Nadan Shayari is a genre of poetry that explores the theme of innocence and naivety. This type of poetry often uses language and imagery to convey a sense of youthfulness and inexperience, and can be a powerful tool for emotional expression. Nadan Shayari can be used to explore a range of emotions, from the charming innocence of childhood to the poignant vulnerability of adulthood. Whether you are a poet looking to explore the complexities of innocence and experience, or a reader seeking to engage with poetry that celebrates the beauty of youthfulness, Nadan Shayari is a genre that is sure to touch your heart.
Aise chup hain ki ye manzil bhi kaDi ho jaise
ایسے چپ ہیں کہ یہ منزل بھی کڑی ہو جیسے
تیرا ملنا بھی جدائی کی گھڑی ہو جیسے
اپنے ہی سائے سے ہر گام لرز جاتا ہوں
راستے میں کوئی دیوار کھڑی ہو جیسے
کتنے ناداں ہیں ترے بھولنے والے کہ تجھے
یاد کرنے کے لیے عمر پڑی ہو جیسے
aise chup hain ki ye manzil bhi kaDi ho jaise
tera milna bhi judai ki ghaDi ho jaise
apne hi sae se har gam laraz jata hun
raste mein koi diwar khaDi ho jaise
kitne nadan hain tere bhulne wale ki tujhe
yaad karne ke liye u
ऐसे चुप हैं कि ये मंज़िल भी कड़ी हो जैसे
तेरा मिलना भी जुदाई की घड़ी हो जैसे
अपने ही साए से हर गाम लरज़ जाता हूँ
रास्ते में कोई दीवार खड़ी हो जैसे
कितने नादाँ हैं तिरे भूलने वाले कि तुझे
याद करने के लिए उम्र पड़ी हो जैसे <
Dil Nadaa’n Tha Mohabbat K Liye , Hum Ne Nafrat
Dil Nadaa’n Tha Mohabbat K Liye,
Hum Ne Nafrat Se Hee Samjhota Kar Liya
Mujhsa Koi Duniya Mein Nadan Bhi Na Ho
Mujhsa Koi Duniya Mein Nadan Bhi Na Ho,
Karke Jo Ishq Kehta Hai Nuksan Bhi Na Ho
Hum Toh Nadan Hain Kya Samjheinge
Hum Toh Nadan Hain Kya Samjheinge Asool e Mohabbat,
Bus Ussey Chaha Tha Ussey Chahte Hain Aur Ussey Hee Chaheinge
Mohabbat Karne Wale Bohat Bare Nadan
Mohabbat Karne Wale Bohat Bare Nadan Hote Hain,
Haasil Kuch Nahi Hota Magar Badnaam Hote Hain
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se
Ik Aur Eent Nikal Gayi Deewar e Hayat Se,
Nadaan Ne Keh Diya Naya Saal Mubarak
Naaz Kya Iss Pe Jo Badla Zamane Ne
Naaz Kya Iss Pe Jo Badla Zamane Ne Tumhein
Hum Hain Woh Jo Zamane Ko Badal Dete Hain
ناز کیا إس پہ جو بدلہ زمانے نے تمہیں
ہم ہیں وہ جو زمانے کو بدل دیتے ہیں
नाज़ क्या इस पे जो बदला ज़माने ने तुम्हें
हम हैं वो जो ज़माने को बदल देते हैं।
Kis ko samjhane lage aap janab-e-naseh
Kis ko samjhane lage aap janab-e-naseh
Main to nadan huun magar aap to nadan nahin
کس کو سمجھانے لگے آپ جناب ناصح
میں تو ناداں ہوں مگر آپ تو نادان نہیں
किस को समझाने लगे आप जनाब-ए-नासेह
मैं तो नादाँ हूँ मगर आप तो नादान नहीं