Raat Shayari and Poetry celebrate the beauty and mystery of the night. This genre of Urdu poetry is known for its evocative and passionate themes that capture the essence of darkness, dreams, and desire. The word "Raat" means night, and the poetry of this genre revolves around the theme of darkness, passion, and longing.
Juz tere koi bhi din raat na jaane mere
جز ترے کوئی بھی دن رات نہ جانے میرے
تو کہاں ہے مگر اے دوست پرانے میرے
تو بھی خوشبو ہے مگر میرا تجسس بے کار
برگ آوارہ کی مانند ٹھکانے میرے
شمع کی لو تھی کہ وہ تو تھا مگر ہجر کی رات
دیر تک روتا رہا کوئی سرہانے میرے
juz tere koi bhi din raat na jaane mere
tu kahan hai magar ai dost purane mere
tu bhi KHushbu hai magar mera tajassus bekar
barg-e-awara ki manind Thikane mere
shama ki lau thi ki wo tu tha magar hijr ki raat
der tak rota
जुज़ तिरे कोई भी दिन रात न जाने मेरे
तू कहाँ है मगर ऐ दोस्त पुराने मेरे
तू भी ख़ुशबू है मगर मेरा तजस्सुस बेकार
बर्ग-ए-आवारा की मानिंद ठिकाने मेरे
शम्अ की लौ थी कि वो तू था मगर हिज्र की रात
देर तक रोता रहा कोई सिरहाने मेरे
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine
Raat Bari Mushkil Se Khud Ko Sulaya Hai Maine,
Apni Aankhon Ko Tere Khawab Ka Lalach De Kar
Raat Apni Hai, Khayal Uska Hai
Raat Apni Hai,
Khayal Uska Hai
Betha Kar Pehlu Mein Yaad ko Ghalib Saari Raat
Betha Kar Pehlu Mein Yaad ko Ghalib Saari Raat,
Jo Kuch Nahi Karte Woh Kamal Karte Hain
Neend Aayi Na Raat Bhar Mujhko, Khawab Bethey
Neend Aayi Na Raat Bhar Mujhko,
Khawab Bethey Rahe Qataron Mein
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen
Raat Hote Hee Meri Hijr Gazeeda Aankhen,
Tere Khawabon Ke Ta’aqub Mein Nikal Jaati Hain
Sitaaro Tum Toh Soh Jao, Pareshan Raat Saari Hai
Sitaaro Tum Toh Soh Jao,
Pareshan Raat Saari Hai
Har Raat Usko Iss Tarah Se Bhulata Hun
Har Raat Usko Iss Tarah Se Bhulata Hun,
Dard Seene Mein Daba Ke Soh Jaata Hun
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein
Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein,
Na Neend Aayi, Na Tum Aaye, Guzar Gayyi Raat Yaadon Mein
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun,
Mohabbat Dua Hai, Saza Hai, Jaza Hai Ya Gunaah Hai
Raat Ke Peechle Paher Uthta Hai, Dard
Raat Ke Peechle Paher Uthta Hai,
Dard e Dil Tahajad Guzaar Ho Jaise
Phir Kisi Se Woh Baatein Woh Mulaqatein
Phir Kisi Se Woh Baatein Woh Mulaqatein Ab Nahi Hongi,
Raatein Toh Hongi Per Woh Raatein Ab Nahi Hongi
پھر کسی سے باتیں وہ ملاقاتیں اب نہیں ہونگی
راتیں تو ہونگی پر وہ راتیں اب نہیں ہونگی
Hum Ne Ishq Mein Aesi Bhi Guzari Hain Raatein
Hum Ne Ishq Mein Aesi Bhi Guzari Hain Raatein,
Jab Tak Aansu Na Bahe Dil Ko Araam Na Aaya
Chand Ke Husn Per Har Shaks Ka Haq Hai
Chand Ke Husn Pe Har Shaks Ka Haq Hai Mansoor,
Main Ussey Kaise Kahun Raat Ko Nikla Na Kare
چاند کے حسن پہ ہر شخص کا حق ہے منصور
میں اسے کیسے کہوں رات کو نکلا نہ کرے
منصور آفاق
چاند کے حسن پہ ہر شخص کا حق ہے منصور
میں اسے کیسے کہوں رات کو نکلا نہ کرے
منصور آفاق
Rote Phirte Hain Saari Saari Raat
Rote Phirte Hain Saari Saari Raat
Ab Yahi Rozgar Hai Apna
روتے پھرتے ہیں ساری ساری رات
اب یہی روزگار ہے اپنا
रोते फिरते हैं सारी सारी रात
अब यही रोज़गार है अपना