Nigah Shayari is a form of Urdu poetry that celebrates the beauty and depth of the human gaze. It is a genre of poetry that captures the power of the gaze in expressing emotions and feelings. Nigah Shayari is appreciated for its use of metaphor and imagery, which create a vivid picture of the depth and intensity of human emotions. This type of poetry resonates with those who appreciate the power and beauty of the human gaze.
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai
پھول کھلتے ہیں بہاروں کا سما ہوتا ہے
ایسے موسم میں ہی تو پیار جوان ہوتا ہے،
دل کی باتوں کو ہونٹوں سے نہیں کہتے،
یہ افسانہ تو نگاہوں سے بیان ہوتا ہے
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai,
Aise mausam mein hi to pyar jawan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh afsana to nigaahon se bayan hota hai.
When flowers bloom, it feels like spring,
It is in such seasons
फूल खिलते हैं बहारों का समा होता है,
ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है,
दिल की बातों को होंठों से नहीं कहते,
यह अफ़साना तो निगाहों से बयां होता है।
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se,
K Dil Ki Baat Zubaa’n Se Kahee Nahi Jaati
Uski Nigah Mein Koi Jaadu Zarur Tha, Jis Per Bhi
Uski Nigah Mein Koi Jaadu Zarur Tha,
Jis Per Bhi Pari Uss Ke Jigar Mein Utar Gayi
اُس کی نگاہ میں کوئ جادو ضرور تھا
جس پر بھی پڑی اُس کے جگر میں اُتر گئی
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum,
Chaman Mein Phool Bahut Hain Magar Gulab Ho Tum
Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil
Adaa Katil, Bayaa’n Katil, Zuba’n Katil, Nigah Katil,
Tumhara Silsila Shayad Kisi Katil Se Milta Hai
ادا قاتل، بیاں قاتل، زباں قاتل، نگاہ قاتل
تمہارا سلسلہ شاید کسی قاتل سے ملتا ہے
Soo Baar Marna Chaha Uski Nigahon Mein Doob Kar
Soo Baar Marna Chaha Uski Nigahon Mein Doob Kar,
Woh Nigahen Jhuka Leta Hai Magar Mujhe Marne Nahi Deta
سو بار مرنا چاہا اُس کی نِگاہوں میں ڈوب کر
وہ نِگاہیں جُھکا لیتا ہے مگر مجھے مرنے نہیں دیتا
Dil Per Laga Ulat Ke Wahin Teer Aah Ka
Dil Per Laga Ulat Ke Wahin Teer Aah Ka,
Jo Yaad Aa Gaya Woh Palatna Nigah Ka
دل پر لگا اُلٹ کے وہیں تیر آہ کا
جو یاد آگیا وہ پلٹنا نگاہ کا
Bahut Dino Mai Taghaful Ne Tere Paide
Bahut Dino Mai Taghaful Ne Tere Paide Ki
Wo Ik Nigha Ki Ba-Zahir Nigha Se Kam Hai
بہت دنوں میں تغافل نے تیرے پیدا کی
وہ اک نگہ کہ بہ ظاہر نگاہ سے کم ہے
बहुत दिनों में तग़ाफ़ुल ने तेरे पैदा की
वो इक निगह कि ब-ज़ाहिर निगाह से कम है
Qayamat Hai Zalim Ki Neechi Nigahein, Khuda Jaane
Qayamat Hai Zalim Ki Neechi Nigahein,
Khuda Jaane Kya Ho Jo Nazrein Utha Lein
Ulfat Ki Har Nigah Se Bachne Ke Bawajood
Ulfat Ki Har Nigah Se Bachne Ke Bawajood,
Daaman Na Bacha Sake Teri Mohabbat Se Hum
Jab Se Para Hai Teri Nigahon Se Waasta
Jab Se Para Hai Teri Nigahon Se Waasta,
Aati Nahi Hai Neend Sitaron Se Pooch Lo
جب سے پڑا ہے تیری نگاہوں سے واستا
آتی نہیں ہے نیند ستاروں سے پوچھ لو
Dekha hai kis nigah se tu ne sitam-zarif
Dekha hai kis nigah se tu ne sitam-zarif
Mahsus ho raha hai main gharq-e-sharab huun
دیکھا ہے کس نگاہ سے تو نے ستم ظریف
محسوس ہو رہا ہے میں غرق شراب ہوں
देखा है किस निगाह से तू ने सितम-ज़रीफ़
महसूस हो रहा है मैं ग़र्क़-ए-शराब हूँ
Naqaab Kya Chupaye Ga Shabaab e Husn Ko
Naqaab Kya Chupaye Ga Shabab e Husn Ko,
Nigah e Ishq Toh Pathar Bhi Chir Deti Hai
نقاب کیا چُھپائے گا شباب حُسن کو
نِگاہ عشق تو پتھر بھی چِیر دیتی ہے
Bus Aik Nigah Se Hum Khareed Lein Unhey
Bus Aik Nigah Se Hum Khareed Lein Unhey,
Jinhein Naaz Hai Ke Woh Bikte Nahi
بس اک نگاہ سے ہم خرید لیں انہیں
جنہیں ناز ہے کہ وہ بکتے نہیں
Nakami-e-Nigah Hai Barq-e-Nazara-Soz
Nakami-e-Nigah Hai Barq-e-Nazara-Soz
Tu Wo Nahi Ki Tujh Ko Tamasha Kare Koi
ناکامی نگاہ ہے برق نظارہ سوز
تو وہ نہیں کہ تجھ کو تماشا کرے کوئی
नाकामी-ए-निगाह है बर्क़-ए-नज़ारा-सोज़
तू वो नहीं कि तुझ को तमाशा करे कोई