Romantic Shayari and Poetry are a celebration of love and passion. These poems often explore the themes of desire, longing, and the complexities of human relationships. Romantic Shayari is popular among people who seek to express their love and affection through words. These poems can be both tender and passionate, making them perfect for those who appreciate the beauty of love and romance.
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
کتنی عجیب تھی داستانِ محبّت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی۔
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
How strange was the story of love
One eye was the ocean and the other was thirsty
कितनी अजीब थी दास्तान-ए-मोहब्बत,
कि एक आंख समंदर और दूसरी प्यासी थी।
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
اب تو آنکھوں میں سمٹی نہیں صورت کوئی
گور سے میں نے تجھے کاش نہ دیکھا ہوتا
Ab Toh Aankhon Main Samati Naheen Surat Koi
Gor Se Maine Tujhe Kaash Na Dekha Hota
Now no image is absorbed in my eyes
I wish I had not gazed at you so closely
अब आँखों में समाती नहीं सूरत कोई
गौर से मैंने तुझे काश न देखा होता
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main Dekhna
Woh Mujhe Dekhta Rahe Aur Main,
Dekhna Dekhta Rahun Uska
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se
Samajh Sako Toh Samajh Lo Meri Nigahoon Se,
K Dil Ki Baat Zubaa’n Se Kahee Nahi Jaati
Suno Mujhe Tumse Mohabbat Hai, Tumhe Bhi Ho jayegi
Suno Mujhe Tumse Mohabbat Hai,
Tumhe Bhi Ho jayegi
Uski Khushboo Kahin Nahi Milti
Uski Khushboo Kahin Nahi Milti,
Phool Saare Khareed Kar Dekhe Hain
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale Kya Yeh Khairat
Aik Nazar Mur K Dekhne Wale,
Kya Yeh Khairat Phir Nahi Hogi
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey
Ussey Keh Doh Kisi Aur Se Mohabbat Ka Na Sochey,
Aik Main Hee Kaafi Hun Umar Bhar Chahne K Liyye
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum
Meri Nigah e Mohabbat Ka Intikhab Ho Tum,
Chaman Mein Phool Bahut Hain Magar Gulab Ho Tum
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere
Main Tujhse Kaise Kahun Yaar Mehrbaan Mere,
K Tu Ilaaj Hai, Meri Har Udasi Ka
Kitne Lehjon K Gilaafon Mein Chupaun Tujhko
Kitne Lehjon K Gilaafon Mein Chupaun Tujhko,
Sheher Wale Mera Mohzu e Sakun Jaante Hain
Mere Saare Sawal Honton Pe, Usske Saare
Mere Saare Sawal Honton Pe,
Usske Saare Jawab Aankhon Se
Abhi Toh Aaye Ho Abhi Jaa Rahe Ho
Abhi Toh Aaye Ho Abhi Jaa Rahe Ho,
Yeh Kya Hai Tumhara Aana Jaana
Chehre Pe Khushi Chaa Jaati Hai Aankhon Pe
Chehre Pe Khushi Chaa Jaati Hai Aankhon Pe Sarwar Aa Jaata Hai,
Jab Tum Mujhe Apna Kehte Ho Apne Aap Pe Garoor Aa Jaata Hai
Kya Khabar Thi Humein Mohabbat Ho Jayegi
Kya Khabar Thi Humein Mohabbat Ho Jayegi,
Humein Toh Bus Unka Muskurana Acha Lagta Tha