Samundar Shayari and poetry are a captivating form of Urdu poetry that draws inspiration from the vast expanse of the ocean. The word "samundar" means sea in Urdu, and the poetry reflects the beauty, power, and majesty of the ocean. Samundar Shayari and poetry often feature metaphors and imagery related to the sea, such as waves, tides, and marine life, to convey a range of emotions and ideas. This poetic form has been popular in South Asian cultures for centuries, and continues to be celebrated today for its ability to evoke a sense of awe and wonder in the reader. Whether you are a poetry enthusiast or simply appreciate the beauty of nature, Samundar Shayari and poetry offer a unique and enchanting way to explore the mysteries of the ocean and the human experience.
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
کتنی عجیب تھی داستانِ محبّت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی۔
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
How strange was the story of love
One eye was the ocean and the other was thirsty
कितनी अजीब थी दास्तान-ए-मोहब्बत,
कि एक आंख समंदर और दूसरी प्यासी थी।
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat, Ke Aik Aankh
Kitni Ajeeb Thi Dastaan e Mohabbat,
Ke Aik Aankh Samundar Aur Dusri Pyaasi Thi
کتنی عجیب تھی داستان محبت
کہ ایک آنکھ سمندر اور دوسری پیاسی تھی
Kabhi Parh Toh Sahee Meri Aankhon ko
Kabhi Parh Toh Sahee Meri Aankhon ko,
Yahan Samundar Behta Hai Teri Mohabbat Ka
Aankhen Hain Ya Samundar, Doob Jaane Ko
Aankhen Hain Ya Samundar,
Doob Jaane Ko Jee Chahta Hai
آنکھیں ہیں یا سمندر
ڈوب جانے کو جی چاہتا ہے
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho, Log Aankhon Mein
Tum Samundar Ki Baat Karte Ho,
Log Aankhon Mein Doob Jaate Hain
Haye Woh Log Jo Kehte Thay Samundar Khud Ko
Haye Woh Log Jo Kehte Thay Samundar Khud Ko
Jab Meri Aankhon Mein Doobe Toh Nisha’n Tak Na Mila
Jinhen Hilaa Na Saka Samundar Ka Tufan Bhi
Jinhen Hilaa Na Saka Samundar Ka Tufan Bhi,
Hamare Azam Ne Thori Hain Woh Chataane Bhi
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap, Tasawar
Samundar Ishq Ki Gehrayi Ko Na Naap,
Tasawar Mein Yaar Ko Rakh Aur Doobta Jaa
Samundar Mai Utarta Hun Tou Ankhen
Samundar Mai Utarta Hun Tou Ankhen Bheeg Jaati Hain
Teri Ankhon Ko Parhta Hun Tou Ankhen Bheeg Jaati Hain
سمندر میں اترتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
تری آنکھوں کو پڑھتا ہوں تو آنکھیں بھیگ جاتی ہیں
Hai Mushtamil Numud-e-Suwar Par
Hai Mushtamil Numud-e-Suwar Par Wajood-e-Bahar
Yaan Kya Dhara Hai Qatraa O Mauj-o-Habab Mai
ہے مشتمل نمود صور پر وجود بحر
یاں کیا دھرا ہے قطرہ و موج و حباب میں
है मुश्तमिल नुमूद-ए-सुवर पर वजूद-ए-बहर
याँ क्या धरा है क़तरा ओ मौज-ओ-हबाब में
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta ha
Qatra Qatra lehjy mein udaasi ghol deta hai
Wo aksar meri ankhon ke samundar khol deta hai
قطرہ قطرہ لہجے میں اداسی گھول دیتا ہے
وہ اکثر میری آنکھوں کے سمندر کھول دیتا ہے
Samundar Mein Fana Hona Toh Kismat Ki Baat Hai
Samundar Mein Fana Hona Toh Kismat Ki Baat Hai,
Jo Marte Hain Kinaron Pe Mujhe Dukh Unka Hota Hai
Azal Se Qaaim Hain Donon Apni Zidon
Azal Se Qaim Hain Donon Apni Zidon Pe ‘Mohsin’
Chalega Pani Magar Kinara Nahi Chalega
ازل سے قائم ہیں دونوں اپنی ضدوں پہ محسنؔ
چلے گا پانی مگر کنارہ نہیں چلے گا
अज़ल से क़ाएम हैं दोनों अपनी ज़िदों पे ‘मोहसिन’
चलेगा पानी मगर किनारा नहीं चलेगा
Mujh Ko Paana Hai Toh Phir Mujhe Mein Utar Kar Dekho
Mujh Ko Paana Hai Toh Phir Mujhe Mein Utar Kar Dekho,
Yun Kinare Se Samundar Nahi Dekha Jaata
مجھ کو پانا ہے تو پھر مجھ میں اُتر کر دیکھو
یُوں کنارے سے سمندر نہیں دیکھا جاتا
رضی اختر شوق
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Ek Samundar Meri Aankhon Se Baha Karta Ha,
Jab Khizan Aayi Toh Laut Aaye Ga Woh Bhi Faraz
Woh Baharon Mein Zara Kam Mila Karta Hai