Har Surat Mein Teri Surat Nazar Aane Lagi
Milega Kya Dil’on Mein Nafratein Rakh Kar
Milega Kya Dil’on Mein Nafratein Rakh Kar,
Bahut Mukhtasir Hau Zindagi Muskura Ke Mila Karo
Iss Tarah Dil Ka Dard Chupaate Hain, Dil
Iss Tarah Dil Ka Dard Chupaate Hain,
Dil Rota Hai Aur Hum Muskuraate Hain
Chalo Aaj Phir Thora Muskuraya Jaye
Chalo Aaj Phir Thora Muskuraya Jaye,
Bina Maachis Ke Logon Ko Jalaya Jaye.
चलो आज फिर थोडा मुस्कुराया जाये,
बिना माचिस के कुछ लोगो को जलाया जाये।
چلو آج پھر تھوڑا مُسکرایا جائے
بنا ماچس کے لوگوں کو جلایا جائے
Thhehar Sake Jo Labon Pe Humare, Hansi
Thhehar Sake Jo Labon Pe Humare,
Hansi Ke Siwa Hai Majaal Kiski.
ठहर सके जो लबों पे हमारे,
हँसी के सिवा है मजाल किसकी।
ٹھہر سکے جو لبوں پہ ہمارے
ہنسی کے سِوا ہے مجال کس کی
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe
Tu Muskuraye Sadaa Aur Yunhee Abad Rahe,
Khuda Kare Yeh Naya Saal Tujhe Raas Rahe
Yun Na Muskuraya Karo Labon Ki Shan Jaati Hai
Yun Na Muskuraya Karo Labon Ki Shan Jaati Hai,
Tumhare Hont Hilte Hain Hamari Jaan Jaati Hai
Be Jijak Aa Ke Milo Hans Ke Milao Aankhen
Be Jijak Aa Ke Milo Hans Ke Milao Aankhen,
Hum Tum Ko Seekhate Hain Milana Dil Ka
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main
Baha Baha Kar Aansu Bikhar Chuki Hun Main,
Simat Kar Apni Zaat Mein Ab Muskurana Chahti Hun