Best, Largest and Original collection of Paigham shayari and poetry in urdu, english and hindi.

Paigham Shayari & Poetry

Paigham Shayari and Poetry is a beautiful form of expression that has been appreciated by people for centuries. It is a unique style of Urdu poetry that emphasizes on delivering a message or a 'paigham' to the reader. With its rich vocabulary and intricate rhyming patterns, Paigham Shayari and Poetry is a popular choice among poetry lovers worldwide.

Ae mere pyare aur dil azaiz dost

اُٹھا کے ہاتھ خدا سے بس مانگی ہے یہی دعا
نصیب ہوں خوشیاں تمہیں، تم خوش رہو سدا

Ae mere pyare aur dil azaiz dost
janam din ki khusihyan bohat mubarak

अरे मेरे प्यारे और दिल के करीब दोस्त,
जन्मदिन की बधाईयाँ, बहुत मुबारक हो।

Urdu English Hindi
44 Views

Tujh Se To Kuch Kalam Nahi Lekin Aye

Tujh Se To Kuch Kalam Nahi Lekin Aye Nadim
Mera Salam Kahiyo Agar Nama-Bar Mile

تجھ سے تو کچھ کلام نہیں لیکن اے ندیم
میرا سلام کہیو اگر نامہ بر ملے

तुझ से तो कुछ कलाम नहीं लेकिन ऐ नदीम
मेरा सलाम कहियो अगर नामा-बर मिले

English Urdu Hindi
151 Views

Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko

Ye Hum Jo Hijr Mai Deewar-o-Dar Ko Dekhte Hain
Kabhi Saba Ko Kabhi Nama-Bar Ko Dekhte Hain

یہ ہم جو ہجر میں دیوار و در کو دیکھتے ہیں
کبھی صبا کو کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں

ये हम जो हिज्र में दीवार-ओ-दर को देखते हैं
कभी सबा को कभी नामा-बर को देखते हैं

English Urdu Hindi
208 Views
 gareeb poetry  intezar poetry  mehboob poetry  Paigham poetry  piya poetry  umar poetry  wasi shah poetry  yaad poetry  zindagi poetry   gareeb shayari  intezar shayari  mehboob shayari  Paigham shayari  piya shayari  umar shayari  wasi shah shayari  yaad shayari  zindagi shayari   Urdu Love poetry  Yaad poetry   Urdu Love shayari  Yaad shayari  Urdu poetry in english. Urdu poetry in hindi.

Jaise Ho Umar Bhar Ka Asasa Ghareeb

Jaise Ho Umar Bhar Ka Asasa Ghareeb Ka
Kuch Is Tarah Se Mai Ne Sambhale Tumhare Khat

جیسے ہو عمر بھر کا اثاثہ غریب کا
کچھ اس طرح سے میں نے سنبھالے تمہارے خط

जैसे हो उम्र भर का असासा ग़रीब का
कुछ इस तरह से मैं ने सँभाले तुम्हारे ख़त

English Urdu Hindi
238 Views