Naam shayari and poetry is a popular form of Urdu literature that revolves around the theme of names. These poems often use the name of a loved one as a central motif and explore the different emotions associated with it. Naam shayari is characterized by its romantic and lyrical language, which celebrates the beauty and significance of names. With the rise of social media and digital platforms, Naam shayari has become increasingly popular among young audiences who find inspiration in its poetic language and romantic themes. This art form has been used by many renowned poets to express their feelings of love and admiration for their beloved, making it a powerful tool for expressing emotions and strengthening relationships.
Jahan Se Tera Jee Chahey Meri Kutab e Zindagi Parh Le
Jahan Se Tera Jee Chahey Meri Kutab e Zindagi Parh Le,
Safaa Chahey Koi Bhi Khulay, Naam Tera Hee Likha Hoga
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna
Kaam Aesa Karo Ke Naam Ho Jaye Warna,
Naam Aesa Karo Ke Naam Lete Hee Kaam Ho Jaye
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain
Aik Lafz Jissey Log Zindagi Kehte Hain,
Iss Hee Naam Se Tumhe Rakha Hai Apne Dil Mein
Kahin Toh Woh Likhta Hoga Apne Dil Ki Chupi Baatein
Kahin Toh Woh Likhta Hoga Apne Dil Ki Chupi Baatein,
Kahin Toh Beshumar Lafzon Mein Mera Naam Bhi Hoga
Chalo Aao K Phir Ajnabi Ho Kar Milein
Chalo Aao K Phir Ajnabi Ho Kar Milein,
Main Tumhara Naam Poochun, Tum Mera Naam Poocho
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein, Aik Ajnabi
Benaam Arzoo Ki Wajah Na Poochein,
Aik Ajnabi Tha Rooh Ka Dard Ban Gaya
Dil Ki Kitaab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam
Dil Ki Kitaab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam,
Yeh Zindagi Yeh Chahat Sab Ke Sab Tere Naam
Abhi Toh Dil Mein Halki Si Khalish Mehsoos Hoti Hai
Abhi Toh Dil Mein Halki Si Khalish Mehsoos Hoti Hai,
Bahut Mumkin Hai, Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaye
Kaash Main Tere Naam Ka Nukta Hota
Kaash Main Tere Naam Ka Nukta Hota,
Tum Tum Na Rehte Agar Main Na Hota
Jahan Chahe Jaise Chahe Parh Lo Meri
Jahan Chahe Jaise Chahe Parh Lo Meri Zindagi,
Panna Chahe Koi Bhi Ho Naam Sirf Tumhara Hee Hoga
Uss Ko Yaad Naa Hoga Hamara Chehra Bhi
Uss Ko Yaad Naa Hoga Hamara Chehra Bhi,
Tamam Shayari Hum Jis K Naam Karte Hain
Mohabbat Mili Toh Neend bhi Apni Na Rahi Faraz
Mohabbat Mili Toh Neend Bhi Apni Na Rahi Faraz,
Gumnaam Zindagi Thi Toh Kitna Sukoon Tha
Lafz Hain Lakhon Duniya Mein, Mohabbat
Lafz Hain Lakhon Duniya Mein,
Mohabbat Na Jaane Kyun
Tere Hee Naam Se Huyi Hai
Kisko Dekhun Ke Tere Naam Ka Nasha Utare
Kisko Dekhun Ke Tere Naam Ka Nasha Utare,
Kisko Chahun Jo Tere Seher Ko Kamtar Karde
Koi Pooche Jo Mohabbat Ka Matlab Kya Hai
Koi Pooche Jo Mohabbat Ka Matlab Kya Hai,
Main Tera Aur Sirf Tera Naam Bata Deta Hoon