Pyar Shayari and Poetry are a celebration of love and affection. These poems often explore the themes of passion, devotion, and the beauty of human relationships. Pyar Shayari is popular among people who seek to express their love and affection through words. These poems can be both emotional and romantic, making them perfect for those who appreciate the beauty of love and devotion.
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai
پھول کھلتے ہیں بہاروں کا سما ہوتا ہے
ایسے موسم میں ہی تو پیار جوان ہوتا ہے،
دل کی باتوں کو ہونٹوں سے نہیں کہتے،
یہ افسانہ تو نگاہوں سے بیان ہوتا ہے
Phool khilte hain baharon ka sama hota hai,
Aise mausam mein hi to pyar jawan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh afsana to nigaahon se bayan hota hai.
When flowers bloom, it feels like spring,
It is in such seasons that love blossoms,
Heartfelt emotions are not expressed through words,
This story is narrated through one's gaze
फूल खिलते हैं बहारों का समा होता है,
ऐसे मौसम में ही तो प्यार जवां होता है,
दिल की बातों को होंठों से नहीं कहते,
यह अफ़साना तो निगाहों से बयां होता है।
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
کتنی عجیب تھی داستانِ محبّت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی۔
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
How strange was the story of love
One eye was the ocean and the other was thirsty
कितनी अजीब थी दास्तान-ए-मोहब्बत,
कि एक आंख समंदर और दूसरी प्यासी थी।
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa
Zra Talkh Lehje Mein Baat Kar Zra Be Rukhi Se Paish Aa,
Main Isi Nazar Se Tabah Hua Mujhe Dekh Na Pyar Se
ذرا تلخ لہجے میں بات کر ذرا بے رخی سے پیش آ
میں اسی نظر سے تباہ ہوا مجھے دیکھ نہ پیار سے
Milta Kuch Bhi Nahi Mohabbat Mein Sab Kuch Luta Ke
Milta Kuch Bhi Nahi Mohabbat Mein Sab Kuch Luta Ke,
Sar Jhuka Ke Guzar Jao Agar Koi Pyar Se Dekhe
Jab Koi Pyar Mein Hota Hai, Toh Koi
Jab Koi Pyar Mein Hota Hai
Toh Koi Sahee Ghalat Nahi Hota
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein, Dil
Do Ghari Pyar Ki Karein Baatein,
Dil Jalane Ko Umar Saari Hai
Tum Mohabbat Ki Riwayat Se Na Bach Paoge
Tum Mohabbat Ki Riwayat Se Na Bach Paoge,
Jaan Le Le Ga Koi Jaan Se Pyaara Ban Kar
Pyaar Woh Gunaah Hai Jo Karte Toh Sab Hain
Pyaar Woh Gunaah Hai Jo Karte Toh Sab Hain,
Magar Saza Akser Wafa Karne Walon Ko Milti Hai
Kaun Chahta Hai Khud Ko Badalna
Kaun Chahta Hai Khud Ko Badalna,
Kisi Ko Pyar Toh Kisi Ko Nafrat Badal Deti Hai
Mujhe Auron Se Kya Lena Dena, Mujhe Tum
Mujhe Auron Se Kya Lena Dena ,,,,,, ?
Mujhe Tum, Tumhara Waqt, Tumhara Pyar Chaiye
Yeh Ishq, Mohabbat, Pyaar Nahi Maloom Kya Hai
Yeh Ishq, Mohabbat, Pyaar Nahi Maloom Kya Hai,
Per Humein Jo Tumse Hai Woh In Sab Se Bhi Judaa Hai
Ishq, Mohabbat Aur Pyar Inn Sab Ka Ek
Ishq, Mohabbat Aur Pyar
Inn Sab Ka Ek Hee Matlab Hai Dard
Zaroori Toh Nahi Jo Khushi Dey Ussi Se Mohabbat Ho
Zaroori Toh Nahi Jo Khushi Dey Ussi Se Mohabbat Ho,
Pyar Toh Akser Dil Torne Walon Se Bhi Ho Jaata Hai
ضروری تو نہیں جو خوشی دے اسی سے محبت ہو
پیار تو اکثر دل توڑنے والوں سے بھی ہو جاتا ہے
Mohabbat Mein Kisi Ka Intezar Na Karna
Mohabbat Mein Kisi Ka Intezar Na Karna
Gar Ho Sake Toh Kisi Se Pyar Na Karna,
Kuch Nahi Milta Kisi Se Mohabbat Kar Ke
Khud Ki Zindagi Iss Per Bekar Na Karna
Koi Keh De Yeh Mohabbat Ke Khareedaron Se
Koi Keh De Yeh Mohabbat Ke Khareedaron Se,
Pyar Woh Cheez Hai Jo Milti Nahi Bazaron Se