Naseeb Shayari and poetry is a form of expression that deals with the concept of fate and destiny. It is a popular choice amongst individuals who believe in the power of destiny and the impact it has on our lives. Naseeb Shayari is known for its metaphors and deep meanings, making it the perfect way to express one's beliefs and thoughts on the concept of fate and destiny.
Tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
تجھے ہے مشق ستم کا ملال ویسے ہی
ہماری جان تھی جاں پر وبال ویسے ہی
چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا
سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی
ہم آ گئے ہیں تہ دام تو نصیب اپنا
وگرنہ اس نے تو پھینکا تھا جال ویسے ہی
میں روکنا ہ
tujhe hai mashq-e-sitam ka malal waise hi
hamari jaan thi jaan par wabaal waise hi
chala tha zikr zamane ki bewafai ka
so aa gaya hai tumhaara KHayal waise hi
hum aa gae hain tah-e-dam to nasib apna
wagarna us ne to phenka
तुझे है मश्क़-ए-सितम का मलाल वैसे ही
हमारी जान थी जाँ पर वबाल वैसे ही
चला था ज़िक्र ज़माने की बेवफ़ाई का
सो आ गया है तुम्हारा ख़याल वैसे ही
हम आ गए हैं तह-ए-दाम तो नसीब अपना
वगरना उस ने तो फेंका था जाल वैसे ही
मैं
Na harif-e-jaan na sharik-e-gham shab-e-intizar koi to ho
نہ حریف جاں نہ شریک غم شب انتظار کوئی تو ہو
کسے بزم شوق میں لائیں ہم دل بے قرار کوئی تو ہو
کسے زندگی ہے عزیز اب کسے آرزوئے شب طرب
مگر اے نگار وفا طلب ترا اعتبار کوئی تو ہو
کہیں تار دامن گل ملے تو یہ مان لیں کہ چمن کھلے
کہ
na harif-e-jaan na sharik-e-gham shab-e-intizar koi to ho
kise bazm-e-shauq mein laen hum dil-e-be-qarar koi to ho
kise zindagi hai aziz ab kise aarzu-e-shab-e-tarab
magar ai nigar-e-wafa talab tera e'tibar koi to ho
kahin tar
न हरीफ़-ए-जाँ न शरीक-ए-ग़म शब-ए-इंतिज़ार कोई तो हो
किसे बज़्म-ए-शौक़ में लाएँ हम दिल-ए-बे-क़रार कोई तो हो
किसे ज़िंदगी है अज़ीज़ अब किसे आरज़ू-ए-शब-ए-तरब
मगर ऐ निगार-ए-वफ़ा तलब तिरा ए'तिबार कोई तो हो
कहीं तार-ए-दामन-ए-गुल मिले
Na Mujhe Hai Uska Pata Koi Na Ussey
Na Mujhe Hai Uska Pata Koi Na Ussey Khabar Mere Haal Ki,
Mujhe Uska Gham Toh Naseeb Hai Woh Agar Nahi Toh Nahi Sahee
Teri Aankhon Ke Surkh Doray, Raat Kiske Naseeb
Teri Aankhon Ke Surkh Doray,
Raat Kiske Naseeb Jhagey
تیری آنکھوں کے سرخ ڈورے
رات کس کے نصیب جاگے
Woh Jo Ishq Tha Woh Khayal Tha, Yeh Jo
Woh Jo Ishq Tha Woh Khayal Tha,
Yeh Jo Hijr Hai Yeh Naseeb Hai
Iss Zindagi Mein Itni Faraagat Kissey Naseeb
Iss Zindagi Mein Itni Faraagat Kissey Naseeb,
Itna Na Yaad Aa Ke Tujhe Bhool Jayein Hum
اس زندگی مِیں اتنی فراغت کِسے نصیب
اتنا نہ یاد آ کہ تُجھے بھول جائیں ہم
Bahra Hun Mai To Chahiye Duna Ho
Bahra Hun Mai To Chahiye Duna Ho Iltifat
Sunta Nahi Hun Baat Mukarrar Kahe Baghair
بہرا ہوں میں تو چاہئے دونا ہو التفات
سنتا نہیں ہوں بات مکرر کہے بغیر
बहरा हूँ मैं तो चाहिए दूना हो इल्तिफ़ात
सुनता नहीं हूँ बात मुकर्रर कहे बग़ैर
Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se
Bakht Se Koi Shikayat Hai Na Aflak Se Hai
Yahi Kya Kam Hai Nisbat Mujhe Is Khak Se Hai
بخت سے کوئی شکایت ہے نہ افلاک سے ہے
یہی کیا کم ہے کہ نسبت مجھے اس خاک سے ہے
बख़्त से कोई शिकायत है न अफ़्लाक से है
यही क्या कम है कि निस्बत मुझे इस ख़ाक से है
Dekhiye Paate Hain Aashaq Buton Se
Dekhiye Paate Hain Aashaq Buton Se Kya Faiz
Ik Barahman Ne Kaha Hai k Ye Saal Achaa Hai
دیکھیے پاتے ہیں عشاق بتوں سے کیا فیض
اک برہمن نے کہا ہے کہ یہ سال اچھا ہے
देखिए पाते हैं उश्शाक़ बुतों से क्या फ़ैज़
इक बरहमन ने कहा है कि ये साल अच्छा है
Naseeb Walon Ko Hoti Hai Wafa Naseeb
Naseeb Walon Ko Hoti Hai Wafa Naseeb
Ae Zindagi Hum Khud Hee Badnaseeb Hai
Toh Iss Mein Mohabbat Ka Kya Kasoor
Mohabbat Izzat Hai Khairat Nahi, Naseeb
Mohabbat Izzat Hai Khairat Nahi
Naseeb Se Milti Hai Aukat Se Nahi
Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil
Teri Deed Jisko Naseeb , Woh Naseeb Qabil e Deed Hai
Tera Bolna Meri Zindagi Tera Dekhna Meri Eid Hai