Saza shayari and poetry is a poignant genre that deals with the concept of punishment and retribution. This type of poetry often explores themes of justice, fairness, and accountability, and is used to express the pain and sorrow that come with being punished for one's actions. Saza shayari can be a powerful medium for reflection and self-examination, helping individuals to understand the consequences of their actions and work towards redemption.
Shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do
شعلہ تھا جل بجھا ہوں ہوائیں مجھے نہ دو
میں کب کا جا چکا ہوں صدائیں مجھے نہ دو
جو زہر پی چکا ہوں تمہیں نے مجھے دیا
اب تم تو زندگی کی دعائیں مجھے نہ دو
یہ بھی بڑا کرم ہے سلامت ہے جسم ابھی
اے خسروان شہر قبائیں مجھے نہ دو
shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do
main kab ka ja chuka hun sadaen mujhe na do
jo zahr pi chuka hun tumhin ne mujhe diya
ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do
ye bhi baDa karam hai salamat hai jism abhi
ai KHusra
शो'ला था जल-बुझा हूँ हवाएँ मुझे न दो
मैं कब का जा चुका हूँ सदाएँ मुझे न दो
जो ज़हर पी चुका हूँ तुम्हीं ने मुझे दिया
अब तुम तो ज़िंदगी की दुआएँ मुझे न दो
ये भी बड़ा करम है सलामत है जिस्म अभी
ऐ ख़ुसरवान-ए-शहर क़बाएँ मुझे न द
Mujh ko maara hai har ik dard o dava se pahle
مجھ کو مارا ہے ہر اک درد و دوا سے پہلے
دی سزا عشق نے ہر جرم و خطا سے پہلے
मुझको मारा है हर एक दर्द ओ दवा से पहले
दी सज़ा इश्क़ ने हर जुर्म ओ ख़ता से पहले
Mujh ko maara hai har ik dard o dava se pahle
di saza ishq ne har jurm-o-ḳhata se pahle
Before every pain and remedy, Love has already struck me down,
Before every sin and fault, Love has already punished me.
Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil
Wohi Mehsus Karte Hain Saza Dard e Dil Ki,
Jo Apne Se Zyada Kisi Se Mohabbat Karte Hain
Saza Mein koi Rad o Badal Kar Ae Ishq
Saza Mein koi Rad o Badal Kar Ae Ishq,
Meri Umar Dekh Mera Abhi Marna Banta Nahi
Pyaar Woh Gunaah Hai Jo Karte Toh Sab Hain
Pyaar Woh Gunaah Hai Jo Karte Toh Sab Hain,
Magar Saza Akser Wafa Karne Walon Ko Milti Hai
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun
Raat Ki Tanhai Mein Akser Yeh Sochta Rehta Hun,
Mohabbat Dua Hai, Saza Hai, Jaza Hai Ya Gunaah Hai
Is Behte Dard Ko Main Rokun Yeh Toh
Is Behte Dard Ko Main Rokun
Yeh Toh Saza Hai Kisi Ke Intezar Ki,
Log Inhe Aansu Kahein Ya Deewanagi
Per Yeh Toh Nishani Hai Kisi Ke Pyar K
Acha Kia Tum Ne Jo Dil Tor Diya Mera
Acha Kia Tum Ne Jo Dil Tor Diya Mera,
Iss Dil Ne Tujhe Chaha, Chahat Ki Saza Paayi
Dushmano Ko Sazaa Dene Ki Ek Tehzeeb
Dushmano Ko Sazaa Dene Ki Ek Tehzeeb Hai Meri,
Main Haath Nahi Uthhata Bas Nazron Se Gira Deta Hun.
بے وقت، بے وجہ، بے حساب مُسکرا دیتا ہوں
آدھے دُشمنوں کو تو یونہی ہرا دیتا ہوں
Zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kaaTi hai
Zindagi jabr-e-musalsal ki tarah kaaTi hai
jaane kis jurm ki paai hai saza yaad nahin
زندگی جبر مسلسل کی طرح کاٹی ہے
جانے کس جرم کی پائی ہے سزا یاد نہیں
ज़िंदगी जब्र-ए-मुसलसल की तरह काटी है
जाने किस जुर्म की पाई है सज़ा याद नहीं
Yak Tarfa Aashiqui Ka Maza Bhi Iss Mein Hai
Yak Tarfa Aashiqui Ka Maza Bhi Iss Mein Hai,
Sach Poochiye Toh Iski Saza Bhi Iss Mein Hai
Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hun, Meri Saadgi
Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hun
Meri Saadgi Dekh Kya Chahta Hun,
Bhari Bazam Mein Raaz Ki Baat Keh Dee
Bara Be Adab Hun Saza Chahta Hun
Bhage The Hum Bahut So Usi Ki Saza Hai
Bhage The Hum Bahut So Usi Ki Saza Hai Ye
Ho Kar Asiir Dabte Hain Rahzan Ke Paaun
بھاگے تھے ہم بہت سو اسی کی سزا ہے یہ
ہو کر اسیر دابتے ہیں راہزن کے پاؤں
भागे थे हम बहुत सो उसी की सज़ा है ये
हो कर असीर दाबते हैं राहज़न के पाँव
Mohabbat Naam Hai Jiska Woh Aesi Qaid
Mohabbat Naam Hai Jiska Woh Aesi Qaid Hai Yaaro,
Ke Umarein Beet Jaati Hain Saza Poori Nahi Hoti
Mujhe Dard e Ishq Ka Maza Maloom Hai
Mujhe Dard e Ishq Ka Maza Maloom Hai
Dard e Dil Ki Inteha Maloom Hai,
Zindagi Bhar Muskurane Ki Dua Naa Dena
Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Maloom Hai