Sath Shayari and poetry are powerful ways to express deep emotions and convey profound messages. Sath, which means "truth" in Urdu, forms the basis of this poetic form, which aims to capture the essence of honesty, sincerity, and authenticity. With its rhythmic flow and vivid imagery, Sath Shayari and poetry have become increasingly popular in South Asian cultures and have even gained international recognition. Whether it's about love, heartbreak, or social issues, Sath Shayari and poetry provide a creative outlet for individuals to express their thoughts and feelings in a unique and captivating way.
KaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
کٹھن ہے راہ گزر تھوڑی دور ساتھ چلو
بہت کڑا ہے سفر تھوڑی دور ساتھ چلو
تمام عمر کہاں کوئی ساتھ دیتا ہے
یہ جانتا ہوں مگر تھوڑی دور ساتھ چلو
نشے میں چور ہوں میں بھی تمہیں بھی ہوش نہیں
بڑا مزہ ہو اگر تھوڑی دور ساتھ چلو
kaThin hai rahguzar thoDi dur sath chalo
bahut kaDa hai safar thoDi dur sath chalo
tamam umr kahan koi sath deta hai
ye jaanta hun magar thoDi dur sath chalo
nashe mein chur hun main bhi tumhein bhi hosh nahin
baDa maza ho
कठिन है राहगुज़र थोड़ी दूर साथ चलो
बहुत कड़ा है सफ़र थोड़ी दूर साथ चलो
तमाम उम्र कहाँ कोई साथ देता है
ये जानता हूँ मगर थोड़ी दूर साथ चलो
नशे में चूर हूँ मैं भी तुम्हें भी होश नहीं
बड़ा मज़ा हो अगर थोड़ी दूर साथ चलो
Aik Sath Chalo Tum Mere, Main Sath
Aik Sath Chalo Tum Mere,
Main Sath Rahoon Bus Tere
Tumhare Sath Mein Sanwar Gayi Zindagi Hamari
Tumhare Sath Mein Sanwar Gayi Zindagi Hamari
Hamare Liye Sab Se Barh Kar Hai Khushiyan Tumhari,
Aur Na Koi Tamana Hai Na Chahat Hai
Bus Tum Sath Raho Yeh Khwahish Hai Hamari
Ik Ajnabi Ke Haath Mein De Kar Hamara Haath
Ik Ajnabi Ke Haath Mein De Kar Hamara Haath,
Lo Saath Chorne Laga Aakhir Yeh Saal Bhi
Suna Hai Bik Raha Hai Ishq Bazar Mein Aaj
Suna Hai Bik Raha Hai Ishq Bazar Mein Aaj,
Jao Uss Ishq Farosh Se Pocho Wafa Bhi Sath Dete Ho
Din Maheene Saalon Ka Hisaab Nahi Aata Mujhe
Din Maheene Saalon Ka Hisaab Nahi Aata Mujhe,
Hemesha Hemesha K Liye Sath Chaiye Tumhara
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum
Khawab o Khayal Ki Saltanat Mein Hum,
Bichare Hu’on Ke Sath Bari Deir Tak Rahe
خواب و خیال کی سلطنت میں ہم
بچھڑے ہو’وں کے ساتھ بڑی دیر تک رہے
Aap ke baad har ghadi ham ne
Aap ke baad har ghadi ham ne
Aap ke saath hi guzari hai
آپ کے بعد ہر گھڑی ہم نے
آپ کے ساتھ ہی گزاری ہے
आप के बा’द हर घड़ी हम ने
आप के साथ ही गुज़ारी है
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath,
Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Aap K Baad Har Gari Hum Ne Aap K Saath
Aap K Baad Har Gari Hum Ne,
Aap K Sath Hee Guzari Hai
Ae jitne waly tu hi bta hum is se bhar kar hary kia
Ae jitne waly tu hi bta hum is se bhar kar hary kia
Hum tujh k pane aaye thy khud ko bhi gunwa jaty hai
اے جیتنے والے تو ہی بتا ہم اس سے بڑھ کر ہاریں کیا
ہم تجھ کو پانے آے تھے خود کو بھی گنواے جاتے ہیں
Kisi Ke Sath Pyar Se Mazak Zarur Karna
Kisi Ke Sath Pyar Se Mazak Zarur Karna,
Magar Kabhi Kisi Ke Sath Mazak Se Pyar Na Karna
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Mein ne is se pyaar kiya hai malkiyat ka dawa nahi kiya
Wo jis ke bhi sath hai mein is ko bhi manta hoon
میں نے اس سے پیار کیا ہے ملکیت کا دعویٰ نہیں کیا
وہ جس کے بھی ساتھ ہے میں اس کو بھی مانتا ہوں
Main Lab Hun Meri Baat Ho Tum, Main Tab
Main Lab Hun Meri Baat Ho Tum,
Main Tab Hun Jab Saath Ho Tum
Mohabbat Bahut Khoobsurat Hoti Hai
Mohabbat Bahut Khoobsurat Hoti Hai,
Toh Kya Hua Agar
Woh Apne Sath Thora Sa Dard Laati Hai