Namaz Shayari is a unique genre of Urdu poetry that captures the essence of devotion, spirituality, and inner peace. This style of poetry is inspired by the Islamic practice of prayer, also known as Namaz, which is a fundamental pillar of the Islamic faith. Namaz Shayari is known for its rhythmic flow, spiritual depth, and powerful imagery, which transports the reader to a world of divine contemplation and inner tranquility. Whether you are a believer or not, Namaz Shayari is a beautiful expression of the human soul's yearning for spiritual enlightenment and inner peace.
Uttha ke haath kkhuda se bas mangi hai yahi dua
اُٹھا کے ہاتھ خدا سے بس مانگی ہے یہی دعا
نصیب ہوں خوشیاں تمہیں، تم خوش رہو سدا
Uttha ke haath kkhuda se bas mangi hai yahi dua
Naseeb hon khusihyan tumhe, tum khush raho sada
उठा के हाथ ख़ुदा से बस मांगी है यही दुआ
नसीब हों खुशियाँ तुम्हें, तुम खुश रहो सदा।
Namazon ka rakhiyega sath
Namazon ka rakhiyega sath,
Manwa lijiye rab se har baat,
Duao mai rakhiyaga hum ko yaad,
Mubarak ho aap rabi-ul-awal ki yeh raat!
Mujhe Kya Khabar Ke Woh Ishq Tha Namaz Thi
Mujhe Kya Khabar Ke Woh Ishq Tha Namaz Thi Ke Salam Tha,
Mera Ashq Ashq Tha Muqtadi Tera Harf Harf Imam Tha
Parhta Tha Main Namaz Samajh Kar Ussey Rashid
Parhta Tha Main Namaz Samajh Kar Ussey Rashid,
Phir Yun Hua Ke Mujhse Qaza Ho Gaya Woh Shaks
پڑھتا تھا میں نماز سمجھ کر اسے رشید
پھر یوں ہوا کہ مجھ سے قضا ہوگیا وہ شخص
Woh Jo Paband Hai Namazon Ki, Uski Aankhon
Woh Jo Paband Hai Namazon Ki,
Uski Aankhon Ne Kar Diya Kafir
وہ جو پابند ہے نمازوں کی
اُس کی آنکھوں نے کر دیا کافر
Sar Pa-e-Khum Pe Chahiye Hangam-e
Sar Pa-e-Khum Pe Chahiye Hangam-e-be-Khudi
Ru Su-e-Qibla Waqt-e-Munajat Chahiye
سر پائے خم پہ چاہیے ہنگام بے خودی
رو سوئے قبلہ وقت مناجات چاہیے
सर पा-ए-ख़ुम पे चाहिए हंगाम-ए-बे-ख़ुदी
रू सू-ए-क़िबला वक़्त-ए-मुनाजात चाहिए
Khawabon Ka Musafir Namazi Na Kafir
Khawabon Ka Musafir Namazi Na Kafir,
Saaiyan Yeh Bata De Kahan Hun Main Aakhir
Hamara Har Kaam Asaan Hoga, Jis Din
Hamara Har Kaam Asaan Hoga
Jis Din Ka Pehla Kaam Namaz Hoga
ہمارا ہر کام آسان ہوگا
جس دن کا پہلا کام نماز ہوگا
Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon
Wo Bohat Rakhta Hai Chahat Ki Namazon Ka Hisab
Wo To Ik Sajda Na Bakhshy Jo Qaza Hu Jai
وہ بہت رکھتا چاہت کی نمازوں کا حساب
وہ تو ایک سجدہ نہ بخشے جو قضا ہو جاے