Sada Shayari is a form of Urdu poetry that embodies simplicity and elegance. It is a genre of poetry that uses straightforward language to express deep emotions and feelings. Sada Shayari is appreciated for its purity and directness, which make it easy to understand and relate to. This type of poetry resonates with those who appreciate the beauty of simplicity.
Shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do
شعلہ تھا جل بجھا ہوں ہوائیں مجھے نہ دو
میں کب کا جا چکا ہوں صدائیں مجھے نہ دو
جو زہر پی چکا ہوں تمہیں نے مجھے دیا
اب تم تو زندگی کی دعائیں مجھے نہ دو
یہ بھی بڑا کرم ہے سلامت ہے جسم ابھی
اے خسروان شہر قبائیں مجھے نہ دو
shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do
main kab ka ja chuka hun sadaen mujhe na do
jo zahr pi chuka hun tumhin ne mujhe diya
ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do
ye bhi baDa karam hai salamat hai jism abhi
ai KHusra
शो'ला था जल-बुझा हूँ हवाएँ मुझे न दो
मैं कब का जा चुका हूँ सदाएँ मुझे न दो
जो ज़हर पी चुका हूँ तुम्हीं ने मुझे दिया
अब तुम तो ज़िंदगी की दुआएँ मुझे न दो
ये भी बड़ा करम है सलामत है जिस्म अभी
ऐ ख़ुसरवान-ए-शहर क़बाएँ मुझे न द
Ab aur kya kisi se marasim baDhaen hum
اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم
یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم
صحرائے زندگی میں کوئی دوسرا نہ تھا
سنتے رہے ہیں آپ ہی اپنی صدائیں ہم
اس زندگی میں اتنی فراغت کسے نصیب
اتنا نہ یاد آ کہ تجھے بھول جائیں ہم
ت
ab aur kya kisi se marasim baDhaen hum
ye bhi bahut hai tujh ko agar bhul jaen hum
sahra-e-zindagi mein koi dusra na tha
sunte rahe hain aap hi apni sadaen hum
is zindagi mein itni faraghat kise nasib
itna na yaad aa ki tu
अब और क्या किसी से मरासिम बढ़ाएँ हम
ये भी बहुत है तुझ को अगर भूल जाएँ हम
सहरा-ए-ज़िंदगी में कोई दूसरा न था
सुनते रहे हैं आप ही अपनी सदाएँ हम
इस ज़िंदगी में इतनी फ़राग़त किसे नसीब
इतना न याद आ कि तुझे भूल जाएँ हम
त
Bhuli hui sadā huun mujhe yaad kījiye
Bhuli hui sadā huun mujhe yaad kījiye
tum se kahin mila huun mujhe yaad kījiye
بھولی ہوئی صدا ہوں مجھے یاد کیجیے
تم سے کہیں ملا ہوں مجھے یاد کیجیے
भूली हुई सदा हूँ मुझे याद कीजिए
तुम से कहीं मिला हूँ मुझे याद कीजिए
Ussey Kehna K Laut Aaye Sulagti Sham Se Pehle
Ussey Kehna K Laut Aaye Sulagti Sham Se Pehle,
Kisi Ki Khushk Aankhon Mein Sadayein Raqs Karti Hain
Mujhe Baar Baar Sada Na De, Meri Hasraton
Mujhe Baar Baar Sada Na De
Meri Hasraton Ko Hawa Na De,
Mere Dil Mein Aatish e Ishq Hai
Meri Aag Tujh Ko Jala Na De
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Jo Raha Zindagi Ke Sath,
Ek Dil Ka Sukoo’n Tha Jo Sada Hum Dhundte Rahe
Ab is jagha hai jahan se palat nahin sakty
Ab is jagha hai jahan se palat nahin sakty
Yeh kis mokam pe tu ne hume sada di hai
اب اس جگہ ہیں جہاں سے پلٹ نہیں سکتے
یہ کس مقام پہ تو نے ہمیں صدا دی ہے
Soo Baar Kaha Maine Inkar Hai Mohabbat Se
Soo Baar Kaha Maine Inkar Hai Mohabbat Se,
Har Baar Sada Aayi Tum Dil Se Nahi Kehte
Khuda Khud Hee Sun Leta Hai, Khamosh
Khuda Khud Hee Sun Leta Hai,
Khamosh Dil Ki Sada
خدا خود ہی سن لیتا ہے
خاموش دل کی صدا
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Dard Tha Ke Raha Zindagi Ke Sath
Ek Dil Ka Chain Tha Ke Sada Dhundte Rahe
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Chahat Hai Woh Meri Anaa Bhi Hai
Meri Khamosh Lehjon Ki Woh Aik Sada Bhi Hai
Rehta Hai Subha o Sham Woh Mere Wajood Mein
Meri Awaz Mera Lehja Meri Adaa Bhi Hai