Nafrat shayari and poetry is a genre that explores the theme of hatred and animosity. This type of poetry often delves into the darker aspects of human emotions, exploring themes such as revenge, anger, and bitterness. Nafrat shayari can be a powerful tool for those seeking to express their feelings of hostility and resentment, and is a popular choice among poetry lovers.
Mujhse Nafrat Wajib Hai Tumhe, Yeh Na Karoge
Mujhse Nafrat Wajib Hai Tumhe,
Yeh Na Karoge Toh Mohabbat Ho Jayegi
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe
Hamara Tazkara Choro Hum Aese Log Hain Jinhe,
Nafrat Kuch Nahi Kehti Mohabbat Maar Deti Hai
Kaun Chahta Hai Khud Ko Badalna
Kaun Chahta Hai Khud Ko Badalna,
Kisi Ko Pyar Toh Kisi Ko Nafrat Badal Deti Hai
Milega Kya Dil’on Mein Nafratein Rakh Kar
Milega Kya Dil’on Mein Nafratein Rakh Kar,
Bahut Mukhtasir Hau Zindagi Muskura Ke Mila Karo
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai
Mujhe Chahne Walon Ki Tedaad Barhti Jaa Rahi Hai,
Nafrat Karne Walo Apni Dua’on Mein Aser Laao
Jamma Tum Ko Nahi Sakte
Jamma Tum Ko Nahi Sakte
Humain Manfi Se Nafrat Hai
جمع تم ہو نہیں سکتے
ہمیں منفی سے نفرت ہے
Ab Ke Baar Mil Kar Hum Yun Saal e Noh Manayeinge
Ab Ke Baar Mil Kar Hum Yun Saal e Noh Manayeinge,
Ranjishein Bhula Kar Hum Nafratein Mitayeinge
Pila De Ok Se Saqi Jo Hum Se Nafrat
Pila De Ok Se Saqi Jo Hum Se Nafrat Hai
Piyala Gar Nahi Deta Na De Sharab To De
پلا دے اوک سے ساقی جو ہم سے نفرت ہے
پیالہ گر نہیں دیتا نہ دے شراب تو دے
पिला दे ओक से साक़ी जो हम से नफ़रत है
पियाला गर नहीं देता न दे शराब तो दे
Mohabbat Itni Hai Ke Dekhe Begair Raha Nahi Jaata
Mohabbat Itni Hai Ke Dekhe Begair Raha Nahi Jaata,
Aur Nafrat Itni Hai Ke Dekhne Ka Bhi Jee Nahi Chahta
Dil Nadaa’n Tha Mohabbat K Liye , Hum Ne Nafrat
Dil Nadaa’n Tha Mohabbat K Liye,
Hum Ne Nafrat Se Hee Samjhota Kar Liya
Main Khush Hun Ke Teri Nafraton Ka Akela Waris Hun
Main Khush Hun Ke Teri Nafraton Ka Akela Waris Hun,
Warna Mohabbat Toh Tujhe Bahut Se Logon Se Hai
Mujh Mein Thori Si Bhi Jagah Nahi Nafrat Ke Liye
Mujh Mein Thori Si Bhi Jagah Nahi Nafrat Ke Liye,
Main Toh Har Waqt Mohabbat Se Bhara Rehta Hun
Deekhawe Ki Mohabbat Se Behtar Hai
Deekhawe Ki Mohabbat Se Behtar Hai Nafrat Karo Hum Se,
Hum Sachey Jazbon Ki Bari Qadar Kia Karte Hain
Nafrat Bhi Karoge Toh Aaungi Tere Paas
Nafrat Bhi Karoge Toh Aaungi Tere Paas,
Dekh Tere Begair Rehne Ki Aadat Nahi Mujhe
Pehle Dosti, Phir Mohabbat Aur Phir Bilawajah
Pehle Dosti, Phir Mohabbat Aur Phir Bilawajah Nafrat,
Bari Tarteeb Se Ek Shaks Ne Tabah Kia Mujhe