Nazar, or the evil eye, is a powerful concept in South Asian culture. It is believed that a malicious gaze can bring harm to a person or object. To express this sentiment, poets have written some of the most evocative Nazar Shayari and poetry. These verses capture the fear, anxiety, and superstition that surrounds the evil eye. From seeking protection to ward off negative energy to expressing the pain of being affected by it, Nazar Shayari and poetry offer a unique glimpse into the complexities of South Asian culture. So, if you want to explore the world of Nazar Shayari and poetry, brace yourself for a journey of emotions.
Dekh Itna Ke Nazar Hee Lag Jaye Mujhe
دیکھ اتنا کہ نظر ہی لگ جائے مجھے
اچھا لگتا ہے تیری نظر سے مر جانا
Dekh Itna Ke Nazar Hee Lag Jaye Mujhe
Acha Lagta Hai Teri Nazar Se Mar Jaana
Look at me so much that I get lost in your gaze
It feels good to die in your sight
देख इतना के नज़र ही लग जाए मुझे
अच्छा लगता है तेरी नज़र से मर जाना
Hum Se Milte Hain Toh Milte Hain Jhuka Kar
ہم سے ملتے ہیں تو ملتے ہیں جھکا کر آنکھیں
نہ جانے وہ پھر کیکے لئے رکھتے ہیں سجا کر آنکھیں
Hum Se Milte Hain Toh Milte Hain Jhuka Kar Aankhen
Na Jaane Woh Phir Kaike Liye Rakhte Hain Saja Ke Aankhen
When we meet, we meet with lowered eyes
Who knows why they adorn themselves for another time
हम से मिलते हैं तो मिलते हैं झुका कर आंखें
ना जाने वो फिर क्यों रखते हैं सजा कर आंखें
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa,
Main Isi Nazar Se Tabah Hua Mujhe Dekh Na Pyar Se
ذرا تلخ لہجے میں بات کر ذرا بے رخی سے پیش آ
میں اسی نظر سے تباہ ہوا مجھے دیکھ نہ پیار سے
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir
Hum Ne Dekha Tha Faqt Shoq Nazar Ki Khatir,
Yeh Na Socha Tha Ke Tum Dil Mein Utar Jaoge
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag
Kabhi Itna Na Muskurao Ke Nazar Lag Jaye,
Har Aik Ki Aankh Mein Meri Tarah Mohabbat Nahi Hoti
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Saara Jahaan Mujhe
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Hai Saara Jahaan Mujhe,
Magar Uski Aankhon Mein Khud ko Kabhi Dekha Hee Nahi
اُس کی آنکھوں میں نظر آتا ہے سارا جہاں مجھے
مگر اُس کی آنکھوں میں خود کو کبھی دیکھا ہی نہیں
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale Kya Yeh Khairat
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale,
Kya Yeh Khairat Phir Nahi Hogi
Kuch Bhi Dikhta Nahi Tumhare Siwa, Aur
Kuch Bhi Dikhta Nahi Tumhare Siwa,
Aur Tum Hee Nazar Nahi Aate
Uski Aankhon Mein Mohabbat Ka Taqaza Kya Hai
Uski Aankhon Mein Mohabbat Ka Taqaza Kya Hai,
Kabhi Parda Kabhi Nazaara Yeh Tamasha Kya Hai
اُس کی آنکھوں میں محبت کا تقاضا کیا ہے
کبھی پردہ کبھی نظارہ یہ تماشا کیا ہے
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse
Ab Shayad Hee Koi Mohabbat Kare Mujhse,
Meri Aankhon Mein Saaf Tum Nazar Aate Ho
اب شاید ہی کوئی محبت کرے مجھ سے
میری آنکھوں میں صاف تم نظر آتے ہو
Hoti Hain Kayi Nazrein Dil Ko Choone Wali
Hoti Hain Kayi Nazrein Dil Ko Choone Wali,
Har Nazar Bhi Nazar Andaz Nahi Hoti
ہوتی ہیں کئی نظریں دل کو چُھونا والی
ہر نظر بھی نظر انداز نہیں ہوتی
Gulab Saare Madham Dekhayi Dete Hain
Gulab Saare Madham Dekhayi Dete Hain,
Nazar Jab Bhi Tere Chehre Ka Tawaaf Karti Hai
Dekh Itna Ke Nazar Hee Lag Jaye Mujhe
Dekh Itna Ke Nazar Hee Lag Jaye Mujhe,
Acha Lagta Hai Teri Nazar Se Mar Jaana
دیکھ اتنا کہ نظر ہی لگ جائے مجھے
اچھا لگتا ہے تیری نظر سے مر جانا
Banda Parwar Hijab Lazim Hai, Har Nazar Parsa
Banda Parwar Hijab Lazim Hai,
Har Nazar Parsa Nahi Hoti
بندہ پرور حجاب لازم ہے
ہر نظر پارسا نہیں ہوتی
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi, Tum Ko
Dil Ki Hasrat Zuban Per Aane Lagi
Tum Ko Dekha Aur Zindagi Muskurane Lagi,
Yeh Meri Dosti Ki Inteha Thi Ya Meri Chahat
Ab Har Surat Mein Teri Surat Nazar Aane Lagi